jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

    Dear member Forex trading aik difficult business hai aur shuru mein kam karte Hain humse aksar mistake Ho jaati Hai. As a trader mistake Hona Koi buri baat Nahin Hai lekin apni mistake Ko repeat hona bahut buri baat hai isliye hamesha tamam traders ko chahie ki vah apni mistakes ko repeat na hone den. Aisa tab mumkin hai ki aap apne pass apni mistake ka vikas rakhen aur unko weekly basis per Jab weekend hota hai aur trading ka off hota hai to aap unka review Kiya Karen aur UN mein se aisi mistake jo aap repeat kar rahe hote hain to unko minimise kar den saket aapka trading profile beta se Ban sake. Jab aap apni mistakes per kabu Pa lenge aur unko repeat hone se avoid kar lenge to samajh len ki aap ek acche teda Ban jaenge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

      Agar Ham frax Mein galtiyan Karke kam karte rahenge To Hamen log hi hoga Kyunki iska Koi Jawab Nahin badhta ke Ham galtiyan ke kam Karen aur Hamen fayda ho isliye Hamen ismein Achcha sa kam karna chahie frocks bhejab yah Chhoti Si 20 Tarik ko bhi ignore kar deta hai To Humko Suraksha Mein 1 Din Vahi Chhoti Galti Bada nuksan Deti Hai main ise Chhoti Chhoti galti se frocks mein hajaron dollar ka nuksan kiya hai isliye aapko frax mein Agar Sach full hona hai to aapko Kabhi Bhi Ek mistake ho ek do nahin karna chahie aur aap jao Forex trading kar rahe ho to aapke mind Mein Yahi Baat honi chahie ki aapke pass galti ki ek bhi gunjaish Nahin Hai Jab aap is Mein Galti Nahin Karte aur yah Jahan Banakar kam Karte Hain To aap FIR bahut shak full cancel kar sakte hain isliye ismein aapko Chhoti Si Chhoti Galti ko bhi Zebra Kya Hota Hai Tabhi aap kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha trader Ban sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

        G han bilkul jo bhii log forex k work main jatna zyda apni mistake ko ignor kry gay tu yaqeenan un ko us say buht zyda loss nuksan hoga ku k as business main mistakes hi humrii sub say bhrii kamyabii ki wja hotii hy jen say hum seekh kr mazeed agy bhry hy agr hum loss nuksan hony ki surat main mistake ko ignor kry gay un pay time ni day gay un say seekh gay nii tu yaqeenan us say humy buht zyda nuksan hoga as lay humy jatna zyda ho sky mahant k sth acha or zamadari k sth quality wla complete kam kry jas say humy buht fida hn humri earning humra profit humri mahant pay depand krta hy jas say hum kamyab ho skty hy agr hum kamyab nii hogay tu yaqeenan us say humrii nakmii ho sktii hy humra loss nuksan ho skta hy humy jatna zyda hn forex ki learning pay time dena chye senior ko follow krna chye jab hum mahant kry gay acha kam kry gay tu us say humri earning zurar hogie hum jatna zyda time day gay acha work kary gay us say humra apna fida or kamyabii hy
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

          Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Hamen proper analysis karne Honge Agar Humse Koi Galti HO bhi Jaaye To Hamen proper Galti Ko samajhna Hoga jab tak Ham Logon Ko samajh Nahin aaega yah ham log Mitra planning aur Tshirt ki training Karni Hogi aur is Galti ko Dobara Nahin Dobara Nahin Dobara repeat Nahin Karenge isliye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Apna knowledge or experience Jyada Se Jyada karna hoga aur apni Har Galti per practice karni Hogi target Dobara yah Galti Na Ho aur ham Bata trading kar Saken jitni Jyada mehnat Karenge practis Karenge Ham Forex trading ko utna hi jyada samajh aur seekh Sakenge aur beta trading kar Sakenge jisse Ham acchi earning Karke acchi trading kar Sakenge aur Forex trading Mein running kar Sakenge isliye Ham Jyada Se Jyada Behtar planning aur straight Jise trading Karni Hogi tab hi Ham Kamyab Ho Sakenge aur successful Businessman Ban Sakenge
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
            agar hum forex mai mistake kar ky kam kary gy to hamy loss he hota rahy ga hamra account baend ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne maraze sy time table baan akr kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is maai maarket ka balm nahi htoa forex aik asa business hain ho hamy learning be deta hain or hamy earning be deta ahin hum is mai free account bana ark eb kam kaer sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hamy mistake sy learning gain karne chahe
            Trading Karke Agar mistake Hoti Hai To apni mistakes se learn karna chahie mistake se Salam Karke acche trading karna Sikha Ja sakta hai aur Aise traders Jo Apne mistakes ko accept Nahin Karte aur unko correct karne ki try Nahin karte hain unko Kabhi fayda Nahin Hota unko nuksan hota rahata hai Kyunki vah Apne loss ko accept Nahin karte ho aur na hi apni mistake ko dekhte hain Jiski vajah se unko Aur Bhi Jyada nuksan hone lag jata hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

              Assalamualaikum dosto umeed hai k ap kheroyat se honge
              Ji han dosto yaan epr bht achi bat ki ja ri h Ham jab bhi kisi open trade ko loss main close kerty hain ya hamara stop loss hit ho jata hai tou same loss ki koi na koi wake hoti hai jis main aksar hamari apni mistskes hoti hain ky ham normal trade kerty huey tou routine main profit aur loss kerty rehty hain ky hamain regular bases per forex trading sy profit bhi hasil hota rehta hai lekin hamain loss tab hota hai jab ham routine sy hat ker trade open kerny ki mistake kerty hain tou market tou routine main hi move ker rehi hoti hai tou hamain phir aesi mistake kerny per loss hota hai agar hamari mistake Bari Ho tou hamain bara loss hota hai lekin normal mistake per bhi hamain kuch loss zarur hota hai lekin normal mistakes jin sy loss bhi kam hota hai aesi mistakes tou trading main chalti hi rehti hain .Jab hamain loss hota hai tou hamain phir sochna chahiay ky jis mistake ko waja sy yeh loss hua hai woh mistake hamain note ker leni chahiay ky jab ham next trades open ker ky continue kerain tou kam sy kam woh mistake repeat nehi honi chahiay ky mistake ko aik aik ker ky hamain remove ker leny sy hi ham trade kerty huey loss sy bhi bach sakty hain aur hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai.thankx
              • #22 Collapse

                Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                Asalam O Alikum All.
                G apka point boht acha hai q k har field ma insan kuch n kuch kahi na kahi galti zrur krta h magr is ka mtlb ye hargiz nahi hota k wo us galti ko again and again repeat krta jaye infact usko chahiye k apni mistake ko cover kry us pay work kry k ma kis teha say is mistake ko sae kr k apna kam behtar bana skta ya skti hun.
                Jub hum apni mistake ko ignore krna shuru kr dety hein or unko fix krny ki koshish b nahi krty to sari mehnat garat ho jati h or results ma sirf loss or nuqsan milta h q k bar nar wohi glti krny say insan buri trha say fail ho jata h or kuch b hath nai ata na e acha kuch experience kar pata h life k har mamly ma experience ka boht bara kamal h magr agr ap log apni mistakes ko e cover ni kro gy to kuch experience nahi ho ga infact apko sirf loser janna jaye gaw or kamyabi b ni ho gi
                Jazak Allah
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                  Dear member mistakes hona normal hy kyo ky mistakes hona clarify karti ky business ko success ky level tak ly jane ky liye at least try ki jari hy lakin mistakes ky baad ki condition bohat crucial hy kyo ky har trader mentally strong nahi hota jo mistakes or failures ko accept kare or challenge samajh ke loss ko convert kare profit mein. Zyada tadad traders ki loss ky baad dis heart hote or ya tou wo trading quit karte ya overtrade karte taky market sy badla liya jaye jo ky completely sabse galat decision hy or impossible bhi or is condition mein trader ko sabar ka element use karna chahiye kyo ky sabar wo wahid cure hy jo emotions or lalach ko trader mein sy mukamal khatam karta hy kyo ky successful traders sabar ki waja sy market ki toughest conditions mein sy easily pass ho jate hain or profit ka ratio increase karte hain. Forex aik proper finance business hy jis mein small mistake bhi trader ko big loss sy face karwati lakin agar trader mein apni mistakes sy sikhne ki skill hy tou big loss ko bhi profit mein change kar sakta hy.
                  Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                    Asslam o alikum umeed ha k ap khariat sy hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy g apny bilkul thk kha ha k jab forex ma choti c choti mistake
                    ko bhi ignore kr dety han jis sy hmay bohat loss hota choti c galti ki wj sy ham bra nuksan kr lety han mistakes sy bachny k liay hmaya zyada
                    sy zyada demo account py practice krna ho gi jab ham zyada practice kry gy otni hi hmari mistakes kam hon gi or acha bonus bhi hasil kr skty han
                    isi liay hmay jitna ho sky demo account ma practice krni chahiay hmay sochna chahiay k jis mistakes ki wja sy hmay loss howa ha vo ham dobara
                    nhi krni jab ham next trade open krty han to hmay chahiay k ham vhi galti na jo pahly krny sy hmay loss howa ha...
                    isi liay hmay mistakes ko ignore ni krna chahiay q k choto mistakes sy hi ham bra noksan kr lety han isi liy hmay chahiay k ham zyada sy zyada
                    mehnt krni chahiay qk mehnt sy hi ham kamyab ho skty han.
                    best of luck.
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                      G han jo log mistake ko bar bar repeated krty hain apni mistake ko control ni krty un pay focus ni krty ya wo log apni mistake say seekh kr agy ni bhrty un logo ko yaqeenan bar bra mistake krny ki wja say loss nuksan ka Samna krna phrta hain as lay kbi bhi asa kuch na kaya jaye jass say un ko apny account ka ya blance ka nuksan uthna phry humsha mahant k sth acha work kary jass main humri kamyabii asani k sth mumkain ho sky asi koi bhi jan bujh kr mistake na kry humsha aik dfa hony wli galti say sekh kr agy bhry us say ap ko fida hoga us glti say next time humsha profit increases krny ki har had tk koshsah kry....
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                        Assalamu alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai Mistek ko ignore karenge to musalsal loss hoga Forex trading 1 online business hai is mein jitni mehnat ke sath kam karenge utna hi jaldi aap successful trader Ban sakte hain isiliye expert trader banna hai tu Mistek ko ignore na Karen soch samajh Kar kam Karen market ko acchi tarah analysis karke loss or profit business ka hissa hai loss hamari apni Misty ki wajah se hota hai hamare pass trading ka experience or knowledge na hona yah jaldbazi se Ham apne account ko loss kar dete Hain isiliye aisa nahin karna chahie apni mistek ko ignore na Karen agar aapko apni Mistek ki wajah se lalach hain hai to Los sy lean Karen zyada se zyada mehnat Karen demo per practice Karen trading ka experience or knowledge hasil Karen trading ka experience or knowledge hoga to aap Forex mein unlimited earning kar sakenge aur expert trader Ban sakte hain isiliye earning se pahle learning Karen learning karenge to acchi earning kar sakenge mehnat mein hi kamyabi hai ek kamyab trade hamesha mehnat per focus karta hai mehnat Karen aur kamyabi hasil karne ki koshish karen taake aapko loss Na Ho aur aap bahut accha profit hasil kar sake isiliye soch samajh Kar market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen Taki aap Jo trade open Karen use se aapko bahut acha profit ho aur aap Forex mein unlimited earning kar sakengeisiliye apne pure confidence ke sath kam Karen aur Puri responsibility ke sath aur trading bilkul na Karen soch samajh Kar kam Karen
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                          ham jo jo bhe mistake karty hain to asa main ham ager onko ignor kar daity hain to asa main ham sb sa our bhe bht he barey sa barey ghlati kar daity hain to asa main ham ko asa bilkul bhe ni karan ho ga ham ager in ssab sa bouch kar kaam karan ho ge toa sa main ham ko yahan sa bht he acha sa kaam amin he bht he achas a sab khuch beh ham ko mil skata hi ni toa sa main ham ager asa karty rhy kh ham ko mistke jo hi milti rhi hain to asa main ham on sab ko asa he choor dain ga t asa main bht he barey sa barey ghlti ho sakti hi asa ni ho skata hi kh ham an es amin bht eh acaha sa kaam karain ga to he es ka ham ko bt eh acha sa faida beh mil sakta hi ham ab apko ya bat daity ahin kh ahm an es amin kia karty hain toa sa main ham aik kaam akrty hain kh ham ager es sab sa bouch kar ham ko kaamak rna hi ham ko es samin ya sab khcuh acha sa daikhan ho ga kh ham na jo bhe ghlti ke hi vho akhir ham s vho kaisa he hoi hi hamre ghlti to soo ham ko asa main ya tb hota hi jb bhe es main bht eh achas sa kaa akrty hain our jo kh ahm os mite ko note karty hoain ham kia akrty hain agy ke trf jaty hain ni to asa main ham ko asa wasa kaam jo hota hi vho] ham ko asa bilkl be ni milta hi to soo ham na es amin bht eh acha sa kaam karain ga to he es main bht eh ghlti ka sath he ham ko bht eh acaha sa fadia beh milta hi our ham ko es mamin bht eh nuqsana beh hota he rehta hi
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                            Forex mein hamen koshish karni chahiye k forex mein ham apni mistakes ko ignore na karen forex trading mein hamari nakami ki aik waja yah bhi hai ki forex mein ham apni mistake ko ignore karte hain jiski wajah se forex mein hum nakam ho jaate hain aur forex main hamara bonus account wash ho sakta hai jisse forex main hamari puri mehnat waste ho sakti hai isliye forex trading mein hamen apni mistake se learn karna chahie aur forex mein hamen koshish karni chahiye ke forex mein ham mistakes na karen aur forex mein hamen apne experience our knowledge ko increase karke work our trading karni chahie aur forex mein trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex mein hamen trading mein stop loss aur take profit ko use karna chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi increase ho jata hai aur forex trading main stop loss ko use karne se hamara bonus account wash hone se bach sakta hai aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex main trading sabar ke sath karen forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                              jo trader bi market ke ruels ko follow kary ga wh kamyab hoga aur jo trader market ke rules ko follow ni kary ga wh kabi bi kamyab ni hoga . jo expert traders hain wh market ka analysis bi karty hain aur market ki condition ko pehly samajty hain wh apni trade se bi acha profit hasil akr lety hain aur jo log market ka thek tarah se analysis ni karty wh market se kabi bi acha bonus hasil ni kar paty ,forex ko samajna koi asan bat ni hy , yeh bht mushkil hy jab ham analysis ko samajty hain , analysis karny klye apke pas bht ziada arsy ka experience hona chahye , jab bi apke pas acha experience hoga to ap apni investment ko loss se bacha sakty hain . trading me bi bht sary logon se mistakes ho jati hain aur bht sary logo in mistakes se sabaq hasil karty hain , aur future me ayends is type ki mistakes ko repeat ni karty , laken wh log jo apni mistakes ko repeat karty hain wh kabi bi forex me achi trade ni laga sakty , forex ko smaajny klye hamen apni ghaltionn pay dhian dena hoga , ghalti karna koi buri bat ni hoti laken in ghaltioon ko repeat karna ghalat bat hy , agar ham chahty hain keh forex pay apna experience behtar bana saken to hamen ziada se ziada kosish karni chahye aur apni is kosish me hamen apni ghaltion ko ziada repeat ni karni chahye , ghaltian karna isbat ka saboot hota hy keh ham kuch naya sekhny ki kosish kar rhy hain . aur jab wakat ke sath sath in ghaltion pay qaboo pa lety hain to hamen trading me kabi bi loss ni hota aur agar loss hony bi lagta hy to ham trading ke analysis kar ke trading ki technique ko tabdeel kar lety hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                                Ji han doston Jo log Bhag Forex foreign per kam karte hue apni mistakes ko ignore Karte Hain To unko Hamesha nuksan uthana padta hai Kyunki mistakes Ek Dafa hi repeat ki Jaati Hai Bar Bar unko repeat karna aapke liye nuksan sabit ho sakta hai isliye mistakes ko Har Bar repeat na Kiya Karen jawab Vishesh ko repeat Karte Hain To ismein aap ka nuksan hota hai isliye message Dekhkar Pina Kya Karen Bal ke mistakes ko kam se kam Kya Karen Kyunki ismein aapka hi fayda hai jitne Jyada mistake ho gai uska aapko last Hoga Ji Ne kam mistakes Hogi aapko prapt Hoga isliye mistakes Ko Khabar Kya Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X