Trading men patience say kam na karna???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men patience say kam na karna???
    Forex men 80% log takreebn loss face kartay hyn or baqi thoray log e kamyabi say profit earn kartay hyn iski waja yh hy ak to forex bahot zada risky business hy dosra yh k forex men kam karty hve hum patience ko chor detay hyn halan k yh kamyabi k lye ak bara factor hy lekin hum patience say kam ni kartay or greed say shoru kar detay hyn jo k hamaray mazeed account k wash honay k sabab bn jata hy is lye hamen chahey k is say avoid karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading men patience say kam na karna???

    bhai jo members saber sy kam nh kerty her waqt juld bazi main hi rehty hn to yh un ki nakami hy q kh ager hmari trade loss main ja rhi hy to hmain us ko loss main hi close nh kerna chahiay bulkh thora wait kerna chahiay bhir ap ko acha profit ho ga or bhai ager hmara bonus kam a rha hy to hmain is ko chor nh dana chahiay bulkh mazeed is main kam kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Trading men patience say kam na karna???

      dear g han ap ki bat sahe hay tradeing main kamybi bhi in ko hasilhoti hay jo is main kisi bhi kism ki hurry up ker k kam ko nahi kertay hein wo is main ityta k sa kam kertay hein is main ha ko chye k ham bhi is main kisi bhi kism k riwsk ko mindmain set ker k kam ko nah karein is main ham o trade ko see ker k k market kis directin main janay wal hay badmain trade ko open karein aor bad main kisi bhi ism ki tension ko mind main add nah honay dein .
      • #4 Collapse

        Re: Trading men patience say kam na karna???

        G brother apny bahut hi achi aur loguc bat ke hi hamin forex main dehan sy kam karna chahey agar ham is main jald bazi kar gy to hamra bahut hi bora noksan hi forex main agar ham trading karty hain to agar ham dehan sy aur market ko daik kar karin gy to hamain zaror profit ay ga agr ham trading main lalch karin gy to ham apny acont sy hath doh bahtin gy.
        • #5 Collapse

          Re: Trading men patience say kam na karna???

          Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jin logon men sabr aur patience nhi hota woh kabi kamyab nhi ho saktay kiun k iss men bara bara loss bhi ho jata hey aur loss pe patience se kam lenay walay hi kamyab hotay hen aur loss se preshan honay ki bajay pahlay se ziyada mehnat kar k loss ko profit men badal letey hen
          • #6 Collapse

            Re: Trading men patience say kam na karna???

            Agar forex mai ham patience ke sayh kaam nahe karaingay to iss mai hamai hamesha loss hoga hamai chaye ke iss mai sahe tariqay say kaam karain iss ko sahe say seekai aur seek kat iss ko trade karai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading men patience say kam na karna???

              trading mn pataince ky kam na karny ky bahut sy nuqsan hn ji kun ky ager ham koi trade open karty hn aur wo loss mn chaly jaty hy to pher hamein is mn saber to nhe hoga ham loss mn juldy dy close kar deingy jis sy hamien loss hojaye ga aur pher markete wapis ajaye gi aur pher ham kahty hn ky ye kia hogia
              • #8 Collapse

                Re: Trading men patience say kam na karna???

                Dear Forex trading Mein patience bahut importance Rakhta hai jo log patience Se Kam Nahin Karte vah log kabhi bhi apni life mein Kamyab nahi hote Kyunki Aise log foreign se jald Bazi karte hain Jiski vajah se unhen big loss ka Samna ho jata hai isliye Hamen chahie K trading Mein Jitna ho sake patients se kam Karen Agar Hamen Ek successful trader banna hai otherwise Ham kabhi bhi profitable aur successful trading nahin kar Sakenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading men patience say kam na karna???

                  Aapane theek kaha hai bahut Sare log Forex trading Mein lost Hain loss karne ki men vajah Yahi hoti hai ki log Sab ke sath Kam Nahin Karte Jab log Sabar Se Kam Nahin Karte to vah loss karte hain Forex trading Mein Kamyab trader Vahi hota hai jo Shabd ke sath kam Karta Hai Jab Ham trade karne lage To Hamen proper market ko analysis kar lena chahie proper analysis karne ke bad hi Hamen trade Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading men patience say kam na karna???

                    Ggg trade Lagane Se Pahle market ko analyse Jarur karna chahie market Analysis karne se Ham loss se Bach sakte hain Hamen chahie ke Ham ityat se trade lagaen Forex Mein Kamyab hone ke liye Khub mehnat ki jarurat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading men patience say kam na karna???

                      Agar AP trading Mein practice nahi karian ge to AP ko loss ho ga AP ko Mehnat ki zarorat pare gi har haal mein kyon ke market hai buhat risky jab AP trading start Karo ge to phir AP ko loss bhi ho sakta hai to agar practice ya knowledge na hua to AP panic ho ke bara volume lagao ge aur phir loss karo ge to ye cheezain AP ko experience hi sikhata hai agar AP ke pas experience nahi hai to AP ko knowledge bhi nahi mile ga aur earning bhi
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading men patience say kam na karna???

                        Forex trading totally minded business hai isme Itna Soch samajhkar proper plan bnao kar Sabar se kaam Lenge utna Hi best Rahenge..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading men patience say kam na karna???

                          Agreed.. Forex main kam karne walon ko sabar se kam lena Chahiye jaldbazi karne se koi kamyab nhi ho sakta balke loss hi karta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X