Chines President ka doura-e-Pakistan multawi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yah bilkul depend krti hai k kya krna chiye humain econmy main aur is ko sath main smjha chahiye tah k hum trade ache sy kr skhain .thanks aur is ko smjhana k lye apko isko understand lazmi krain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae.
         
      • #18 Collapse

        hamari mulk es wajah se pichai reh gayq k hamarai mulk mai har koiapni apni hokumat qayom krna chaht ai chahai wo pti ho ya ptt ya pmln lakin koi b mulk ka nae schta hai agar inkomulkse hamdardi hotito ye roads mai a k mulk ko itni tbah
        nae kartai balkai es ki koi solution nikljo k ye log sotion chahtai hi nae hai.
        • #19 Collapse

          Question:Dear My senior & junior member jasy ky aap sb log janty hai . chines president ka dour e pakistan multawi ho gya hai . yni ky Pakistan mai 34 billions dollar ki investment post pone ho gai hai. Dear friend aap kya smjhty aik heavy investment ka postpone ho jana iss ka aser pakistan ki maishat pr kya aser pry ga . kya Dollar or strong ho jy ga Forex trade market mai or Pakistani RS or down ho jy ga. aap ki kya raiy hai iss ky bary mai?

          Ans:I know chines president ka dour e pakistan multawi ho gya ha yni ky Pakistan mai 34 billions dollar ki investment post pone ho gai hai is k matabk meri ray hai k Pakistan ko chay k pakistan k hukmaranu ko chay k greeb awam k lay b joabs day jo pasay pakistan wesay zaya kar rah wo greeb awam pay lagay ji main to yah keht hun pakistan k hukmranu ko ji.
          • #20 Collapse

            is sy hmary mulk me ziada pasy aen gy or byrozgar logon ko kam mly ga or jb unhe kam mly ga to definetly pakistan tareqi kry ga. Lekn zrorat is bat ki ha k hmary pas Hukmran koi naik bnda ho
             
            • #21 Collapse

              G han dosto jab kisi molak ka koe hukmran kisi or molak main jata ha to us mulak main moeshat ka pheya or taz chalnay lag parta ha . or is key stock market mainb tazi aa jateyha .
              • #22 Collapse

                cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya
                • #23 Collapse

                  chines president ko pakistan doura multavi howa is sy hamary mulk ko nuqsan howa hamara mulk taraqi ki Rahoun pr gamzoun tha Hamary mulk main taraqi ki Rahoun ko roka gaya hy is pr forun Reaction lya jaye or thifes ko Areast kya jaye.
                  • #24 Collapse

                    chinies ke dore se pakistan ke economy se kafi ache hu jayna the magar govet ke waja se aysa nhe hu saka aur wo cheeni sadar ko securiy nhe day sake
                    • #25 Collapse

                      Muslim Leage N is blaming Imran Khan for the cancellation of Chinese President visit in pakistan. but its not fair it was due to some other reasons which Muslim League N govt. is hidding from innocent pakistani peoples.
                      • #26 Collapse

                        zahir hai brother hamari econmy me bohat farq pare ga lakho logo ko rozgar milna tha lekin bhai g hamari currency already forex me hai lkn hum is se trading nahi kar sakte hai q k ye bohat hi low hai aur us pe trade karne se loss ho sakta hai
                        • #27 Collapse

                          is ka trading say wesay kafi gehrahi atluk hay jnab,,jo app nay ye wazla sawal puch lia hay jnab...is kliye mujhy to nahi pata hay k jkia hona chahey
                          • #28 Collapse

                            dekhyn doller ki strnght ky sath to economy ka brayrast taluk hota hy or es sy mulk main taraqi hoti hy or
                            rozgar boht ziada ho jata hy agr chinese president pakistan ni aya to es sy rupy ki kemat py asar pary ga
                             
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: gullar پيغام ديکھيے
                              is sy hmary mulk me ziada pasy aen gy or byrozgar logon ko kam mly ga or jb unhe kam mly ga to definetly pakistan tareqi kry ga. Lekn zrorat is bat ki ha k hmary pas Hukmran koi naik bnda ho
                              hy frndz you are right....... hame in chezo ko samjhna ki zarorat h or sath hi sath har chez ko dkh ka chalna chaheya lakin shaiyd ya bht sa logo ka haq ma behtar ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                agr hm forex ko use karyn to dollar pakistan main ziada ay ga or hm es chez py qaby pa skty hian
                                forex ny hm sb logo ko rupy ki qemat main strength lany ki taraf tawaja dilwai hy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X