Jab ap ky mt-4 ki terminal window ghaib ho jaye to kia karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab ap ky mt-4 ki terminal window ghaib ho jaye to kia karen?
    Salam to all forex members meri ye thread all forex members and especially new members kelye hy jo forex men trading ky hawalay sy hy. dear MT-4 men ap ky pass ek window show ho rahai hoti hy jis men ap apni lagai huwi trade ki details dekh rahy hoty hen magar some time ghalti sy wo ghaib ho jati hay to es men pareshan hony ki zarorat ni hay es keye short key "Ctrl+T" hy esko ap use karen gay to apki terminal window samnay aa jaye gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab ap ky mt-4 ki terminal window ghaib ho jaye to kia karen?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsiftain پيغام ديکھيے

    Basically is kab Bade HAL to yahi hai ki Jab aap Logon ke MP4 form ki BEL window Chali Jaati Hai To Ham Logon Ko chahie ki School reopen kar le Jab Ham aapko reopen kar lenge tab Ham Logon Ko Is Kadar pata chal Jaega ki isko restart ho jayegi to automatically yah setup ho jaega
    • #3 Collapse

      Re: Jab ap ky mt-4 ki terminal window ghaib ho jaye to kia karen?

      Bhai apny bilkul theak kaha hai ky ham terminal window ko control + T press Kar ky restore ker sakty hain lekin yeh command tou sirf computer ya laptop ky liay agar same problem hamain mobile per trade kerty huey aa jaey ky hamari mt4 terminal ki window ghaib Ho jaey tou hamain Kia kerna chahiay tou I think agar aesa mobile main ho jaey tou hamain apna mt4 software update kerny sy same problem solve ho sakta hai yahan per restore ka koi option nehi hota mobile main agar aesa problem aa jaey tou hamain same software ko update kerny sy hamara proboem solve ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jab ap ky mt-4 ki terminal window ghaib ho jaye to kia karen?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsiftain پيغام ديکھيے
        Salam to all forex members meri ye thread all forex members and especially new members kelye hy jo forex men trading ky hawalay sy hy. dear MT-4 men ap ky pass ek window show ho rahai hoti hy jis men ap apni lagai huwi trade ki details dekh rahy hoty hen magar some time ghalti sy wo ghaib ho jati hay to es men pareshan hony ki zarorat ni hay es keye short key "Ctrl+T" hy esko ap use karen gay to apki terminal window samnay aa jaye gi.
        Trading karte hue metatrader 4 mein jo Windows ho rahi Hoti Hai Jahan per aap ki trade show ho rahi hoti hai agar vah gayab ho jaaye to Iske do reason ho sakte hain ya to Fir aapka internet theek Nahin chal raha aur yah aapka account block kar diya Gaya Hai pahle aap apne internet ko check karne Agar internet ka issue hai to vah theek kar le aur Agar aapka account block ho gaya hai to new account banaa le
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Jab ap ky mt-4 ki terminal window ghaib ho jaye to kia karen?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsiftain پيغام ديکھيے
          Salam to all forex members meri ye thread all forex members and especially new members kelye hy jo forex men trading ky hawalay sy hy. dear MT-4 men ap ky pass ek window show ho rahai hoti hy jis men ap apni lagai huwi trade ki details dekh rahy hoty hen magar some time ghalti sy wo ghaib ho jati hay to es men pareshan hony ki zarorat ni hay es keye short key "Ctrl+T" hy esko ap use karen gay to apki terminal window samnay aa jaye gi.
          Agar aapki metatrader 4 ki window gayab ho jaaye to kya karna chahie Iske related mere pass to Koi solution Nahin Hai Kyunki Mujhe Iske bare mein koi information Bhi Nahin Hai Lekin Agar Mujhe is bare mein koi information Mili To Main aapko Jarur reply Karunga aur is third per Dobara post Jarur kar dunga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jab ap ky mt-4 ki terminal window ghaib ho jaye to kia karen?

            some time jab ap ka meta trader update ho raha hota hai ya phir sahi se intall nahi howa hota ya phir ap kafi old version use kar rahy hain tu aisa hota hai kay window automatically close ho jati hai esleye koshish karain up to date version kar kay rahkain or sath main antivirus ko install kar kay rahkain gay tu ap ko yeh issue nahi ayain gay or apny meta trader mai kam kar sakain gay.

            اب آن لائن

            Working...
            X