economic news with forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear aap ka quastion acha hai forex trading k sath economic news kibohat ahmeyat hai agtr ap news main say market trend ko follow nahin karian gay or economic rates say bakhabar nahen rahian ga to aap aik achy trader naheain ban sakty haior aap is earning bhi nahin kar sakty hai so news say bakhabar raheen
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex trading me technical information ke sath economic information par bhi nazar rakhni chahiay kio ke aksar ham technical analysis dekh kar trading kar rahay hotay hain or achanak koi economical news aa jati he or jis mulk ki ye news hoti he us ki crancy tezi se uper ya nichay jana shoro ho jati he or aisi situation me hum Los kar jatay hain.
      • #33 Collapse

        mene trading sub se phele economic news pe hee start ki thi or acha sa profit b hota tha.. kabhi kabhi news achi aati thi to profit bun jataa tha lekin ab me news pe kabi kabhi trade karta hun
        • #34 Collapse

          in Forex trading economic news take to strong impoact and with him the market will move to strong and in Forex and in Forex if we will work with attention then w e will done every well my friend
          • #35 Collapse

            mujh ko news per kooi eitbaar nahi ha mein aor mery friends phley hi ess se bohat loss kar bethey hain ham tou apne experiance hi se trade karte ha tab news deth lo market kesay move ho gi magar work apne experiance hi se karro
            • #36 Collapse

              economic news bht important hota hai is sy ignor koi b ni kr sakta. boz is sy market may big change aty hai. ap kisy b strage k sth kam kry ap ko news pr dehan zaror dyna hota hai. boz news anay k bd market apna trend bilkul chnage kr lyti hai ya bht fast ya lslow hn jati hai. news sy e market ka idea milta hai.
              • #37 Collapse

                bro main to forecast or expert ke views ka sath trading kerta hun lakin is ka lea ma 1 week main economic news b zeroor perhta hun or ya mera lea fida mun ha..
                • #38 Collapse

                  bhai jan forex trading business menn success hasil krny y liy fundamental analysis ka knowledge hona bhi boht zarori hy q ky jb economic news ati he to arket news direction men move kr jait hy is liy economic news ko bhi read kia kren or news time men tarring na kia kren
                  • #39 Collapse

                    asslam o alikum mere bhai jaan achi hogi to forex py karobar acha hoga aur forex pr acha profit milega agar mulki maeshat khrab hogi to forex ka karobar disturb hoga aur profit ratio main bhi kumi aegi
                       
                    • #40 Collapse

                      acquaintance liyee begair trades nahi lagani chahyee Forex keey bareey meey ability leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk accident meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko account in accumulation meey hoo
                         
                      • #41 Collapse

                        ap is par trade kar sakte hain dosra gold par trade kabi b earning nai dati ha q k gold pr boot zeda risk ha jis ki waja sa hum zeda achi trading nai kar sakte hain or loss b hoota hai..
                         
                        • #42 Collapse

                          Dear may ya dono cheezine daykhta hoon or iss kay baad hi entry lagata hoon. quen kay dono hi eham hane or ham kisi ko bi nahi chor saktay news web site may hoti hane jab kay seniors ki ray bi lay layna chahiya kay news ka kiya effect ho sakta hay. iss liya dono ko layna chahiy.
                          • #43 Collapse

                            g ager ap ak asha trader bana chahata hai to ap ko forex main news per zorrer tovaja rakhni ho gyi nahi to yeh gambling ho jati hai aur news kafi effective hoti hai forex main is se hum ko loss buht kam hota hai kafi baar trad loss main jane k baad be recover ho jati hai
                            • #44 Collapse

                              Economic new pay the important role in real trading. The trader first should watch the economic calender and watch the impact of the good news of this market. Also analysis the market and read the analysis of the senior traders. The economic news also useful for the trader when these issued the market moves quickly.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Agr hum economic news suntay hain to is sai hamay wo points pata chltay ain jis sai market ki strategis k baray main hamay pta chlta hai aap bhi economic news suna kro.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X