Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading?
    Forex trading kertay huay ziada successful account balance ko daikhtay huay trading say Hua jaa sakta hai ya phir profit targets ko daikh kay trading kernay mai ziada faida hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

    Dear friend forex trading main aik trader tab he kamyab ho sakta ha k wo masalsal profit hasil kary agr usy aik do trade main loss ho bi to wo recover kar la or is tahra trader ka account profit main he ho to is sy trader ko kamyab trader keh sakty han is ley humy proper learning or practice kar k trading karny gy to humara account safe ho ga humy pata ho ga k loss kase hota ha or kase fayda him both soch samj k trading karny gy jis sy humy maximum profit k chance hon gy is ley humy ziada sy ziada apny knowledge or experience k mutabiq trading karni ho ge or proper money management or risk management sy trading karni ho ge har trade k sath take profit or stop loss istamal karny gy to humy loss ziada ni ho ga or hum acha profit hasil kar sakeny gy is tahra har trader jis ka balance kam ho ya ziada masalsal WO kuch na kuch hasil karta rahey to wo kamyab trader hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

      Asalam o alikum dear friend ap ny bot acha question kea hy hamy hmasha apny profit targets or apny account dono ko dakh kr trading krni chaiy q k in dono ko sath ly kr chlny m hi bahtri hy ham apny profit targets ko dakh kr trading karty han to hamy pta hota hy k hmara profit k liay target kya hy ham utna profit hasil Kar k trade close kr dyty han zyada ka lalich ni krty q k lalich buri bala hy or ye hmari sari investment zaya kr dyti hy is liay hamy lalich k bjaiy apny targets k mutabiq hi chlna chaiy or agr ham apny account ko dakh kr trading karty han to us m sb sy ahm chez hamy apny account ko safe rakh kr trading krni hoti hy ham agr koi trade open karty han to ham apny account apni investment ko dakh kr open karty han ham km risk lyty hoay trading karty han ta k hmara account safe rahy ham isy wash hony sy bachain or acha profit hasil krty rahan
      • #4 Collapse

        Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

        g ap ko chayh ky ap ko apny balnced ky hisab sy trade kerni chayh or ap ko chyah ky ap apny account ko trading kerni cayh or ap ko apny account ky hisab sy trade kerni cahyh or ap jitna dekh ker trade kery gyh ap ko lose ni ho gha yeh best hain ko ap target ky hisab sy is my trade kerni chayh yeh akh good business hain or buht sy logh is my acha kama rhey hain .
        • #5 Collapse

          Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

          Profit ka target hamesha apny balance ky mutabiq select kerna chahiay jab ham target small balance per bhi bara select ker lety hain tou hamain target ko achieve kerny ky liay kafi mehnat bhi kerna perti hai aur sabar sy bhi kam lena perta hai jis ki waja yeh hoti hai ky ham small profit main trade close kerty huey thora thora profit akatha kerty rehty hain tou hamain small balance per bhi bara profit ka target achieve ho jata hai lekin jab ham bary balance per trade kerty huey bhi small target set ker ky target ko achieve kerny ki koshish kerty hain tou aesa target hamain Bari asani sy aur bahot jald achieve bhi ho jata hai hamain isky liay zyada mehnat nehi kerna perti so jab bhi trade open kerty huey profit ka target set kerain tou apny balance ky mutabiq small target select kerain ky hamain target achieve bhi ho saky

          Jab ham apny small balance ky sath trade kerty huey bara risk lety hain ky hamain short time main small balance ky sath bhi bara profit hasil ho saky tou hamain kabhi bhi small balance per trade kerty huey bar profit hasil nehi hota lekin hamara account Bary risk ki waja sy wash zarur ho jata hai hamain forex market main trade continue rakhni chahiay ky hamain open trade main small loss agar hota bhi hai tou ham us loss ko easily recover bhi ker lety hain lekin agar hamain bara loss ho jata hai ya account wash ho jata hai tou ham mazeed trade nehi ker sakty

          Jab bhi ham koi trade open kerny ja rehy hon tou hamain apna account balance zaruri check ker lena chahiay ky jis pair main ham trade open kerny ja rehy hain us ki market movement kitni hai aur ham market main apny balance per hony waly loss ko bardashat bhi ker sakty hain ya nehi hamain kabhi bhi profit ka target set ker ky trade continue nehi rakhni chahiay ky aesa kerny sy hamain bara loss bhi ho sakta hai target achieve kerna bahot mushkil hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

            Mere bahi forex trading mein aik acha trade sub se pehly wohi balance demo account pr set kr us pr trading kr ke apna plan set krtahai aur plan kr ke achi trading krta apko us Waqt plan ke profit laga apny apka test Lena chahiye aghr ap us mein kamyabi hasul kr lety Hain tu apko phr real account pr wohi tarika aazmana chahiye apko us tareeky se lazmi profit ho skta hai apko us Waqt mehnat aur lagan ke saath Kam krna Chahiye mere bahi trading ke profit ke target ko hamesha Kam rakhein aghr ap zaida rakhein gy tu ap lalach kr rhy Hoon aur lalach krny waly ko hamesha loss hi ho hota is lye lalach na krein chota profit hi hasul kr lein bus bahot ho ga ap ke lye.
            • #7 Collapse

              Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

              Dear member Jab aap live tradig kar rahe hote hain to us mein aap Ko mukammal focus apni open trade ke upar Hona chahie kyunki aap ne jo bhi trades open ki hai agar aap un per apna focus rakhen ge aur maximum trades mein profit gain karne ki koshish karen ge aur nuksan se avoid karen ge to aap ka total trading capital day-by-day increase hota jaega. Professional trader hamesha trading karne se pahle plan banakar trade karta Hai jis mein technical analysis aur fundamental analysis ko study karte hue trend ki judgement karta hai aur phir use plan per Amal para hokar earning Hasil karta hai. Aapki yah koshish honi chahie ki aapki jo bhi activtrades hain aap apna profit and loss ko small margin main gain Karin agar ziada me chakar main Hun gay to aap ko bara loss bhe uthana parta hy.
              • #8 Collapse

                Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

                Forex trading me Ap k target ko achieve karna bohat zroori hota hai or ap ko apny target set karny chahiye or us k mutabiq trading karni chahiye lekin target jo ap ny set karna hai wo ap ny hamesha apny balance k hisaab sy set karny hai agar balance kam hai to target b choty hony chahiye ap k.
                Agar ap trading krty hai to ap ko apny target me or analysis me balnce ko zroor dekhna parta hai agar ap k pas kam balance hai to ap ko trading me us ko dekh kar analysis karny party hai k kis point par ja k ap ny trading krni hai or kis point par ap ny trading ko close karna hai. Or agar ap k pas balance zeyada hai to ap ko trading me target bara set karna chahiye q k target bara ho ga to profit b bara ho ga or trading hamesha ap ko balance ko dekh kar hi karni chahiye ta k ap ka account safe rahy.
                • #9 Collapse

                  Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

                  Forex market me trading karty howy hamary mind me 2 cheezy honi chaye 1 to account ka balance par hamari nazar honi chaye agar zeyada risk leny key ley market ki condition achi ho aur account balance kam ho to es situation me kabi be high risk leny ki zarorat nahi aur agar account balance zeyada ho per to risk leya be jaye to hamara ye decision kesi be angle se ghalat nahi ho sakta hay, 2nd hamy profit target par be nazar rakni chaye agar hamara profit target small risk leny se be pora ho sakta ho per be high risk leny ki koi zarorat nahi hoti, risk etna leya jaye key profit target pora ho jaye aur loss zeyada na ho to ye bahot hi achi trading ki neshani hoti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

                    Ham Logon Ko Apne account balance ki sabse trading karna Hogi aur lot side ko select karna hoga Aisa Na Hoke ham log Big Lot size select karne wala Hamara account Pass Ho Jaaye Is Tarah Se to ham log nuksan Karenge Ham Logon Ko fayda Nahin hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

                      Dear jab aik acha trader apny account k liay trading plan banata hai to wo aus mai jo target set karta hai wo account balance ko dekh k trade lagata hai agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais mai sab se phly ye dekhna hai k ap ka account kitna hai aor aus par ap kitna risk ley jis se ap ka account bhi safe rahy aor aus par ap ka target bhi asani se pora ho jaye agar ap ka trading plan acha ho to aus par ap asani se trade kar sakty hai aor ap ka account bhi safe rehta hai agar ap ais market mai risk zayda lety hai to aus par ko loss ho sakta hai ais liay ais market mai atna hi kaam kary jis se ap ka account bhi safe rahy aor ap ko aus par agar loss ho to atna zayda na ho jis se ap ka account wash ho jaye aor ap bethy rahy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

                        forex trading main aghr ap bahtr trading krna chahty hain tu trading karty apny account ko madhe nazar rakh kar trading karen jub hum trading karty hain tu hmary account par he depend hota hai k hum apni trading main kitna risk afford kar skty hain q k jitna hmari trading main risk hota hai otna he hum apni trading main profit lay skty hain es lie yah su hain account main moojood bance par depend karta hota hai es liye hamain ayse trading karni chahye k hmain loss bhi ho jay tu hum os loss ko recover asani se kar saken os k liye bahtr yahi hota hai k hum apni trading ko smll lot k sath karen apni trading main stop loss or ake profit ka use karen jitni achi or miyari trading karengy otna he hmain hmari trading main loss hony k chnaces kam se kam hongy or hum kamyab trading bhi kar sakengy
                        • #13 Collapse

                          Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

                          forex main jab bhi trade ki jati hai account balence ko nahi daikh kar ki jati hai ap ko ager achi oppertunity mil rahi hai tab he ap forex main order lgaty hain ager ap ko kisi trades main acha profit nazer aa raha hota hai tu app apne balence ko nahi daikhty ap apny profit ko dekhty hain es lea ham ko money mangement ky hisab say trade kar laini chahea aur ap ko apne account main yehi bat dekhni chaheay ky jitni lot say ap trade laga rahy hain kia ap ki trade bilkul money mangement ky mutabik aur rules ky mutabik hai tab he ap ko wo trade ko place karna chaheay phir he ap aik acha trader ban sakty hain es lea forex business main ap ko apne experience ky mutabik he profit hota hai jitna acha learn karain gay utna he acha earn karain gay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Account balance ko daikh kay trading kerna ya profit targets ko daikh kay trading

                            forex main pehly ham ko apna account balence ko dekhna chahea aur apne account balence ko dekh akr jitni bhi uss main money mangement ki lot banti hai wo lgani chhaeay aur apna target phir set karna chahea ager ap ky pas 100 doller ka account hai tu ap ko apna daily ka 5 say 7 doller target select karna chaheay ager ap es main aik month ka target dekhain gay tu ap ko aik month main daily 5 doller ky hisab say takriban 100 doller ky uper he profit ho ga es ka matlub ap aik month main apne account ko double kar sakty hain aur wo bhi ap risk free ky kar sakty hain dunia main asa koi bhi business nahi hai jis main itna acha profit milta hai es lea forex main ager ap kam risk say bhi kam karty hain tab bhi ap ko boht achi earning milti ha.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X