kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?
    dear agar ham forex market main achay experts traders ban gaye hain aur achi skills k malik hain to kia ham khud bhi apnay knoledge ki help say koi robots bana saktay hain jo hamko achi earnng day sakain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

    Dear Mera nahe khayal k acha Aur skills full trader kabhe Robot bananae ka soche ga kyn k ose profit easily ho raha hai aur tension free ho kr profit gain kr raha hai tu ose robot banane ki Kya Zaroort acha trader Hamesha apne trading skills mein ezafa krta hai Aur Ziyadeh mehnat kr k ek achi manzil ka intekhab krta hai Aur kamiyabi bhe essa Krne se he milti hai
    • #3 Collapse

      Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

      G ha dear agar apne robot banana hai to ap ko ais mai sirf data enter karna hota hai aor aus k baad ap jo robot banaty hai aus par ap ko kafi zyada faida ho jata hai kun k ap ko pata hota hai k ap ne ais ko kaisy design kia hai aor ye kis logic par trade lagata hai agar ap ne ais market mai trading karni hai to ap ko ais market mai koi aik trading strategy set karni hoti hai aor aus k hisab se agar ap ne robot banana hai to ap ais mai learning kar ley aor aus k hisab se kaam kary tab ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai apna robot banaty hai to aus par ap ko acha profit ho jata hai aor aus par ap apni marzi se setting bana sakty hai k market ap ki trade kaha se lagye aor aus par ap ko kitna profit ho.
      • #4 Collapse

        Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

        Trading robots bananay kay liye software developer hona zaruri hai. Trading robots bananay kay liye sirf software he nahi mathematics mai bhi acha hona zaruri hai kiyu kay asiay software logics aur gates pay kaam kertay hain. Kisi forex trader kay liye khud robot banana possible nahi hai laikin impossible nahi hai kiyu kay koi trader Agar seekhna shuru ker laita hai tou uss kay liye kuch time kay baad shayad mumkin bhi ho Jaey.. Forex trading kay hazaroo trading auto robots ki availability kay baad aisa kernay ki koi zarurat nahi hai kiyu kay search ker kay koi bhi reliable robot haasil kia jaa sakta hai laikin ye baat zehan mai honi chaiye kay robots say 100% profitable trading nahi hoti bulkay taqreebun 50 50 he results hotay hain. Iss liye robots kay barey mai soch samajh kay he faisla kerna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

          Tumhare pass Jitna Jyada knowledge Hoga Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko sabse pahle Apne knowledge ko increase karna hoga Jab ham log Apne knowledge ko increase kar lete hain To Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai aur ham log Achcha profile bhi banaa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

            G han agar hamain software designing aati hai aur ham forex market main trading ka bhi wide experience rakhty hain tou ham khud bhi forex market main trading ky liay robot design ker sakty hain lekin agar hamain forex market main trade ka acha experience nehi hai tou hamain aesi mistkse nehi kerni chahiay ky ham koi aesa robot bana lain jis ko forex market main apply kerny per hamain loss hi hota rehy tou hamain phir forex market main normal tareeqy sy trade continue kerni chahiay ky hamain profit bhi hasil hota rehy jab ham forex market main khud achy analysis ker ky trade open ker sakty hain tou hamain phir kisi terha ka robot use bhi nehi kerna chahiay aur design kerny ki koshish bhi nehi kerni chahiay ky hamain baghair kisi robot aur signals ky trade continue kerny per trading ka acha experience bhi hasil ho jata hai jo trading main hamary liay bahot helpful hota hai

            Jo log forex market main trade kerny ky liay robots use kerty hain woh kabhi bhi self trading main expert trader nehi ban sakty so jahan tak mumkin ho saky hamain forex market main trade khud achy analysis ker ky kerty rehna chahiay ky ham jab trading expert ban jaty hain tou hamain phir na hi risk robot ko zarurat hoti hai aur na hi hamain signals ki zarurat perti hai ham market ky behavior aur trend ko read ker ky trade open kerty hain tou hamain acha profit hasil ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

              Dear Forex friend jab aap Forex trading ki learning Hasil karte hain aur aapka knowledge gain hota rahata Hai to iske bad aapko kisi robot ki zarurat Nahin parati balki aap apna stately use karke trading se earning Hasil kar sakte hain. Automatic report ek software rahata hai joki set off formula for calculation se software banaya jata hai jisko create karna itna aasan Nahin hota agar aap developer Hain to aap khud bhi create kar sakte hain lekin automatic robot insani zahan se bahut piche hota hai insan waqt Ke sath sath apni strategy change kar sakta hai lekin ek robot Jo usmein data feed hai usse hatkar Koi Kam Nahin kar sakta. Isliye sabse acchi baat yah hai ki aap Forex trading mein knowledge Hasil karte rahen jaise jaise ramkanali increase hota jaega aapko kisi robot ki yah kisi signal ki xarurat Nahin paregi aur aap independently trading kar sakenge.
              • #8 Collapse

                Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                forex main ager ap nay robot khud tayar karna hai tu uss main ap ko sirf knowledge he kafi nahi hota hai ap ko c++ ki lanugaue ana aur programming ana bohut he zrori hai phir he ap robot bana skty hain kyon ky ju bhi robot main programing hoti hai wo sirf aik programer he kar sakta hai khua us ky pas forex ka knowledge ho ya na ho ap nay us ko apny strategy ki working btani hai aur sab setup btana hai tu ap ko wesy he ap ki strategy ky mutabik robot mil jay ga mager robot ziada dair tak success nahi ho sakta hai ky forex main ap ko apni skilss ko update karna parta hai aur forex ki kuch asi satuation hoti hai ju robot nahi samjh sakta hai ap he samjh sakty hain es lea robot ki bjay ap ka maunual method he best hota hai ager forex main ap succes hona hai tu.
                • #9 Collapse

                  Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                  dear forex trading main roborts trading aik aysa trading method hai jis main hum apni trading ko khud se pahly set kar k trading kar skty hain or kamyab ho skty hain zyda tar jo log rebot trading karty hainw o khud se he rebort trading karty hain or achi earning kar skty hain es liye hmain apni trading main jub hum trading karty hain tu hmain rebort main aik startgy ko set kar k trading karny main faida hota hai jis se hum kamyab trading kar skty hain or achi earning bhi kar skty hain rebort trading karny se pahly hmain es bat ka khas khyal rakh lena chahye k hmain rebort trading ka expiernce hai bhi k nahi q k jub hum expiernce nahi hota hai tab hum achi trading nahi kar skty hain or kayab hum tab he hoty hain jub hmain trading ati ho warna hmain loss boht jaldi ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                    ji Bhai aapane bahut achcha trading robot banane ke liye software developer hona jaruri hai training report banane ke liye sirf software hi nahin mathematical main bhi achha hona jaruri hai iske liye aapko logic gates per kam karna hota hai kisi bhi friend status ke liye khud robot banana possible nahin hai lekin impossible bhi nahin hai Kya ismein mehnat Karen to aap isko banaa sakte hain aapko iske bare mein hai to aap isko banaa sakte hain shayad mumkin bhi ho jaaye Forex trading ke hazaron trading autorobot ki availability ke bad aisa karne ki jarurat nahin hai kyunki search karke koi bhi live robot hasil Kiya ja sakta hai lekin ya parson mein honi chahie ki robot se hundred percent profit trading nahin hoti balki takriban 50-50 hota hai isliye robot ke bare mein soch samajh Kar faisla Lena chahie aapko apne experience ki Vespa khud trade karni chahie kyunki jitna aap ke pass experience aap usse achcha profit ho sakte hain robot ka koi confirm nahin hota
                    • #11 Collapse

                      Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                      G han dear ye 100% possible hay robot expert traders hi banaty hey es key ley traders ne mehnat bahot ki hoti hay, agar ham be technical analysis karny me expert ho jaye aur application development me be maharat rakty hey to achy se acha robot ham be bana sakty hey, robot banany key ley traders ko compete technical analysis par depend karna ho ga es key baghir robot nahi ban sakta hay, esy traders jo key strategies use karna janty hey aur indicators ko be use kar sakty hey esy traders key ley robot banany me koi mushkil nahi hoti hay, application development ka course agar kia jaye to mery khayal me esa robot tayaar kia ja sakta hay jo high price me sale kia ja saky.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                        forex main sirf knowledge say he robot nahi banta hai ap ko ager khud ka robot tyar karna hai tu ap ko es lea coding sekhni parti hai coding sekhny ky bad he ap robot tayar kar sakty hain ager ap apna robot tyar karty hain aur apni marzi ky mutabik uss main working krwaty hain tu ager wo success ho jata hai tu ap ko bohut acha profit day sakta hai aur free beth kar es main pesa earn kar sakty hain es lea foex trading main ham sab ko he robot khud banny ki try karty rehna chaheay kyon ky robot trading main ap ko kuch bhi mehnat nahi akrni parti ai ap ki sab trading he robot karti hai jiss say ap ko kafi acha profit mil sakta hai es lea jitna mumkinn ho saky robot main ju coding ki jati hai wo sekhni chahea phir eh ap robot tayar kar skty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                          dear aghr tu hmain softwear ka knowledge hai tu hum khud rebbort bna kar os main tradng kar skty hain kisi tradors k liye khud rebbort bnan or os par trading krna koi asan nahi hai lake es ko hum yah bhi nahi kah skty hain k yah boht mushkil hai es main aghr apak knowlege acha hai tu ap rebort khud bna kar trdaing kar skty hai q k forex main kfi log rebort k sath trading kar rahy hain un ka acah expirnce hai reboort trading main or wo achi trading kar ray hain es liye gahr tu ap bhi khud rebort tradng krna chahty hain tu apko oska knowledge hona zarori hai q k es main apki Mathmatics bhi achi honi zarori hai jis ki calculation karny main asani hoti hai or ap jis se achi trading kar k acha profit lay skty hain rebort trading riksy bhi hai laken jub es main expiernce gain ho jata ha tu es main asani bhi boht hai jis se hmain loss hony k chnaces kam se kam ho jaty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                            G dear ap ne jaisa kaha k ham apny knowledge aur experience base p robot bana sakty hain tu dear aisa possible hai but bahut he zayada mehnat chahye hoti hai kyun sab se pehly tu apki trading achi ho na ta k ap k sab analysis kamyab hon aur ap aik bahut he achy trader hon us k bad robot banany k liye bhi bahut zayada proces karna parta hai jis k bad ham robot bana sakty hain is k bary apko saari malomat akathi karna paryn gi k kaisy data enter karana hota ha aur kaisy registration karani parti hai aur is k bad ap apna robot bana k enter karyn gy lekin agar ap ki itni achi trading hai tu ap khud trading karyn aur profit earn kryn kyun k robot se achi earning tab hogi jab ap k robot ki trading bahut achi hogi tu is se behtar ha k ap khud inbestmnet kar k profit banayn aur withdraw karwa k enjoye karyn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia ham apnay knowledge ki help say khud bhi robots bana saktay hain?

                              Ji bhaijaan aapane bahut acchi 3D ki report Banai Hai software developer Hona Zaroori Hai HD report banane ke liye sirf software Nahin Mehandi medical mein bhi achcha Hona zaroori hai iske liye aapko logic gates per kam karna Hota Hai Kisi bhi friend status ke liye Khud robot banana possible Nahin Hai Lekin ine possible Bhi Nahin Hai Kya ismein mehnat Karen to aapko banaa sakte hain aapko Iske bare mein hai to aapko isko banaa Le sakte hain Shayad Mumkin Ho Forex trading ke hajaron trading Autobot ke availability ke bad Aisa karne ki jarurat Nahin Hai Kyunki search karke koi bhi live robot Hasil Kiya Ja sakta hai lekin yah Prasad mein honi chahie ke robot se hundred percent profit trading Nahin Hoti balke takriban 50 hota hai isliye report ke bare mein Soch Samajh Kar Faisla Lena chahie aapko Apne experience ke base Khud trade Karni chahie Achcha profit ho sakta hai rabot ko koi kar form Nahin Hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X