Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?
    Forex trading aik excellent business hain aur aisa business hai jiss mai learning bohat zaruri hai. Forex trader ki learning Kab complete hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

    Forex market main trade kerny ky liay learning tou kabhi bhi conplete nehi hoti lekin agar ham forex market main trade open kerny sy pehly forex ki achi terha learn ker lety hain tou hamain phir forex market main trade kerty huey acha profit bhi hasil hota rehta hai hamain forex ki basics ko learn kerny ky bahd forex market main demo account sy trade continue ker leni chahiay lekin jab ham demo account sy trade kerty huey trading ka acha experience hasil ker lety hain tou hamain phir real account sy bhi trade kerna shoru ker dena chahiay taky hamain forex market main trade continue kerny per kuch profit bhi hasil hota rehy

    Ham forex market main just basics learn kerny ky bahd bhi trade continue ker sakty hain lekin hamain trading main itna faida hasil nehi hota ky jab tak ham forex market main trade kerny ky iota advance learning nehi ker lety tab ham forex market main trade kerny ky liay analysis kerna learn ker lety hain tou yeh forex ki advance learning hoti hai jis ky bahd hamain real account sy trade kerty huey acha profit bhi hasil hota rehta hai

    Forex market main trading ka bahot wide knowledge hai jis ko mukamal hasil kerna hamary bas ki bat nehi hoti ham just forex market main successful trade kerny ky liay knowledge hasil ker lety hain lekin kabhi bhi aesa nehi keh sakty ky ham ny forex ko completely learn ker lia hai kyun ky jab ham forex market main trading ko completely learn ker lety hain tou hamain phir forex market main loss hona mushkil ho jata hai jabky profit hamain bari asani sy hasil hony lagta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

      Assalamu Alaikum how are you call me the sab log thik thak Honge ji bilkul main aapko batana Chahta Hun Ki Forex Ek bahut Achcha business hai ek international business Hai Is per kam kar ke Ham bahut kamyabi Summit sakte hain Apne goals chief kar sakte hain Forex per Jab Koi Banda aata hai vah learning start karta hai aur learning Ke Sath Jo Ek Kamyab Karen trader Ban Jata Hai To vah fir Apna experience bhi dusre Logon ke sath share karta hai. usk bad jb wo aik pure trader bn jata hy tb uski learning khtm hojati hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

        Dear member forex trading aik long life and difficult business is mein har trader hamesha learning ke phase mein hi rahata hai. Trading ki field mein bahut se log expert ban jaate Hain Magar aap yah Nahin kah sakte ke woh 100% complete learning kar chuka hai kyunki learning ek Aisa phase hai jo ki aakhir Tak chalta rahata hai. In general agar Ham baat karen to to basic Forex trading ki learning Hasil karne ke bad Jab Ham metatrader 4 aur metatrader 5 per trading start karte hain to use ek trader itna kabil ho jata hai ki vah apni trading ko start karke earning Hasil kar sake time to time vah apni earning increase kar sakta hai apne experience ke lihaz se. Tamam traders ko chahie ki vah hamesha apna focus completely learning per rakhen aur sath sath mein apni trading co bhi jari rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

          Forex business ki learning mery khayal me complete nahi ho sakti hay, tools ki learning ya per chart reading se related knowledge ye sab bahot asaan hay magar fundamental analysis ki learning kabi complete nahi ho sakti hay, khud ko expert agar na samja jaye to achi learning karny key bawajood be esy traders me mazeed learning karny ka jazba hota hay aur esy traders kamyab aur professional hi ho sakty hey,

          new traders few years ki learning key base par apny app ko sab se acha aur qualified traders samjny lagan gey to mery khayal me ye ghalat hay esa possible hi nahi key Forex business ki complete learning few months ya few years me complete ki ja saky, jetni zeyada learning ki jaye es se be zeyada mazeed learning key ley mehnat karni chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

            assalamu alaikum my dear friend forex sex mein itni jyada knowledge hai kya kar hum sari jindagi bich mein kam karte Rahe to Ham Mar learning complete nahin ho sakti ismein hamare liye itna jyada knowledge or experience aur learning hai yah ek aisa business hai jo hamen earning ke sath learning bi deta haiforex ek photo Bata Dena chahie ek international business hai Ham ismein din ke 24 mein se kisi bhi time time table banakar kam kar sakte hain hamen iske liye kisi bhi office mein jaane ki jarurat nahin Ham kar baith kar ismein kam kar sakte hain hamara Koi bahas nahin hota Ham ismein without coast acount banaa kar bhi kam kar sakte hainforex Jo ke dusre ke bat ek aisa fast earning ka dariya hai ki Ham ismein thoda time mein ek bahut hi acchi aur fast earning kar sakte hain bus thoda sa time dene ki jarurat hai aur thodi si mehnat ki jarurat hai to hamen successful ho sakte hain aur ek lifetime business Mil jata hai ismein Ham lifetime kam karke lifetime earning bhi kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

              aik forex trader ki learning kabhi bhi complete nahi hoti hai wo sari umer he learning karta rehta hai ager us ko forex trading main success mil bhi jay tab bhi wo forex main learning karna nahi chorta hai aur na he chor sakta hai uss ki reason yeh market main changing hoti rehna hai aur market hamesha aik jesi nahi rehti hai uss ky mutabik ham ko bhi apni skills ko mazeed update karna parta hai aur time ky sat sath apni leaning ko upgrade aur new new knowledge sekhty rehna boht he zrori hota hai phir he ap forex business main success haisl akr sakty hain forex main ham ko kabhi bhi apni learning ko stop nahi karna chhaey es say ap kuch dair tu profit karian gay mager bad main ap ko loss hona bhi shuru ho jata hai es lea forex main kabhi bhi ham ko aik chez pay nahi rehna chahea es main hamry pas har tarah ka knowledge hona bohut he zorri phir he ham success ho skty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

                Jitna Jyada knowledge Hoga hamare pass ham log Itni hi jaldi Itna Achcha profit Hasil kar sakte hain Jitna ham log Chahte Hain isliye Ham Logon Ko sabse pahle Humne knowledge ko increase karna hoga Itna Jyada knowledge Hamare Paas Hoga Ham Logon Ko Itni hi jaldi kamyabi mil sakti hai forex market mein
                • #9 Collapse

                  Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

                  Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai leaening karni chaye aor aus k sath ap ko demo account par kaam karna chaye aus se ap ko ye pata chal jata hai k ap ne ais market mai kitna kaam sekh lia hai jab ap ais market mai expert ban jaty hai to ap ais market mai kamyab ho jaty hai agar ap ne ais market mai se paisa kamana hai to ap ko ais market mai learning atni karni chaye jis se ap ko ais market mai ye pata chal jaye jis se ap ais market mai acha profit bana ley ais market mai ap ki learning kabi complete ni hoti hai ais market mai ap ko learning karni chaye tab hi ap ais market mai acha profit bana skaty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai tab hi ap ko ais market mai kafi zayda faida ho sakta hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex tarder ki learning Kab complete hoti hai?

                    Dear forex trading ki learning k bary agar bat ki jaye tu ye aik aisa buisness ha jis mein har time alert rehna parta ha kyun knye online market hai aur bahut sary factor hain jo is p asar andaz hoty hain aur is ki learning kabhi complete ni hoti is mein seekhny ka amal jari rakhna chahye aur jitna bhi knowledge gain kiya jaye itna kam ha aur jitni zayada learning karyn gy apki trading itni he achi hogi aur apko chahye k demo account p bhi practice karty rahyn aur jitna ho saky forum k sath tuch rahyn ta k ap k knowledge mein izafa hota rahy aur ap jab bhi koi new indicator use karyn aur koi bhi new strategy use karyn tu demo account p practice kar lyn ta k apki trading achi ho real account p jab trading karyn tu faida ho is liye learning jari rakhyn aur seekhny ka amal kabhi stop na karyn ta k success hasil kar sakyn.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X