Ziada spread ziada loss ya ziada profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada spread ziada loss ya ziada profit?
    Forex trading business mai spread ki bohat importance hai. Ziada spread ziada loss daita hai ya ziada profit daita hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada spread ziada loss ya ziada profit?

    Dear jaisy ap ko pata hai k hum ais market mai jo bhi new trade lagaty hai aus par kuch spread hota hai magar jin pairs par spread zayda hota hai agar hum aun par trade lagaty hai to aus par hum ko jo profit hota hai ya loss hota hai wo to market ki moment k hisab se hota hai magar aus par humri start mai trade kafi zyada loss mai open hoti hai agar hum aus pair par thori bari lot lagaty hai to aus par hum ko kafi zayda loss show ho raha hota hai aor aus par hum ko wait karna parta hai k trade humry profit mai aye to aus k baad aus ko close kary magar jab hum ais market mai kam spread waly pair par trade lagaty hai to aus par humri trade jaldi profit mai aa jati hai aor aus mai agar thori si moment ho to humri trade profit mai aa jati hai aor hum asani se aus pair par scalping kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ziada spread ziada loss ya ziada profit?

      ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Gaya aap duniya mein Koi bhi kam karte Hain to usmein property allows ke sath hote hain lekin han usmein loss ke chances kam ho jaate Hain jab aapke pass experience Ho ISI tarah danapur Express kam karte Hain to agar aapke pass experience and knowledge hai to office mein jyada profit hasil kar sakte hain agar aap jyada karenge to fir bhi agar aapke pass hai to uske bad baat kar sakte hain lekin agar aap kam karengeagar aapko frocks ke bare mein mukammal taur per knowledge hai to fir aap ismein kam kar sakte hain aur ek achcha profit cancel kar sakte hain isiliye Forex mein aane se pahle aap ko jyada se jyada knowledge hasil karna chahie Taki aap ek acche aur best graphics successful trader hamesha apne experience and knowledge ke balbute per hi successful hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Ziada spread ziada loss ya ziada profit?

        Dear Jaisa aapko pata hai ki Ham is market Mein Jo Bhi newtrade Lagate Hain Use per Kuchh spread Hota Hai Magar Jin pairs per spread Jyada hota hai agar Ham UN per trade Lagate Hain to use per Humko profit hota hai ya loss hota hai vah to market ki movement ke hisab Se Hota Hai Magar use per Hamari start Mein trade Kafi Jyada loss mein open hoti hai agar Ham us pair Thodi Badi lot Lagate Hain to use per Humko Kafi Jyada loss show ho raha hota hai aur use per Humko vate karna padta hai ki Hamare profit Mein Aaye To Uske bad usko close Karen Magar Jab Ham market Mein kam spread wale pair per trade Lagate Hain to use per Hamari trade jaldi profit Mein a jaati hai aur usmein Agar Thodi Si movement ho to Hamari trade profit Mein a jaati hai aur Ham aasani se use pair per scalping kar sakte isiliye koi bhi kam ho kawa Kisi bhi Kishan ka ho usmein mehnt to Karni hi parti hai isiliye jitni acchi mehnat Karenge utna hi uska phal bhi Payenge
        • #5 Collapse

          Re: Ziada spread ziada loss ya ziada profit?

          Dear member forex trading me successful banne ke liye hamen Forex trading ki basic Ko samajhna ho ga tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain. Spread forex market ki buniyadi term hoti Hai ki kitna pkahilao by. Jab aap ek trade open karte Hain to vah kitne phelao se se open hoti Hai, kuch pairs mein three pipe hota hai up and down aur kuchh pair mein up to 10 pips up and down hota Hai. Spread jitni kam hogi utna hi aapko profit ke chance ziada hote Hain spread jitni vast hogi aapko loss Ke Chances ziada hote hain aur aapko long term trading karni parti hai short term trading ke liye surprise jitni kam hogi aapko apna fayda by. Major currency pair mein spread mostly kam hoti hai lekin agar aap major pairs se hat kar karenge to vahan per spread zyada hoti hai is liye shuru mein aap major currency pairs per trading Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Ziada spread ziada loss ya ziada profit?

            Forex market me koch pair ka spread bahot high be hota hay aur koch ka low be hota hay agar demo account me ye analysis kia jaye to hamy maloom ho ga key jes pair ka market me spread high ho ga es me loss be zeyada ho saky ga, bitcoin me trading ki jaye to hamary order bahot hi negative me chaly jaty hey aur agar kesi esy pair ko buy ya sell kia jaye jes ka spread low ho ga to es ye orders bahot jald profit me chaly jaty hey, har broker different spread key sath trading karna investors ko offer karty hey, pairs ka spread jetna low ho ga es me traders ka faida zeyada ho ga, hamari koshish honi chaye key esy pairs ko practice ya bonus account me find karen.
            • #7 Collapse

              Re: Ziada spread ziada loss ya ziada profit?

              Jin pairs main spread zyada hota hai tou unky pairs main market ki movement bhi zyada hoti hai aur trade kerna risky bhi shut hota hai jab ham trade open kerty hain tou aesa bhi jo sakta hai ky market kuch time ky liay hi hamari open trade ky against move kerti rehy aur hamara account hi wash ho jaey lekin chance yeh bhi hota hai ky agar market hamari favour main move kerti hai tou hamain shirt time main bahot acha profit bhi hasil hota hai but risk involve zyada hota hai jo hamain open trade main loss hi hota hai aur loss increase hoty account wash ky chances zyada hoty hain so hamaij aesy pairs jin main spread zyada bhi ko avoid kerna chahiay ky bara loss kerny sy behter hai ham aesy pairs main trade kerty rehain jin pairs main spread bhi kam ko tou agar profit hasil hota hai tou kam profit bhi acha hai na ky account hi wash ho jaey

              Kam spread waly pairs main trade kerny ka yeh faida hota hai ky agar tou market hamari favour main move kerti rehti hai tou hamain profit milta rehy hai lekin agar market hamari open trade ky against move kerti bhi hai tou hamain open trade ko Bari asani sy control ker sakty hain ky ya tou ham apni open trade ko small loss main hi close ker lain ya phir loss ko control kerny ky liay stretigy change ker lain ky hamara loss recover bhi ho jaey aur hamain kuch profit bhi hasil jo jaey lekin kuch pairs main spread bahot zyada hai aur market ki movement bhi slow hai tou aesy pairs main trade open ker ky hamain phir zyada spread ki waja sy trade loss main hi close kerna perti hai ky agar ham trade open ker lety hain tou ho sakta hai koi kei din tak hamari open trade spread waly loss main hi chalti rehy

              Jab bam forex trading expert ban jaty hain then hamain is sy koi farq nehi perta ky kisi pair main spread zyada bhi hai tou ham trade open ker ky market ki fast movement ki waja sy same pair main trade kerty huey acha profit bhi hasil ker lety hain ky jab market aik trend per move ker rehi ho tou spread bhi bahot jald recover ho jata hai aur hamain acha profit bhi hasil ho jata hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ziada spread ziada loss ya ziada profit?

                Ham log market Mein jitne Jyada hard working Karenge Ham Logon Ko market ka itna hi jyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada hard working Karni Hogi ham log jitne Jyada hard working Karte Hain Ham Logon Ko Itna hi jyada fayda hota hai aur ham log market Mein Itni hi jaldi kamyabi Hasil kar sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X