ager ap ka aik week ka target aik din main pora ho jay tu mazeed trade karni chaheay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ager ap ka aik week ka target aik din main pora ho jay tu mazeed trade karni chah

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
    friends main ap say yeh pochna chata hun forex main kabhi kabhi market ham ko aik he din main bohut he achi earning day daiti hai ju ap ka aik week ka target hota hai wo aik he din main pora ho jata hai tu kia hamy usi week trade karni chaheay ya nahi aur ziada trade karny say ham ko or ziada profit mil sakta hai ap ka kia veiw hai please btain...
    Asam time aisa bhi ho jata hai ki Ham sochte Hain Ki Humne ek month mein trading Karke Itna profit banana hai lekin market Mein movement fast Ho Jaati Hai Aur Hamen Ek bhi ka profit Ek Din Mein Hi Ho Jata Hai aur jab Is Tarah Se profit Ho Jaaye to traders se yah Chahte Hain Ki unko Aur Bhi Jyada profit Ho trading karne se ruk Koi Nahin Sakta Lekin Agar traders trading karna Chahe to unko chahie ke bus small Graffiti banaa Le aur apni trade ko close kar den unko yah try nahin karna Chahenge next week ka profit vah agale Din banaa Le Kyunki ho sakta hai ki Chinta na unhone profit banaya tha next day usse Bhi Jyada loss ho jaaye isliye traders ko Puri tarike se aur Soch Samajh Kar decision Lena chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ager ap ka aik week ka target aik din main pora ho jay tu mazeed trade karni chah

      dear aghr tu apki trading main jo weakly target hai wo aik he din main pora ho gya hai tu yah ap k liye boht achi bat o skti hai os k bad yah apki khud ki marzi or pasand honi chahye q k ap aik kamyab trador hain tu apko chahye k ap baki k days main bhi achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain forex hmary sub k liye aik best platform hai jis main hum din main trading kar skty hain or rat main bhi kar skty hain forex market hmain trading ka moka 24 ghanty deti hai jis main hum kisi bhi time market ko achi trha se follow kar k achi trading kar skty hain tu apko chahye k aghr ap forex main aik din main aghr target pora kar rahy hain tu ap mazeed apni trading k targets ko achive karen or apni trading ko mazeed bahtr se bahtr karty jaen laken kbhi bhi lalach na karen q k aghr ap llach karengy tu ap apny aik din main kbhi bhi pory weak ka target pora nahi kar skty hain

      اب آن لائن

      Working...
      X