Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?
    Pak forex forum pay kaam kernay waley tamaaam members trading bhi kertay hain unn sub say maira sawaal hai kay forex trading mai loss mai Janey waali trade ko save kaisay rakha jaa sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

    Loss main trade ko run hi nehi kerny dena chahiay jab hamain aik specific limit tak loss ho jata hai tou hamain same trade ko loss main hi close ker lena chahiay aur next trade open ker ky loss ko recover kerny ki koshish kerni chahiay ky agar ham small loss main trade ko close ker lety hain tou small loss ko recover kerna asan hota hai then hamary pas achi achi stretigies honi chahiay ky agar ham forex market main open trade kerty hain ky ham kabhi bhi trade ko loss main close nehi kerna chahty tou hamain forex market main Bari investment ky sath trade isterha continue kerni hoti hai ky ham trade open kerain aur hamari trade agar loss main hi run kerna shoru ker dy tou hamain loss main trade close nehi kerni chahiay balky hamain same trade ko is waqat tak continue rakhna chahiay ky jab market reverse move kerty huey hamari same trade main profit hasil hona shoru na ho jaey ky market beshak kisi bhi direction main hamari open trade ky against bahot bari move ker jaey lekin reverse bhi zarur move kerti hai tou aesy main hamain open trade main profit bhi ho jata hai

    Jab ham isterha ki stretigy ko use ker ky trade open kerty aur continue kerty hain tou hamary trading account main phir balance bhi bahot zyada hona chahiay ky beshak market phir hamari open trade main maximum support aur resistance tak bhi hamari open trade ky against bhi move ker jaey tab bhi hamara account save rehy agar account wash na ho tou market reverse zarur move kerti hai tou hamari long time ky liay loss main run kerny wali trade bhi profit main chalna shoru ker deti hai lekin hamain ho sakta hai isky liay kafi zyada wait bhi kerna pery

    Agar hamary trading account main balance thora Ho ky market agar hamari open trade ky against hi move kerti rehy aur hamain darr ho ky agar yehi trade chalti rehi tou hamara account wash ho sakta hai tou hamain phir trade open kerny ky bahd jab aik limit tak loss chala jaey tou hedging start ker deni chahiay ky isterha sy ham apni open trade main hony waly loss ko control ker lety hain ky jab market kisi support ya resistance per ponch chuki ho tou hamain profit wali trade ko close ker ky loss wali ko continue rakhna chahiay ky market ky reverse move kerny per jab same trade main loss khatam hoga tou hedging wali trade main acha profit hasil ho chuka hoga
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

      Dear friend forex trading main agr ap ki trade loss main chal rehe ha or ap ko lagta ha k mazeed loss ho sakta ha to ap ko chae ha k us k against trade open kar dan means agr ap ki sell loss main chal rehe ha to ap buy openly karny or agr buy loss main ha to ap ko chae ha sell open karni chae ha phr ap ko confirm ho k value ny wapis apna ana ha to ap wahan sy apni trade close kar dan jo bad main open ki the is tahra ap ko loss bi ho ga or ap easily ache trading kar sakeny gy or ap ko loss k chance kam hon gy or ap easily successful ho sakeny gy forex trading main jab bi trade open karny to sath main stop loss zaror istamal karny ta k ap ka account safe ho ap ko ziada loss na ho is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jis sy hum easily successful ho saken gy
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

        wsalm forex trading main aksar humre trade loss main chale jate hn r hum wait krte rahte hn k abhi waps aye ga lkn humra trade r loss main ja raha hota hai loss limit set krni chae r agr humri trade us limit ko cross kre tu hume apni trade closs kr k apne trade ko dobra open kr k loss ko recover krna chae
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

          Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex trading main hamy apni trade ko phly hi secure kr dyna chaiy hamy trading sy pehly hi anylyses ko study kr k or apny account ki money management krni chaiy stop loss or take profit ko use kar k apni trade open karni chaey phr b agr hmari trade loss main chli jati hy to hamy usy zyada loss hony sy phly hi thory loss m close kar lyni chaiy is ley humy stop loss zaror istamal karna chae ha jis sy humy ziada loss ni ho ga tohry loss main trade close ho ge or bary loss sy bach sakeny gy or is tahra hum ziada profit hasil Kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakty han is ley humy chae ha k hum proper money management or risk management k sath trading kar saken gy
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

            Janab dear Forex forum members loss mein apni trade ko safe rakhne ka sabse important message yah hai ki aapko hacking trading strategy use karni hogi equal by trade ke against equal sell trade lagana hogi agar aapko maloom Ho jaaye ki trading market training kar rahi hai to aapko ranging limitation find out karte hue apni trade ko safe rakhna hoga aur jaise hi market train outbreak Karen aapko apni leading trade co legging trade se comparison karte hue closed position mein jana hoga beta yahi hota hai ki aap Forex trading market mein indicators aur oscillators ki finance and figure score note karke trading karen taki aapko market mein loss se bachne ka experience ho jaaye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

              hamy loss ko kaatem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business han hum is mai free account bana kar kam kar sakty hain forex kabe be bandn na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex mai hamy soch samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be ddeta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex aik acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?<br />Janab dear Forex forum members loss mein apni trade ko safe rakhne ka sabse important message yah hai ki aapko hacking trading strategy use karni hogi equal by trade ke against equal sell trade lagana hogi agar aapko maloom Ho jaaye ki trading market training kar rahi hai to aapko ranging limitation find out karte hue apni trade ko safe rakhna hoga aur jaise hi market train outbreak Karen aapko apni leading trade co legging trade se comparison karte hue closed position mein jana hoga beta yahi hota hai ki aap Forex trading market mein indicators aur oscillators ki finance and figure score note karke trading karen taki aapko market mein loss se bachne ka experience ho jaaye
                Ji ap nay es baray main bil kul thek information share ki haymain bhi ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main expert traders to hacking trading strategy use kar kay loss say save ho jatay hain lakin jo log Forex main ziada knowledge nahi rakhtay aor na hi ziada experience rakhtay hain un kay liay kafi mushkil ho jata hay iasay main un traders kay liay sab say ziada easy yahi hay k woh jab bhi koi trade open kartay hain to woh stop loss ko zaror use karain aor kabhi bhi big lot kay sath trade open na krain hamaisha small lot kay sath trade open karain aor ziada say ziada koshish karain k without analysis koi bhi trade open na ki jay aor market trend kay mutabiq hi trade open ki jay kabhi bhi market kay against trading na ki jay bal market trend ko follow kartay howay hi trading ki jay kun k es taran kamyabi kay chances ziada ho jatay hain aor loss sy kafi had tak safe raha ja sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

                  Ham Logon Ko Soch Samajh Kar kam karna hoga Agar Ham Logon Ko hardworking kar rahe hain To Ham Logon Ko loss Nahin Hoga aur Agar Ham Logon Ko loss ho raha ho to Ham Logon Ko hardworking Karni hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

                    Dear jab ap ais market mai trade lagaty hai to aus time ap jab lot select karty hai to aus time ap ko ye pata hona chaye k agar ap ki ye trade loss mai chali gai to aus mai ap trade ko kaisy control kar sakty hai agar ap ais market mai koi trade lagaty hai to aus mai ap ki trade par agar loss ho raha ho to aus ko ap hedge kar skaty hai aus se ye faida hota hai k ap k account ki jitni equity hoti hai wo atni hi rehti hai ais tarha ap jab ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai kuch time k baad pata chal jata hai k agar ap ais trade ko safe ni kary gay to ais se ap ka account wash ho sakta hai ais liay ap ko ais market mai account par trade lagany se phly lot hi kam rakhni chyae aor apni trade k sath stop loss use karna chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai loss mai trade ko kaisay save rakha jaa sakta hai?

                      Trade ko loss me safe nahi raka ja sakta hay trade agar loss me be ho to account ko zaror safe raka ja sakta hay hedge trading strategy hi esy hay jes trade me loss howa ho ye to already hi loss me hota hay aur mazeed be loss me ja sakta hay magar other trade jo be ham open karen gey to ye zaror profit me ja sakta hay aur ye new order hi loss key trade key loss ko recover kar raha hota hay es waja se account zeyada loss me nahi jata hay aur na hi account wash hota hay 1 tarha se account lock ho jata hay na es me profit ho raha hota hay na loss ho raha hota hay, esi trading siraf loss ko recover karny key ley karni chaye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X