kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

    Ji Assalamualaikum Pyare bhai support aur resistance Se Tu Hi intry Li Jaati Hai Jab vahan per Koi Patan banane ki koi candlestick ko formation Banane Fir Bhi Ham vah vahan se intry le sakte hain lyrics mein support aur resistance level bahut hi hai market ki respect Dete Hain aur yah Ek real price action Hai Jisko Agar Ham samajhkar trade karen to hamare Koi Bhi Agar tarike kar ki jarurat na Pade isliye Forex main Inko Samjhana bahut hi jaruri hai aur koi bhi frocks Mein tarike ka sport aur is tance ke Vakya Safal Nahin ho sakta isliye demo account mein in per acchi Tarah Se practis Karni chahie FIR hi Humko in level ki samajh Aaegi aur ham is per trade Karke Achcha profit Hasil kar Sakenge aur bagair practice cake abhi bhi Hamen acchi trade nahin kar sakte Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Kamyab Ho To Hamen chahie ki Hamen Damoh account per practice karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

      Forex market mein trade karna or profit hasil karne ky liye zaruri hy study karna kyo ky support and resistance jo ky technical analysis ka aham tool hy jispy 99% traders trust karte. Is mein trend clear karti trader ko ky konsa time best hy trade ky liye or zyada tar experts bhi sare traders ko recommend karte lakin isky liye trader ko demo account py hard work karna or sahi sy study karna importance rakhta.
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
        Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

        Forex market mein trade karna or profit hasil karne ky liye zaruri hy study karna kyo ky support and resistance jo ky technical analysis ka aham tool hy jispy 99% traders trust karte. Is mein trend clear karti trader ko ky konsa time best hy trade ky liye or zyada tar experts bhi sare traders ko recommend karte lakin isky liye trader ko demo account py hard work karna or sahi sy study karna importance rakhta.
        Janab support or resistance find karna trading main bhout zarori hai. ap es ko kisi be pattern jis mai ap ko experience ho like head and shoulder, double top, double bottom, hammer, zigzag etc kisi be pattern sy ap yeh value apni trend line ki madad sy find kr skaty hain. jis ko bad mai ap same price main entry lay kar trend ko follow be kar skaty hain or sath main ap ko stop loss or take profit ki achi value mil jati hai jis sy ap apny account ko or earning ko secure kar sakty hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X