kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?
    friends main aap sab yeh swal pochna chata hn ky forex main jitni bhi movement hoti hai kia yeh movement news ki waja say hoti ha ya koi or reason bhi hoti hai jiss ki waja say forex market move akrti hai please apne apne idea share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

    Nahe dear ye zarori nai hai k ais market mai jo moment hoti hai wo sirf news ki waja se ho agar ap ne ais market mai dekha ho to kai dafa moment ho rahe hoti hai magar aus time market mai koi news ni aati aor aus time market kafi zayda move kar jati hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ye pata ho k ais time jo market pattern bana rahe hai aus k baad market ne moment karni hai agar ap ais market mai techncal par trade karty hai to ap ko ais market mai ye pata chal jta hai k ais time market mai ye pattern ban gia hai aor ais mai abi jo moment ho gai wo atni ho gi aor aus ki waja se hum ko atna profit ho ga agar hum ais market mai trade lagaty hai to aus par risk ratio k hisab se target set karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

      Trading market main bohat say loogo ko yehi confusion rehti hai kay market mai movement kaisay hoti hai. Aur news ki wajah say movement kiyu hoti hai. Traders tardung shuru ker laitay hain laikin inn sawaaloo kay jawabaat dhundnay ki zarurat he mehsoos nahi kertay hain. Ye sub say pehlay samajhnay waaley point hain takay iss business ki samajh aa sakey.

      Market ki Movement

      Forex market hamehsa demand aur supply pay move kerti hai. Ye economics ka formula hai kay jab demand barhti hai tou ziada supply ki zarurat hoti hai Agar supply demand ko meet nahi Karey gi tou demand puri na honay ki wajah say price barhengi aur Agar demand Kamm hongi tou supply ziada honay ki wajah say prices Kamm hongi. Tarding market ki movement aur prices issi rule pay chalti hain.


      News Effects


      News ki wajah say market ki movement Kamm ya ziada zarur hoti hai aur iss ka reason bhi demand aur supply ka balance kharab hona he hota hai. Jab koi international political news ya phir aisi news jiss say world economy kharab honay ka khadsha hoto investors fori tore pay ya tou selling shur ker laitay hain ya phir bohat barey paimanay pay gold aur crude oil ki buying shuru ker daitay hain. Aur iss Tarah demand aur supply ka tawazon bigarr janay pay movement tez aur prices up ya down ho jaati hain
      • #4 Collapse

        Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

        Dear zaroori nahi hai ki is market mein jo movement hoti hai vah sirf news ki vajah se ho Agar aapane market Mein Dekha Ho To kai dafa movement ho rahi Hoti Hai Magar use time market Mein Koi news nahin aati aur use time market Kafi Jyada move kar jati hai agar aapane is market Mein kaam karna hai to aap ko is market Mein yah Pata Hoke is time Jo Jo market Patra banaa rahi hai uske bad market ki movement karni hai agar aap is market Mein technical per trade karte hain to aapko is market Mein yah pata chal jata hai ki is time market Mein yah pattern banaa banaa gai hai aur ismein abhi jo movement Hogi vah Achanak Hogi aur uski vajah se Humko Itna profit hoga Agar Ham is market Mein trade Lagate Hain to use per risk ratio ke hisab se trade set karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
          friends main aap sab yeh swal pochna chata hn ky forex main jitni bhi movement hoti hai kia yeh movement news ki waja say hoti ha ya koi or reason bhi hoti hai jiss ki waja say forex market move akrti hai please apne apne idea share karain.
          Bhai iska bahut Aasan Sa jawab yah hai ki aap soche Agar aapke pass koi chij hai aur uski demand jyada ho jaati hai to aap uska rate Jyada kar dete Hain ISI Tarah Forex trading business Mein marijo pair Hain Unki Jab demand Jyada Hoti Hai To unke rate Hi Ho Jaate Hain aur ISI Tarah Jab demand kam hoti hai to unke rate low ho Jate Hain bhai bahut hi simple Sa Tarika hai agar aap is business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to news per Jyada focus karna bhi achcha hota hai Kyunki currency pair mein badi moments news ki vajah se hi hoti hai Baki basic chij main aapko Bata Di Hai Jis Ke Dariya se aap market ki movement Khoj kar sakte hain Jaisa ki aapko pata hai ki kin Dinon Mein gold ki demand Jyada Ho Jaati Hai use time aap Gold per bhaiya Laga sakte hain ISI Tarah Baki per bhi hain Jab demand kam hoti hai to low Ho Jaate Hain
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • #6 Collapse

            Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

            G han dear ye me be 100% sure ho kar keh sakta hon key market me jetni be movement hoti hay ye current news event ki waja se hi ho sakti hay, Forex market ki movement kesi aur waja se change nahi hoti hay, market par news ka asaar hi bahot zeyada hota hay, news release hony se market ki movement bahot teez ho sakti hay ye news par depend karta hay agar news important ho to market trend ko change karny key sath opposite direction me market trend strong ho jata hay, traders ko news ki samaj honi chaye jo news important ho es ko follow na karna traders ki mistake hoti hay har news par careful ho kar aur socha samaj kar risk leny ki koshish karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

              Forex market main news kabhi kabhi effect kerti hain her movement market main news ki waja sy nehi hoti balky market tou apni technical move kerti rehti hai ky kabhi upward move kerti hai tou kabhi down ward lekin hamesha aik hi friend ko follow kerty huey apni technical movement conrinue Kerti hai so market main kabhi up trend chal raha hota hai tou kabhi down trend tou agar ham market main trade open kerny sy pehly market ka trend read ker lety hain aur same trend per trade open ker ky continue kerty hain tou hamain forex trading sy acha profit bhi hain ho jata hai lekin jab market per koi news effect kerti hai tou aesy time main hamain bara loss hony ka chance hota hai ky news effect ki waja sy hamara account bahot jald wash ho sakta hai

              Ham jab market ky kisi bhi pair main trade open kerny ky liay analysis kerty hain tou hamain sirf technical analysis nehi kerny chahiay balky hamain sath main fundamental analysis bhi zarur kerny chahien kyun ky fundamental analysis kerny per hamain pata chalta hai ky hamari open trade main koi news effect ker sakti hai ya nehi aur agar fundamental news effect ker sakti hai tou kitna zyada kyun ky jab market ki koi bari news effect kerti hai tou market aesy time per technical analysis ko chor ker isi bhi direction main bari move ker sakti hai kyun ky fundamental analysis hamesha technical analysis ko supercede ker jaty hain

              Agar koi aesi news aany wali ho jo forex market ko bahot zyada effect ker sakti ho tou aesy time main hamain trade open kerny ka risk nehi lena chahiay ky hamain bara loss bhi ho sakta hai jo ham achi terha fundamental analysis nehi ker paty ya news ko achi terha read nehi ker sakty tou news jab market ko effect kerti hain tou Bari market ki movement ki waja sy hamara account bahot jald wash bhi ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

                ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Forex main market mostly faizabad ki barabar hoti hai isme bahut hi jeene ki vajah se forex market open down hoti hai in mein se ek baje news bhi hai aur iske alava ismein kisi country ki situation bhi hai aur ismein sabse jyada movement is mein kisi bhi chij ki payment up and down hone se yah ismein jyada market mein chijen aane se bhi hoti hai main kisi mulla ke halat ke bare mein bhi ismein movement hoti hai aur ismein har yahan se movement hoti hai jis tarah koi bhi news live hoti hai to market mein trending per a jata hun isme market chahie hoti rahti hai jiski vajah se Fark padta haiaise bahut se sakta hai usmein bahut sare tractor Hain jinki vajah se market change hoti haikisi bhi country ke economic condition ki vajah se bhi market change hoti hai news ki vajah se bhi aur bade market broker ki vajah se bhi market change hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

                  news ke forex mai bohat value hain hamy news ko dsahkna ho ga hamy is ko samj kar makret mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai 24g qanty ma isy kese be wakt ka tiem table bana kar kaam kaer sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china ro new yoj jasy bary bary mumalik shamil hain forex pakistan mai lega ban cuka hain hum is ma iagar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nah h ga forex mai hum apnyboss ap he hoty ahin hum is mai part tiem eb ka mkar sakty hain hum is mai full time be kaam kar sakty hain yai aik legal busienss hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

                    forex aik big business hain hamy market ke movement ko samj kar is mai high capital invest karna ho ga pher he hum profit kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maki be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai news ko be dahkana ho ga hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga per he hum paisa kama skay gy forex aik unqiue business hain hum is mai part tiem be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kra sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary maumlik sahmil hain forex aik wolrd wide business hain is mai hamara koi be boss nah hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex main market main 100 percent movement sirf news ki waja say hoti hai?

                      nahi brother jahn tak mere khyal forex main totle movement kabhi bhi news ki wjaa say nahi hoti hai kyon ky ager asa hota tu forex main jab news ati hai tab he movement hoti otherwise bad main forex market move karna he chor daiti hai mager asa nahi hota hai jab koi news nahi bhi hoti ha tab bhi movement hoti rehti hai aur fast bhi hoti hai aur slow bhi hoti hai es lea jab bhi koi level break hota hai tu market achi move karti hai ager ap ka techincal analysis strong hai tu ap forex main news ko bhi samajh sakty hain news market main sirf aik aarzi impact dalny ati hai baki ju market main ju trend chal raha hota hai usi ky mutabik market movement karti hai es lea ap ko bhi trend ko dekh kar market ko analysis karna chahea.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Nahi dear Sub kuch news pay depend nahi karta hai. Ap ko technical analysis sy pata chalta hai kay market mai ap ka jo pairs hai es mai kitna capital increase ho raha hai or kitna down ho raha hai. Market cap kitna hai or us ki supply kitni hai yeh sub cheezain be news kay sath importance rahkti hai. News ki base pay traders us pairs ya coin mai apni investment karty hain or nikalty hain. yeh he waja hai jab tak ap ko technical or fundamental dunu analysis jis kadar achy aty ho gy ap us kadar asani sy apni trades sy earning kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X