Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?
    Forex trading kay Doraan traders apany account ko wash honay say bachanay kay liye mukhtalif techniques apply kertay rehtay hain. Hedging technique ko apply kertay huay kinn cheezoo ka khayaal rakhna zaruri hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

    Dear forex trading main hedging karty han to is waja sy karty han k jab humara account loss main hota ha or humy lagta ha k or loss ho sakta ha to hum wahan sy trade laga daty han jo pehly lagi hoti ha us ki ult jis sy humara hedge ho jata ha means na loss na profit ktna loss hota ha wahan pe he hedging ho jati ha is sy humara account safe ho jata ha jab k humy proper analysis karny hon gy or jahan tak ja sakta ha wahan tak hum take profit laga sakty han jase wahan value jay ge to take profit sy humari trade close ho jay ge or wapis any pe humy profit hona start ho jay ga or jo pehly loss main chal rehe the wahan any tak him ziada profit ho jay ga or ache earning kar sakeny gy or kamyab ho sakeny gy
    • #3 Collapse

      Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

      Dear agar ap ne account par trades lagani hai to ap ko ais mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ne account par agar hedging karni hai to aus mai ap lot ki planing kary aor aus k hisab se account par lot lagaty jaye aus se ap ko ye faida ho jata hai k ap jab account par trade lagaty hai to aus par ap ko atna profit ho jata hai k ap ka daily ka target pora ho jata hai agar ap ais market mai lot kam use karty hai aor ais mai risk atna zayda ni lety hai to aus se ap ka account bhi safe rehta hai aor aus k sath sath ap ko ais market mai atna profit hota rehta hai k ap ka account slow slow growth kar jata hai aor ap ais market mai asani se kaam kar k paisa kama sakty hai aisy hi ais market mai jo banda mehnat karta hai wo ais market mai kamyab ho jata hain.
      • #4 Collapse

        Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

        ji Bhai aapane bahut achcha sawal ki agar aap apne account ka kam kar rahe hain to aapko ismein apne experience ke sath hai jiang karni hogi kyunki aapane account betrayed karni hai to aapko ismein sabse pahle to yah dekhna hoga Kya aapane kaun per agar hiding karni hai to usmein aapka lot size planning karni hogi aur sabse download lagate ho gaya Mai chal raha hai to aapko dete Hainaur jo pehle trade hoti hai uski aukat se hun tumhen lagi hoti hai jo hamara had ho jata hai majbur aalochana profit hota hai aur vahan se hamen har din Ho jaati hai hamara kaun se ho jata hai jabki hamen proper karne honge aur jahan tak ho sakta hai vahan Tak Ham take proper laga sakte hainjahan tak value jayegi to vahan se hamari trade close ho jayegi aur vahan Tak aane per hamen profit on start ho jaega isliye bahut hasil trading mein isliye hamen apne experience? Karna chahie aur apne hisab se train set karni chahie operating profit hasil kar sakte ho ismein successful ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

          Dear Forex trading main hedging Karte Hain To is vajah Se Karte Hain Ki Jab Hamara account loss Mein Hota Hai Aur Hamen lagta hai ki aur loss ho sakta hai To Ham vahan se train Laga Dete Hain jo pahle Lagaye hoti hai uski ulte jisse Hamara hedging ho jata hai Agar aapane account per trade Lagani hai to aapko ismein sabse pahle to yah dekhna hai ki aapane account per Agar head King karni hai to usmein aap lot lagat jaen usse aapko yah fayda ho jata hai ki aap Jab account per Lagate Hain to use per aapko Itna profit ho jata hai ki aap Delhi ka target pura ho jata hai agar aap is market Mein load karna use karte hain aur is Mein risk Itna Jyada Nahin Lete Hain To usse aapka Kaun be safe rahata hai isiliye ismein kam karte hue Hamen experience aur knowledge ki bahut jyada jarurat hoti hai Jiske bagair Ham na Mukammal hai
          • #6 Collapse

            Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

            Jo trade loss me ho aur traders hedging trading kar key es key opposite direction me koi trade open karna chahy to us ko ye ehteyat karni chaye key market ko analysis karny key bad hi hedging trading karen aur kabi be opposite direction me pehly waly trade se zeyada lot size ka order place na kary, jo lot size loss waly trade ka ho wo hedge trade me be open karna zarori hay, jab be 2nd trade ham open karty hey market reversal point ko identify kar key es ko close kar deni chaye es trade me be greed nahi karni chaye, profit me order close ho jaye to jo 1st trade loss me hota hay es me loss me kami hony key bad es ko be close karny ki planing karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

              Jab ham forex market main kisi bhi pair main hedging ki use kerty huey trade open ker lety hain tou hamain phir yeh ehtiat kerni hoti hai ky ham koi aesi mistake na kerain ky hamain conrinue loss hoty huey account hi wash ho jaey Jesy agar ham kisi bhi pair main hedging technique use kerty huey trade open ker lety hain tou hamain kabhi bhi profit wali trade ko kam profit main close nehi kerna chahiay ky jab ham aik trade ki kuch hi profit main close ker lety hain tou hamari second trade ko loss main chal rehi hoti hai usko continue kerty hain tab hamara loss increase hoty hoty hamara account bhi wash ker sakta hai tou is main bahot ehtiat ki zarurat yeh hoti hai ky jab tak market kisi support ya resistance tak na ponch jaey hamain kabhi bhi profit wali trade ko close nehi kerna chahiay

              Jab ham aik trade ko support ya resistance per close ker lety hain profit main lekin same support ya resistance break ho jati hai tou again hamain same lot sy apna loss wali running trade per bhi hedging laga deni chahiay ky aesa na ho hamara account wash ho jaey ky ham agar again hedging start ker lety hain tou hamain zyada loss nehi hota then hamara next trade close kerny ka point hota hai next support ya resistance tou usky bahd jab market reverse move kerty huey kuch loss recover ker leti hai tou us waqat tak hamain overall acha profit bhi hasil ho chuka hota hai

              Jab ham kisi pair main hedging technique use kerty hain tou hamain kabhi bhi bahot bari lot ky use nehi kerna chahiay ky beshak ham aik trade tou achy profit main close ker lain gy lekin actual main hamain koi profit hasil nehi hua hota tou agar waja sy hi hamari bari lot wali trade continue hamain loss ker hai tou hamara account phir bhi wash ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

                Dear bahut acha sawal kiya ha ap ne apko aik bat achi tarha zehan mein rakhni chahye k hedging se bachna chahye agar apko analysis karna aty hain tu ap achi trade lagayn aur achy entry point p lagayn ta k apki trade loss mein na jaye aur ap trade lagaty hain tu stop loss lazmi lagayn ta k apki trade kam loss mein he close ho jaye lekin kuch traders hedging strategy p kam karty hain ya waisy agar trade loss mein chali jaye tu loss recover karny k liye hedging karty hain tu ap ko lot apny account k hisab se lagani chahye agar ap ki equity hai tu ap double lot k sath hedge kar lyn tu apka loss recover ho sakta ha aur jab apki double lot wali trade acha profit dy rahi ho tu ap anlysis kar rakhyn jab market wapas aa rahi ho tu ap profit wali trade close kar dyn tu loss bhi recover ho jaye ga aur ap ko faida bhi hoga lekin apko apni money management k hisab se hedging karni chahye aur over tradung bilkul ni karni chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

                  Bhai bahut Achcha Sawal kiya hai aapane aapko ek baat acchi Tarah Jahan Mein rakhni chahie ke admin Se Bachana chahie Agar aapko karna Aate Hain To aap acchi trade lagaen aur acche entry point per Lagaya Tha ke aapki Chhed loss Mein Na Jaaye aur aap rail gate hain to stop loss lazmi lagaen sake aap ki trade kam loss Mein Hi close ho jaaye lekin Kuchh traders had meaning kam karte hain ya vaise Agar red loss Mein Chali Jaaye to loss recover karne ke liye hanging karte hain to aapko Laut Apne account ke hisab se lagaen chahie Agar aapki quality hai to aap dubli lot ke sath kar le lot wali trade Achcha perfect de rahi hai to aap analysis kar sakte hain Jab market Wapas a rahi hai to aap profit wali trade cloth kar de to Los cover ho jaega aur aapko fayda Bhi Hoga lekin aapko apni money management ke hisab se a kam karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Forex trading kay Doraan traders apany account ko wash honay say bachanay kay liye mukhtalif techniques apply kertay rehtay hain. Hedging technique ko apply kertay huay kinn cheezoo ka khayaal rakhna zaruri hota hai?
                    Asalam o alikum friend hedging karny k ley sab sy pehly humy market k support level or resistance level ka pata hona both zarori ha hedging humy tab karni chae ha k jab humara account wash hony lagy ya phr both ziada loss main ho or mazeed loss ho sakta ho is ley humy is main both ziada ahtiyat karni ho ge forex trading main successful hony k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum account safe rakh k trading Kar sakty han or hedging sy bach sakty han mara mashwara yehe ha normal trading karny or hedging sy bacheny or hegding sirf or sirf majboori k mutabiq karny ta k humy ziada loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

                      jub ap hedging karte hain tu os wakt ap ka main maksab hota ha ke wo jo continue ap ke against movement ho rehi ha aur os se jo loss ho raha ha ap os se bach sake
                      jub ap ne aik trade open ki aur trend reverse ho kar ap ko loss de dea ha aur ap loss me trade ko close nehi karna chahte hain tu ap ko chahie ke ap waha per apni trade ko hedge kar le aur market ki movement ko dekhtay rehay aik point aisa aye ga ke tre d ki movement jo ap ke against ho rehi thi wo khatam ho jaye gi aur trend reverse hone ke liey ready ho raha ho ga jub ap ko trend ke reverse hone ka signal mill jaye tu ap waha per hedge ko khatam karke loss trade ko profit me change kar saktain
                      hedging me ap ka main focus trend ki movement per hona chahie ke trend kis taraf move kar raha ha aur ap ko osi ke hisab se decision lena chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

                        Ji han bhai jaan aap ko theek hai aap kis baat se Magra karta hun kya aapane tractor Sawal kiya hai jo new member hote hain unko chai Keval senior ko follow Kare aur demo account practice kar market ki moment coronavirus Karen aur yah layout Pal Chain Na Lage Unka account bhi ho sakta hai aapko chahie hamen bhi karna chahie help Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hedging kay Doraan traders ko kia kia ehtiaat kerni chaiye?

                          Dear agar ap ne account par trades lagani hai to ap ko ais mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ne account par agar hedging karni hai to aus mai ap lot ki planing kary aor aus okay hisab se account par lot lagaty jaye aus se ap ko ye faida ho jata hai ok ap jab account par alternate lagaty hai to aus par ap ko atna earnings ho jata hai k ap ka day by day ka goal pora ho jata hai agar ap ais marketplace mai lot kam use karty hai aor ais mai hazard atna zayda ni lety hai to aus se ap ka account bhi secure rehta hai aor aus ok sath sath ap ko ais market mai atna profit hota rehta hai k ap ka account sluggish sluggish growth kar jata hai aor ap ais market mai asani se kaam kar ok paisa kama sakty hai aisy hello ais market mai jo banda mehnat karta hai wo ais market mai kamyab ho jata hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X