Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental per?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental per?
    Market ki her koi prediction kerny ky bahd trade open ker ky continue kerty hai lekin achi prediction technical analysis kerny sy hoti hai ya fundamental analysis kerny sy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

    Market ki movement ki prediction kay liye technical analysis matter kertay hain. Jo Tarders market ko watch kertay hain unhain iss baat ka undaza hojata hai kay kia trend set hoga. Kiyu kay trading terminal pay time frames ko mukhtalif settings mai price ki changes, market ki demand aur supply ka comparison, phir apnay orders ki execution waghaira ye sub technical basis pay he hota hai. Iss liye ye kehna theek hai kay trading hamehsa technical analysis pay he hoti hai aur faida mand trading kay liye technical analysis pay he depend kerna chaiye. Forex traders kay liye basic forex learning forex kay barey mai general knowledge he hota hai aur technical knowledge trading mai ziada importance rakhta hai aur kisi bhi trade ki prediction kay liye technical analysis zaruri hotay hain
    • #3 Collapse

      Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

      Market se related achi prediction (pehshan gohi) fundamental analysis se ho sakti hay, es bat ko samjny ki zarorat hay key technical analysis karny se app market trend ka pressure bullish hay ya bearish ye conform kar sakty ho magar market ki advance prediction technical base par possible hi nahi hay es ko siraf fundamental analysis hi possible ban sakta hay, technical bese par market trend aur targets ki identification ko to maloom kia ja sakta hay magar fundamental analysis es ki conformation karny key ley acha samja jata hay, ham sab traders ko market key bary me prediction help fundamental analysis par karna chaye na key technical base par.
      • #4 Collapse

        Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

        Assalamu alaikum dear forex members market ki moment ki prediction ke liye technical analysis matter karte Hain Jo trader market ko was karte hain unhen is baat ka andaza ho jata hai ki kya kya trend set hoga kyunki trading terminal per timeframes ko different settings mein price ki changes market ki demand aur supply ka comparison FIR apne orders ki execution vagaira yah sab technical basis per hi hota hai isliye yah kahana theek hai ki trading hamesha technical analysis per hi hoti hai aur faydemand trading ke liye technical analysis per hi depend karna chahie forex trading ke liye basic forex learning forex ke bare mein general knowledge hota hai aur technical knowledge trading mein jyada importance rakhta hai aur kisi bhi trade ki prediction ke liye technical analysis jaruri hote hain technical analysis ke sath hi Ham ismein successful ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

          agar aap chahte hai market ki movement ka achi tarah pata chale us ki achi prediction ka pata ho phir fundamental analysis sikhna ho ga jab k agar ja fundamental news na ho phir technical analysis par hi trading karo jab aap technical analysis par trading kar rahay hote ho jab marekt main news aaty hai phir aap ki technical analysis fail ho jata hai market movement aap k against ho kar aap ka high loss b kar sakty hai
          • #6 Collapse

            Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
            Market ki her koi prediction kerny ky bahd trade open ker ky continue kerty hai lekin achi prediction technical analysis kerny sy hoti hai ya fundamental analysis kerny sy?
            Trading karne ke liye maximum time technical analysis Jyada use kiye Jaate Hain lekin main samajhta hun K fundamental analysis technical analysis se V Jyada Jaruri Hote Hain Kyunki Jab Bhi Kabhi e fundamental analysis ki jarurat padati hai to Uske bad market bahut fast Munh karti hai fundamental job market Mein Kuchh hota hai to market bahut jyada move karti hai aur kuchh hi der Mein market bahut jyada points up ya down move Kar Jaati Hai isliye Ye aapko fundamental aur technical donon analyses Karke kam karna chahie isase aapko trading karne mein fayda hoga aur aapki trading ke successful hone ke chances bahut jyada increase Ho
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

              forex market ko pridict karny ky lea achi pridiction technical analysis say bhi hoti hai aur fundamental say bhi hoti hai in main say ager ap aik ko bhi leave karain gay tu ap fail ho sakty hain kyon ky na he ap forex main technical ky bgair success ho sakkty hain aur na he ap news ky bgair forex main news he market ko fast karti hai aur technical ap ko indicate karta hai ky market kis tarf ja sakti hai ager ap daily time frame chek karain gay tu ap ko bohut he achi accuracy mily ge news bhi big time fraem ky trend ko he follow karti hai jiss say ap ka ager technical strong hai tu news pay ap achi trades laga kar acha profit earn kar sakty hain es lea ap ko dono chezon ki forex main zrorat hoti hai dono ko he learn karna bohut zorri ha.
              • #8 Collapse

                Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

                forex trading main mere khyal main heme Technical R fundamental deno tool sy forex mareket ko analysis krna chae kiun fundamental sy hume market main ak eshara melta hai k aj market ki movement kea ho skti hai R technical analysis sy hum khud market ka anadza lagate hn k aj market ka kea trend hai es leye forex market main hume donu tools sy faida uthna chae
                • #9 Collapse

                  Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

                  Dear waisy to ais market mai jo moment ho rahe hoti hai aus k bary mai ap ko 100% koi nai bata sakta hai kun k ais market mai jab ap trade lagaty hai to ap ko ais market mai analysis karny hoty hai aor aus k hisab se ap ko ais market mai trade lagani hoti hai agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai technical se sahe pata chal jata hai k ais time market kon sa pattern bana rahe hai aor ais ne kitna move karna hai ya ais market ki next moment kai ho gi agar hum ais market mai sahe se trade laga lety hai to hum kafi zayda profit bana skaty hai ais market mai ap ko thora sa wait karna hota hai aus k baad ap ko ais market mai faida hota hai agar ap ais market mai learning kar lety hai to ap ki prediction achi ho jati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

                    Dear member forex market mein Ham do tarah se prediction lete Hain ek hota hai technically aur dusra hota hai fundamentally. Jab mukhtalif indicator aur tools ki madad se a Ham analysis ki buniyad per prediction Hasil karte Hain to is method ko kaha jata hai ki Ham technically prediction judgement kar rahe hain lekin dusre tarike mein Jab kisi news yah meeting Ke aane ki vajah se market ki movement up down hoti hai to use method ko kaha jata hai ki fundamentally prediction. Donon production apni apni jagah per ahmiyat ki Hamil hoti hain lekin fundamental prediction bahut zyada reliable hoti Hai uski vajah ji hoti Hai ki fundamental issues ki vajah se market mein bahut jald moment aati Hai lekin hamen fundamental analaysis ko samajhne ke liye economic calendar ko apne paas rakhna hota hai aur different countries ki economics ko samajhna hota Hai tabhi Ham acchi prediction Le sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

                      forex market asal main chalti he news base hai ager forex main news na ho tu market move karna he chor day es lea forex market main sab sy pehly ham ko news ko samjhna chaheay aur uss ky bad he technical ko samjhna chaheya kyon ky news ko samjhny ky bad ap ager technical pay kam karain gay tu ap ko ziada samjh ayy ge ky es main ham ko kesy trade kar ky profit earn karna hai forex market main success hony ky lea ap ko es main har tara ka experience aur knowledge sekhna parta hai phir he ap es market main success ho kar earning kar sakty hain ager ap ky pas es market main acha knowledge nahi ho ya aik percent bhi ap koi galti karty hain tu ap ko us ka nuksan hota hai es lea forex main ap tab he success hoty hain jab ap say koi bhi galti nahi hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy ache prediction k ley ache analysis karny seekeny hon gy is k liay humy ziada sy ziada behtar analysis karny seekeny hon gy jtny ache analysis karny gy utni ache trading kar saken gy is ley humy ache sy analysis karny seekeny hon gy jis hum ache earning kar k ache life guzar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada mehnat karni ho ge or ache planning or strategy banani ho ge jis sy hum maximum earning kar sakeny gy forex trading main successful hony k ley humy ziada sy ziada knowledge or experience sy trading karni ho ge jis sy hum ache earning kar k kamyab ho sakeny gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market movement ki achi prediction technical basis per hoti hai ya fundamental pe

                          Fundamental analysis bahut hi acchi analysis hote hain Agar ham log in ko follow Karte Hain To Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai fundamental analysis ko follow karne se ham log forex market Se Achcha profit hassil kar sakte hain aur ham Logon Ko market Se Achcha profile mil sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X