Chines President ka doura-e-Pakistan multawi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee hum sab jabty hain ye lakin iss investment ko wapis bhi karna tha. jo hum se nahi hona tha. abhi tu shyad hamri economy kuch increase kar leti lakin bad main jab ye wapis karny thy tab humy bhat problems bhi honi thi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g bhai g chiness persident ka dora akistan multawi honey sey apkint par aser parta hai forex may nahi hai bhai g kayun kay forex may pakistani currency hai hi nahi
      • #33 Collapse

        chines dora multawi hona sa economy pa to bura asar para ha mazeed ya ka jo investment country ani the wo b sayasat ke nazar ho gayee, humara politician ma ya bare ahmaqana bat ha qa wo kisi or politician ke achi bat ko dakh nahee sakta unhain khatra hota ha agar ic politician ka dor ma ya acha kam ho gaya to next muja kn vote da ga bus leg pulling allah hamara politician ko hadayat da...
        • #34 Collapse

          daiko mere bhai yah bilkul depend krti hai k kya krna chiye humain econmy main aur is ko sath main smjha chahiye tah k hum trade ache sy kr skhain .thanks aur is ko smjhana k lye apko isko understand lazmi krain ta k apk liye koi prolem create na pesh ahai
          • #35 Collapse

            A very bad impression on our country economy. ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae.
            • #36 Collapse

              koi b mulk ka nae sochta hai agar inko mulk se hamdardi hoti to ye roads mai a k mulk ko itni tabah o barbad ap ki baat se agree krta hun chines president ka dora e pakistan multavi hoa ha u know k chines president k any se hamry mulk me arbo dollar ki srmaya kari hni
              • #37 Collapse

                The correlation between crude oil and Cad was pretty easy to exploit in time, but all this came to an end over the last few weeks as crude oil began to quickly drop while the Canadian dollar declined only a few basis points throughout the same period. Most likely, this happened because of two different fundamental drivers: oil dropped as the market was re-pricing the outlook of the global demand, while Cad traded mostly range-bound, together with the dollar index and the other major currencies, as it seems the financial market saw more dollar than it would ever need (thus the market stayed in risk-aversion mode only for a short period).
                • #38 Collapse

                  dear yeh baat jo ap nain share ki hai bohat he pehlay wali baat hai yahan pa dear ager title main forex trading baray main gaftgu to to wo ziyda behtar hi.
                  • #39 Collapse

                    nahi mere bahi koi bhi mulak hamare mulak main invest kare mere matlab hai key doller ho ya japni yen ho ya koi bhi currncy ho hamare mulak main aye gi to hamare rupay ki qadar kam nahi hogi es chiz se hamari ecnomy bahrey gi us key sath hamre rupay ki bhi qadar hogi mere bahi
                    • #40 Collapse

                      g kafi hadd takk is news ka asar hamri mueshat per pary ga ur hamri courency mazeed dwn ho sakti hy q k hamri mueshat main bht c investmnt stop ho jaey gi jis ki waja sy direct hamri economy per pary ga ur hamry rupy ki qadar maijn kami ho sakti hy
                      • #41 Collapse

                        Forex trading main kissi bhe mulk kay syasi haalat ki wajah say trading pay kafi assar perta hay dollar ki keemat pay kafi assar perte hay almi mandi main rates pay kafi assar per jaata hay
                        • #42 Collapse

                          ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae:eek:
                          • #43 Collapse

                            G han, Chinese President ka doura multawi honay ka bohat ziada asar para hey Pakistan economy per. Us waqt pak rupee bohat down ho gia tha.
                            • #44 Collapse

                              Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k chinese pakistan ka doura pakistan multawi to mai is baray main youn kahoonga k is sai Pakistan ki maeshat par bura asar parega.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Chinese president jb Pakistan arhay thay to is sai Pakistan ki currency barh gyi thi lakin jb sai Chinese president ka Pakistan ka doura multawi hua hai tb sai Pakistan ki currency aur gir gyi hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X