Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai
    Dear Forex Members

    Jab ap kisi or ki strategy ko use karain gay tu ap ko nahi pata chaly ga kay es strategy main kiya cheez aisi miss hai jo ap kay leye important hai. trader jab apni strategy ko kudh banata hai tu us ko idea hota hai kay woh es mai kaisy learning karay. kaisy experience karay, kaisy apni strategy ko manage karna hai or kaisy ap apni trade ko manage karain gay yeh sub trader apni strategy ko time to time use kar kay seekhta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے

    Mere Khyal Mein ise Se Koi Fark Nahin padta hai agar Ham apni strategy per kam Karen ya FIR Kisi Aur ki lekin Hamen bahut hi Soch Samajh Kar kam karna chahie Kyunki yah Ek bahut hi Khatarnak karobaar Hai hamari ek Ek Chhoti Si Galti Hamen bilkul Khali kar sakti hai Apne khate ko acche tarike se management ke sath istemal karna chahie
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
      Dear Forex Members

      Jab ap kisi or ki strategy ko use karain gay tu ap ko nahi pata chaly ga kay es strategy main kiya cheez aisi miss hai jo ap kay leye important hai. trader jab apni strategy ko kudh banata hai tu us ko idea hota hai kay woh es mai kaisy learning karay. kaisy experience karay, kaisy apni strategy ko manage karna hai or kaisy ap apni trade ko manage karain gay yeh sub trader apni strategy ko time to time use kar kay seekhta hai
      Aisi Baat Bhi Nahin Hoti Hai Agar Ham Kisi Aur ki strategy ko use karte hain To Hamen lost Jarur hoga agar koi Achcha trader jane wala hai to uske sath help leni chahie lekin apne aap e-trading ki practice karni chahie
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
        Dear Forex Members

        Jab ap kisi or ki strategy ko use karain gay tu ap ko nahi pata chaly ga kay es strategy main kiya cheez aisi miss hai jo ap kay leye important hai. trader jab apni strategy ko kudh banata hai tu us ko idea hota hai kay woh es mai kaisy learning karay. kaisy experience karay, kaisy apni strategy ko manage karna hai or kaisy ap apni trade ko manage karain gay yeh sub trader apni strategy ko time to time use kar kay seekhta hai
        Mere Khyal Mein Aisa nahin hai agar Ham Kisi Ki Bhi startegy ko use kar rahe hain. Isase koi problem Nahin Hoga Kyunki hamare pass Itna Achcha knowledge or experience Nahin Hai To shuruaat Mein Ham kisi ke tarike per kam kar sakte hain. Lekin Jab Hamen acchi. E knowledge Hasin Ho Jaaye To Hamen Apna strategy Khud banana chahie
        • #5 Collapse

          Re: Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
          Dear Forex Members

          Jab ap kisi or ki strategy ko use karain gay tu ap ko nahi pata chaly ga kay es strategy main kiya cheez aisi miss hai jo ap kay leye important hai. trader jab apni strategy ko kudh banata hai tu us ko idea hota hai kay woh es mai kaisy learning karay. kaisy experience karay, kaisy apni strategy ko manage karna hai or kaisy ap apni trade ko manage karain gay yeh sub trader apni strategy ko time to time use kar kay seekhta hai
          Hamen apni trading ke liye strategy bhi Hamesha apne aap Banani chahie Agar Ham Kisi Aur ki strategy ko use Karke kam Karte Hain To Hamen iska Koi fayda Nahin aur Agar launch bhi ho gaya To Ham Kisi Ko blame nahin kar Sakenge isliye apni strategy Khud Banakar kam karo
          • #6 Collapse

            Re: Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai

            Dear ais market mai jab ap ne trade karni hoti hai to ais mai apni hi trading strategy banye agar ap ais market mai trading strategy banaty hai to aus par ap ko risk sirf atna hi lena chaye k ap ka account bhi safe rahy aor ap ko profit hota rahy agar ap ne kisi aor trader se trading strategy li hai aor aus par ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai wo trading strategy direct real account par check nai karni chaye ais ko demo par try karna chaye aus se ap ais market mai acha profit bana skaty hai aor kamyab ho sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai

              humy different sites sy different trading strategies mily ge magar hamy chaye k in strategies ke sirf keypoints ko ly kr trading na shuru ke jy , in stratigies ke detail ma jana chaye, hr strategies ma different inticator tools use hoty hai humy pta hona chaye k in tools ka purpose kya hai yeh indicators kn calculation py based hai , hm mehnat nai krty in choti choti magar important baat py ic lea loss krty hai , agar hum different indicators ko detail study kry gy to humy pta ho k ic ka purpose kya hai to forex trading boht easy ho jy ge. I'm hoping that you will agree me . Thanks
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Strategy Kisi Ki Use Karna Ap ka Loss Hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshanasir
                Mere experience ke mutabik har bande ki apni ek strategy hoti ha trade ya kam krne ki is liye ek trader ko Chahiye ke wo apne knowledge se khud ki ek strategy banae or dosron ki strategy ko copy or use na kare take wo acha profit hasil kr ske.
                bhai ap learning karain or knowledge be hasil kar lain lekin jab ap us ko practically use nahi karian tu ap ko faida nahi hoga. ap ko cheye kay strategy ko plan ki surat mai ik paper pay bana lain or apny weak points be note kar lain us pay work karin us kay bad ap ko pata chaly g kay ap nay mazeed kiya learning karni hai or kaisy karni hai yeh us kay bad ap nay decide karna hai or us kay bad ap ko pata chalta hai kay ap nay kitni achi strategy bana li hai us pay jitna acha work karna hai uskadar ap acha experience hasil karain gy.

                اب آن لائن

                Working...
                X