Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?
    Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

    G bilkol bhi nahi forex trading main forex main kam krne kelye koi bhi makhsos time nahi hai kisi bhi time hum forex main kam kr skte hn forex main koi tame table nahi hai forex main 24 ghante business hota rahta hai hum kabhi bhi kam kr ste hn r profit earn kr skte hn forex trading musalsal 5 din lagatar hoti raheti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

      G nahi Forex market me trading key ley koi be time makhsoos nahi hay esi strategies traders zaror use karty hey jes key base par time ko fix kar key aur makhsoos time select kar key trading karty hey magar jab ham news events ko dekty hey to es key base par ham ye keh sakty hey key achi trading key ley koi be time makhsoos nahi kia ja sakta hay, Forex open market hay aur daily continues news events start hony ki waja se koi esa specific time set nahi kia ja sakta key jes me ham acha profit gain kar saken kesi be time hamy acha profit aur acha khasa loss ho sakta hay ye Forex market ki 1 quality hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

        Forex trading market Pakistani waqt kay mutabiq Monday ki subha 3 bajey open hoti hai aur Saturday ki subha 3 bajey close ho jaati hai. Her roz subha Asian market say session start hota hai aur her roz raat ko USA market say trading session complete hotay hain. Pakistan mai time difference ki wajah say trading kay sessions ko meet kerna Thora mushkil hai jaisay kay asian market subha 3 bajey open hoti hai tou woh time aisa hota hai jab session kay pehlay hours mai trading kerna mushkil hojata hai aur issi tarah USA market kay session kay last 3 say 4 hours traders say mis bhi ho jatey hain.

        Pakistan mai trading kernay ka bahtreen time Asian session mai unkay lunch kay baad ka hai jo Pakistani waqt kay mutabiq din 10 bajey say 12 tak hai aur European market kay opening hours 12 bajey say 2 bajey tak laazmi market move kerti hai issi tarah USA market kay starting hours sham 1930 say 2100 hours tak Pakistan mai bohat achay trading hours count hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

          Nahi bhai forex trading mein bilkul bhi ko khas time ki limat nhi hai ap jab chahe is par kaam kar saktey hain aur ye market Monday se ley kar Friday tak open rahti hai aur in dino me ap din ke 24 ganto me koi bi waqt kisi bi jagah par kaam kar skate hain bas haftey aur atwaar wale din jab market me holiday hoti hain us din ap is par kaam nahi kar sakety us ke ilawa time ki koi shart nahi hai ke ap ney ager aik din jis time par kaam kiya to lazmi nhi k ap ko dosre din bi theek usi time par kaam karna ho ga asa kuch nahi hai ye forex ase hi hai jaise ap ka apna business ho aur ap jab chahe is par kaam kare jab chahe rest kare
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

            Forex market twenty three hours ky liay open rehti hai just one hour ky liay close hoti hai tou ham in twenty three hours main sy kisi bhi time market main trade open ker sakty hain agar ham forex market main full time trade ker rehy hain phir tou hamari trade all the time ccontinue rehy gi but agar ham part time forex trader hain tou hamain phir kisi bhi time forex market main trade ker leny per apny experience ky mutabiq profit hasil hota hai so part time traders sy scalpers ky liay forex market main trade open kerny ka best time woh hota hai jab market fast move ker rehi ho tou short time ky liay trade open ker ky bhi achi earning hasil ki ja sakti hai tou hamain aesy time ka wait kerna chahiay ky agar ham ny scalping hi kerni hai tou ham aesy time per trade open kerain jab market fast move ker rehi ho ky ham agar trade open kerain tou hamain kuch profit bhi bhi hasil ho saky

            Ham jab bhi koi trade open kerny ka rehy hon tou hamain pehly yeh check kerna chahiay ky market kis pair main fast move ker rehi hai aur trade open kerny ka chance bhi hai ky her dafa jab market fast move ker rehi hoti hai tou hamain trade open kerny per profit hi nehi loss bhi ho jata hai so agar market kisi bhi pair main aesa position main ho jata per trade open kerny ka acha chance ho tou sirf usi pair main trade open kerny sy hamain short time main bhi acha profit Hasil ho sakta hai lekin agar market aesi position main ja Ho tou hamain trade open kerny ki bajaey wait kerna chahiay ky jab market main aesi position ban rehi ho tab trade open ker ky continue kerni chahiay phir hi hamain profit hasil ho sakta hai

            Market ky oppening ky different session hain ky jab bhi koi session open ho raha hota hai tou same time main market ki movement fast ho jati hai hamain phir aesy time per trade open kerny sy kam time main achw profit bhi hasil jo jata hai tou hamain baghair trade open kiay session open hony ka wait kerna chahiay ky scalpers ko sirf aesy time per hi trade enter kerni chahiay warna short term traders or part time traders trade enter ker ky long time wait nehi ker sakty ky slow moving market main in ky liay earning ka chance kam hi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

              Je bilkul bhi ni, forex market 24 hours open rehti ha, jab bhi ap chahain ap order open kar saktay hain, koi particular time ni ha trade open ka, jab ap ka dil chahay, lakain forex trading ma timing ka boaht khayal rakha jata ha jaisay
              a) chahay koi time makhsos ni ha lkain ap os waaqt trade open karain jab market ka trend clear ho, agar trend clear na ho to ap wait karain trend k clear honay ka
              b) apni trading strategy k signals ka wait karain, jab tak strong signals na milain os waqt trade hargiz open na karain,
              c) forex market k different sessions hain jaisay Asian, UK, NY session, lakain best UK aur NY sessions hain in ma zaidah try krain trading karnay ki, Yeh Pakistan k lehaz se bhi best time ha, jis ma ap part time bhi forex kar saktay hain
              d) fundamentally ap ko news k sath connect rehna chaye, jab news houn to os waqat time ka khayal rakhain is lye news ki timing ka khas khayal rakhain,
              e) forex trading ma jahan timing bohat important ha waha wait karna bhi zaruri ha, signals ka wait karain,
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                Assalamu alaikum dear forex freinds ji nahin forex forum aisa zabardastbusiness hai jismein Ham din ke kisi bhi time time table banakar ismein kam kar sakte hain Ham din mein ya raat mein kisi bhi waqt ismein kam kar sakte hain lekin kuchh log sochte Hain ke bagair main aapke aur bagair time diye hi Ham ismein successful Ho jaaye to aisa bilkul bhi nahin hai Ham kisi bhi duniya ke business mein forum forex ke alava bhi time diye bagair aur mehnt kiye bagair kisi bhi business mein successful nahin ho sakteisliye hamen isko proper time Dena padta hai aur agar hamen proper time table banakar Hi Kam karenge tb hi hum is mein aasani se kam kar payenge iske alava forex ek aisa business hai jismein ham bahut hi kam time mein ek bahut hi acchi aur fast earning kar sakte hain jo ki ek aam business ki nisbat bahut hi jabardast haihamen chahie ki Ham khud bhi forex mein kam Karen aur apne relatives ko bhi uski taraf
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                  dear forex mambers forex trading main hum kiis bhi time trading kar skty hain forex market hmary liye 5 din 24 ghnty opn rahti hai jis main hum online trading kar skty hain market ko smjh kar or market kbhi bhi hmain trend show kar skti hai or hmain osi ko follow kr k trading karni hoti hai or yah hum 24 ghnty kiis bhi time kar skty hain es lie hmain chahye k hum forex main aghr kamyab trading krna chahty hain tu hmain soch smjh kar or tab karni chahye jub forex main hmain profit hony k chnaces hoty hain tab trading karni chahye jis se hmain loss na ho or hum achi trading kar k market se exi kar saken forex main har acha trador apni trading tab tak karta hai jub market oski favor main hota hai jub hum apni trading main kamyab hona hota hai tu wo market k hisab se trading karty hain loss bhi tab he kam hota hai jub hum achi trha se soch smjh kar trading karen tu he hmain profit ho skta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                    ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar aap Forex mein kam karna chahte hain to iske liye koi bhi time mein soch nahin hai jab marji kar sakte hain koi bhi specific time nahin hai 1 expected hamesha aap isko market ko daily message banana like karte hain aur mujhse karte Hain ki iski kab Mari aaegi vah apne knowledge experience ki buniyad per trade karta hai aur ismein koi bhi waqt darkar nahin hota aap jis waqt marji kar sakte hain ya 24 hour active hota hai ismein jab marji kam kar sakte hain aur ek successful trader proper planning ke saath karta hai ismein aapko lalach nahin karni hoti hai na hi motion mein trade karni hoti hai full confidence ke sath mein time nikalkar ismein time spend karna hota hai kyunki jitna jyada time spend karenge utna jyada aapko market ki samajh jayegi itni acchi aap tradeplace kar sakenge aur itna hi achcha profit hospital se karenge isliye ismein kam karne ke liye aapko experience bahut jyada jaruri hai ismein knowledge aapko hona chahie tab bhi aap usmein kamyab honge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                      dear Forex Ek Aisa business hai jo Puri Duniya Mein Main Chala Hua Hai Ek behtarin Aur powerful business hai forex market mein Main koi bhi Aisa Kanoon Nahin Hai cat reading ke liye koi bhi time makhsoos ho aisa bilkul Bhi Nahin Hai forex market 24 hours open rehti hai Jab Bhi aap Chahe aap order open kar sakte hain Koi time nahin hai hi Ham Din Mein ya raat mein kisi bhi waqt ismein kam kar sakte hain Kuchh log sochte Hain Kisko time Diye bagair is successful Ho Jaenge To Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Ham Kisi bhi Duniya Ke Business mein form Forex ke alava be time diye bagair aur mehnat kiye bagair Kisi bhi Business mein successful Nahin ho sakte hain isiliye Ham isko Jitna Jyada time Lenge utna hi Hamare liye Achcha Hoga aur ham success Hasil kar Payenge aur utna hi Hamen knowledge Hasil Hoga isiliye ismein Dil lagakar kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                        Nahe dear aisa zarori nai hai k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ais market mai jab chaye kaam kar skaty hai kun k ais market mai her time moment ho rahe hoti hai aor ap ais market mai trade kar skaty hai agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai apni trading strategy k hisab se dekhna hota hai k market mai koi trade ban rahe hai ya nai agar ap ki trading strategy k hisab se koi trade ban rahe ho to ap ais maret mai trade laga sakty hai aor acha profit bana skaty hai ais liay agar ap ne dekha ho to humry country k hisab se sham k waqat market mai achi moment hoti hai aor aus time hum agar ais market mai trade lagye to hum ko thory se time mai acha profit ho jata hai aor hum trade se acha profit bana skaty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                          Ham log Kisi bhi time Forex trading Mein kam kar sakte hain iska Ham Logon Ko fayda hota hai Ham Logon Ko sirf aur sirf Saturday aur Sunday ki chhutti Hoti Hai Iske alava ham log bahut hi jyada kam kar sakte hain aur Chhapra banaa sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                            Asalam o alikum dear ji ni forex trading k liay koi b time makhsos ni ham is m jb chahan rat or din m kisi b time kam kr skty han ham 24 ganton m sy kisi b time acha sa timetable bna kr trading kar sakty han forex aik bot tazi sy phylny wala business hy is ki waja yahi hy k forex aik asa wahid business hy jo hamy achi earning k sath sath bahtreen saholyat b frahm krta hy ham koi b business karty han us m hamy time ki koi saholat ni hoti hamy us m mukmal time dy kr kam krna hota hy forex aik asa wahid business hy jis m hamy wakt ki koi pabandi ni hoti ham apni gar mojodgi m b stop loss or take profit use kar k achi trading kr skty han forex dosry tmam businesses ki nisbat aik real or profitable business hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ke leay koi khas Time makhsoos Hy?

                              Ji Bhai aapane bahut Achcha Sawal kiya hai agar aap frax Mein Ek kam karna chahte hain to iske liye koi bhi time Hai Soch Nahin Hai Jab Marji kam kar sakte hain Kyunki Aisa business hai Jiske andar Ham Din Kabhi Kam kar sakte hain raat ko bhi kam kar sakte hain aur Sar ek se ek Aisa Achcha business hai yah Kabhi Na band hone wala business hai Hamen ismein acchi trading karne ke liye pahle To Hamen hamare pass Achcha experience on Knowledge Hona bahut jaruri hai Kyunki Agar hamare pass Achcha Express knowledge hoga tab hi Ham ismein kam kar Sakenge aur dusre number per Hamen Le lachko Piche rakhkar kam karna hoga aur pure Socho vichar ke sath kam karna hoga Jab Ham lalach Ko Dur rakhen Ge kam Karenge to make Fikar na Hogi ki lalach Buri Bala hai aur Lala ko Dur Rehkar Ham Kamyab ho sakte hain aur Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Agar Achcha profit Himachal kar lenge to hum accha bonus bhi kam Na Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X