Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???
    Asslam o Alaikum friends umeed karta hn ap sub dost khariyt say apna kam kr rhy hn forex humra online international buht hi famous or kamyab business hy lkn as k rozmara life main fiday or nuksan kia kia hy...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???

    Forex market main trade kerny ky jahan bahot sary faidy hain wahan per kuch nuqsanant bhi hain ky hamain forex market main trade kerty huey sirf faida hi hasil nehi hota nuqsan bhi hota hai lekin overall hamain nuqsan ki nisbat forex market main faida zyada hota hai jis waja sy ham forex market main continue trade kerty rehty hain

    Forex market main jab ham investment ker ky trade continue ker lety hain tou hamain phir kisi aur job or business ki zarurat nehi perti hamain forex market main trade kerty huey hi itna profit hasil ho jata hai jis sy ham apni tamam financial requirements ko asani sy pura ker sakty hain just usky liay hamain forex market main trade start kerny sy pehly forex ki achi terha learn kerna aur acha experience hasil kerna hota hai phir ham continue jab forex market main trade kerny lagty hain tou hamain forex sy itni zyada earning bhi hasil ho sakta hai jo kisi bhi aur business ya job main possible nehi hai ky hamain forex ky elawa itni zyada earning hasil ho saky

    Jahan forex market main trade kerny ky bahot zyada faidy hain wahan per kuch nuqsanant bhi hain jin main sab sy main hamari sehat hai ky agar ham forex market main continue trade kerty rehty hain tou ham apni sehat per dhyan nehi dety Jis ki waja sy hamari sehat bahot jald down hona shoru ho jati hai jab hamain forex market main trading main loss ho raha hota hai tou ham bahot zyada tension lena shoru ker dety hain tou ham tension ky patient ban jaty hain sehat ky sath sath ham apny social relations bhi kharab ker lety hain jab ham muakaml focus forex market main trading per kerty hain tou hamary social relations bahot zyada disturb Ho sakty hain sath main ham daily routine tasks ko bhi ignore kerna shoru ker dety hain jo bahd main burden ban jaty hain

    Agar ham forex market main bhi successful trade kerna chahty hain aur apni social life ko bhi disturb nehi kerna chahty tou hamain dono ko equal priority dena hogi ya phir social life ko forex sy zyada priority dena hogi ky ham forex market main trade bhi tou apni social life ko behter kerny ky liay kerty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???

      Dear ap ko jaisy pata hai k ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai ye pata ho k ais market mai risk kafi zayda hai agar hum ais market mai apni pocket se investment kar rahy hai to aus k baad hum ais market mai sirf atni hi amount invest kary jo hum se agar loss ho jaye to hum asani se aus ko bardast kar ley agar ap ne ais market mai paisa kamana hai to ap ko ais market mai jo account banana hota hai agar ap ais market mai se paisa kamana cahty hai to ais par ap ki mehnat par depend karta hai k ap ais market mai kitni zayda mehnat karty hai agar ap k pass experince hai to ap ais market mai se jitna chaye paisa kama sakty hai aor ais market mai se paisa nikal sakty hai magar ap ko thora sa time dena parta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???

        Forex trading business aik aisa online business hai jiss kay faiday he faiday hain laikin faiday uss waqt miltay hain jab traders achi trading ker kay achi earning kertay hain. Forex kay nuqsanaat bhi hai laikin forex kay nuqsanaat iss kay faidoo kay agay ziada importance nahi rakhtay hain. Forex tarding aik world wide business hai. Iss kay online honay ki wajah say ghar bath kay ya chaltay phirtay mobile pay bhi kia jaa sakta hai. Kisi kisam kay office ya utility akhrajaat nahi hain. Koi time ki restrictions nahi hain. Saturday Sunday mukammal chutti hoti hain. Profit aur income bohat achi ki jaa sakti hai. Forex kay nuqsanaat mai itna he kahunga kay time daina parta hai aur Tarder ziada time social life aur activities mai spent nahi ker sakta hai. Issi tarah forex trading business kertay huay dimaghi tore pay bohat busy hotay hain aur her waqt trading strategies sochtay rehtay hain jiss ki wajah say apni place pay physically tou present hotay hain laikin mentally absent hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???

          dear forex trading main hmain faidy zyda milty hain jub k nukan koi nahi hain or aghr hain tu zyda nahi hai q k es k faidy zayda hain meri nazar main es liye main sp sub k sath yahan faidy or nuksan share krta hun..
          1:Forex trading k faidy:
          forex trading aik bets online trading ka business hai jis main hum apni gher bethy he es business ka hisa ban skty hain or pori duniya k sath trading ka business kar k achi earning kar skty hain forex main kisi bhi trha ki koi bhi formality nahi hai jis ki base par hmain forex reject kar skaen forex main har insan he trading kar skta hai or paisa kma skta hai es k ilwa bhi forex k be shumar faidy hain jin ko biyan karna kafi time ka kam hai. es liye jo sub se achy hain or mujhy pasand hai main ny wos hare kar diye hain
          .
          2:FOrex trading business k nuksnat:
          forex trading main trading ka business karny ka sub se bara jo loss hai wo yahi hai k forex main jo bhi join hota hai wo es main earning k liye lalach karny lag jata hai jis main wo din rat sorf yahi soch k sath kam krta hai k osy boht sara paisa chahye or boht jaldi chahye os k ilwa mambers forex main earning k chakron main din rat forex ki traf lagy rahty hain jin ki wjah se un ki sehat bhi khrab ho jati hai or wo apni family ko bhi time nai de paty hain jub k yah bat achi nahi hoti hai es k ilwameri nazar main forex ka koi bhi loss nahi hai...
          ( NOTE) ES K ILWA FOREX MAIN JO PROFIT LOSS HAI WO HA BUSINESS KA HISA HOTY HAIN ES LIYE ES MAIN LOSS HONA AIK YAKINI AMAL HAI JIS KO MAIN PROFIT KI WAJH SE IGNOR KARTA HUN....
          • #6 Collapse

            Re: Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???

            Dear Forex market Mein trade karne a Ke Jahan bahut Sare fayde Hain vahan per Kuchh nuksan Bhi Hain Ki Hamen forex market Mein trade karte hue sirf fayda hi Hasil Nahin Hota nuksan bhi hota hai lekin overal Hamen nuksan ki nisbat forex market mein fayda zyada hota hai Jis vajah Se Ham forex market Mein continue trade Karte rahte hain forex market Mein Jab Ham investment Karke trade continue kar lete hain To Hamen FIR Kisi Aur job aur business ki jarurat Nahin padati Hamen forex market Mein trade karte hue hi Itna profit Hasil ho jata hai Jise Ham apni Tamam zaroori Yaad ko aasani se pura kar sakte hain just uske liye main forex market Mein trade start karne se pahle Forex ki acchi Tarah learn Karni aur Achcha experience Hasil karna Hota Hai FIR Ham continue forex market Mein trade karne Lagte Hain To Hamen Forex se Itni Jyada earning bhi Hasil ho sakti hai jo Kisi bhi aur business yah job Mein possible nahin hai ki Hamen Forex ke alava Itni Jyada earning Hasil ho sake Agar aapane is market Mein Paisa Kamana hai to aapko market mein jo account banana hota hai agar aap is market mein se Paisa Kamana Chahte Hain To is per aapki mehnat per depend karta hai jitni Jyada mehnat Karenge utna hi Achcha profit Hasil kar Sakenge
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex Treading K Fiday Or Nuksan Kia Hy.???

              forex main hamlive trading karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain hamy is main acha or alla qualiteis ka kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasl kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain agr ham is main tukky laga kar is main jalr bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hoti forex aik wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or yai pakistan main be aik pakistan main be aik legal business hain

              اب آن لائن

              Working...
              X