jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?
    dear forex forum main members say maira yeh sawal hay k ham main say kuch traders aisay bhi hain jo markeet main orders laganay k baad markeet ko analyse krtay hain phir unko kia order laga rehnay daina chaye apni kismat azmani chaye ya order ko cut kr daina chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

    Jo traders apni trade laganay kay baad market ko judge kertay hain aur ye sochtay hain kay trade opem kernay kay baad qismat azmaai ho jaey gi tou unko ye baat samajhni chaiye kay aisa bohat Kamm ho sakta hai aur iss kay liye bohat ziada balance bhi hona chaiye. Aur Agar qismat azmaai kay liye lot size bohat ziada rakh lia hoto phir itnay loss pay trade ko close ker dain jaha loss recover kernay ka option zarur unkay paas mojud ho. Forex trading business mai traders ko pehlay din ye baat apnay zehan mai bitha laini chaiye kay jo bhi work kerna hai woh trade open kernay say pehlay he kerna hai. Trade open kernay say pehlay market watch, trends, analysis waghaira zarur manage ker lainay chaiye kiyu kay wohi waqt hota hai jab ye kaam kernay chaiye. Trade open kernay kay baad aisa kernay ka koi faida nahi hota
    • #3 Collapse

      Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

      dear sub se pahli bat tu yah hai k kbhi bhi order ko analysis kiye bagair kbhi bhi trade na lgaen q k ap ayse kbhi bhi apni trading main kamyab nahi ho skty hain es liye kbhi bhi anlaysis k bgao trading nahi karni chaye ta k humain bad main apna order close yah cut na karna arhy aik acha trador hmaisha apni trdaing ko achy analysis k sath karta hai or small risk k sath krta hai jis se un ko loss hony k chnaces bhi kam se kam hon or hum apni trading main acha profit bhi lay skty hain forex main hum 3 trha k anlaysis ko use kar k apni trading kar skty hain jis ka mqsad yahi hota hai k hum apni trading ko ach trha market k hisab se kar k kamyab ho skty hain or achi earning bhi kar skty hain es liye hmaisha apny kam ko bahtr se bahtr kar k karen aghr hum kamyab hona chahty hain tu
      • #4 Collapse

        Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

        G ha dear ye to ap ne bahot hi zarori baat ki hai k hum ne agar ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai jab trade lagani ho to aus time hum ko ais market mai analysis karny chaye agar hum trade lagany k baad analysis karty hai to aus ka koi faida ni hota hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to hum ko faida hota hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai kaam sekh lena chaye tab ap ko ais market mai kamyabi hoti hai ais market mai ap jo trade lagaty hai analysis k baghair aus ko phly hi thory se loss mai close kar dia kary aus trade par better ye hota hai k ap zayda loss na kary aor thory se loss mai trade ko close kar ley tab ap ka account safe rehta hai.
        • #5 Collapse

          Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

          Forex traders ky liay yeh practice bilkul bhi faida mand nehi hoti ky ham baghair analysis ky kisi bhi pair main pehly trade open ker lain tou usky bahd analysis kerna shoru ker dain jab ham kisi bhi pair main trade open kerny ja rehy hon tou hamain pehly market ky her angle sy analysis kerny chahien taky hamari trade main loss ka kam sy kam risk hi aur trade open ker ky continue kerny per hamain acha profit bhi hasil ho saky jab ham baghair analysis ky trade open kerty hain tou ya tou hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jata hai jo increase hi hota rehta hai ya phir trade open kerny ky bahd loss hona shoru ho jata hai agar ham trade close nehi kerty loss main hi tou loss increase hoty hoty account wash bhi ho sakta hai

          Hamain baghair analysis ky trade open kerny per sirf loss hi hota hai kabhi bhi hamain open kerny jany wali trade main success hasil nehi hoti aur na hi hamain pata hota hai ky market main current trend Kia chal raha hai ky ham trend ko follow kerty huey trade open kerain aur hamain acha profit bhi hasil jo jaey Ham forex market main baghair analysis ky open ki jany wali trade main kabhi bhi acha profit hasil nehi ker sakty kyun ky hamain pata hi nehi hota ky market kis direction main aur kitna move ker sakti hai

          Jab bam fast moving market main jaldi main trade open ker lety hain aur usky bahd analysis kerna shoru kerty hain tou aesy analysis kerny ka koi faida nehi hota kyun ky ham analysis kerny per agar trade ko close bhi kerty hain tou loss main hi close kerain gy jabky profit main sirf wohi trade close ho sakti hai jis main analysis trade open kerny sy pehly kiay jaen
          • #6 Collapse

            Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

            Bahut he acha sawal kiya hai ap ne dear jahan tak mera kahyal hai tu hamyn jab trade lagani ho tu is market k bary pehly analysis karyn aur achi tarha analysis karny k bad order lagana chahye ta k bad mein hamyn koi pareshani na ho aur agar ap ne order place kar diya hai tu apko stop loss lazmi lagana chahye aur achi tarha apni equity aur lot k hisab se stop loss lagana chahye k kitny pip agar market against jaye tu account wash ni hoga ya ap kitna loss afoard kar sakty hain aur kitna loss recover kar sakty hain aur agar order place karny k bad market ap k order k against jati hai aur ap k analysis bad mein karty hain aur analysis k mutabiq market ka trend change ho gaya hai tu apko chahye k kam loss mein order close kar dyn aur koi aur pair dekhyn aur acha order place kar k loss recover karyn aur patience k sath kam karyn emotional mat hon jitna relax ho k market mein kam karyn gy apko itna he faida hoga.
            • #7 Collapse

              Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

              jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut ker dain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi information oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi planning ky sath achi earning bhi hasail kerny ky liay aap ko acha bonus mailta hay oor aap achi planning ky sath achi trading ker sakhty hain oor acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi trading Kerny ky liay aap ky pass knowledge oor expriences hona chahay aap ko market ka analysis kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap achi planning ky sath achi trading ker sakhty hain.
              • #8 Collapse

                Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

                Dear friend forex trading main humy apny knowledge or experience k mutabiq trading karni ho ge jis sy hum ache earning kar sakeny gy agr hum sy koi galti ho jay or hum galt trade laga dan to phr humy apni trade ko foran close kar dana chae ha ta k humy ziada loss na ho is tahra hum log behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jtni ache earning karny gy to humy ziada profit hasil ho jis k ley humy ziada sy ziada mehnat karni ho ge jtni mehnat karny gy utna he ziada profit hasil ho ga is ley humy apny knowledge or experience ko ziada sy ziada karna ho ga ta k hum kamyab ho sakeny
                • #9 Collapse

                  Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

                  Jab ham log trade open Karte Hain To Ham Logon Ko chahie ki Ham Logon trade ko open karne se pahle market ko analysis kar liya Agar ham log Aisa Nahin Karte Hain To Ham logon ko bahut hi nuksan ho sakta hai Ham Logon Ko trade open karne ke bad analysis Nahin Karni chahie Ham Logon Ko trade open karne se pahle analysis karne chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

                    Forex trading Mein Hamen Apne knowledge experience ki baat karni Hogi jisse Ham acchi aadami kar Sakenge Agar Hum Se Koi Galti Ho Jaaye To Hamen chahie apni Galti batao jode aur apni Galti ko durust karke ismein trading Karen Agar apni Galti ka dost Karke uski trading Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge Ham kamyabi ki nangi Kochu Sakenge isliye Hamen ek hi chij per Dhyan Rakhna hoga Agar Ham galat trade Laga De to Fir Hamen apni trade co foreign theek karna hoga aur usko acche se trailer gadi Hogi jisse Hamen Achcha bonus mil sake Kyunki Garam Masala trail Gati Hai To vah Hamari train Jaati Hai Uska Hamen Koi Nahin Milta
                    • #11 Collapse

                      Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

                      Orders place karny key bad market analysis karny ka agar koi faida hota to har trader hi esa karta aur kamyab be hota magar esa possible nahi hay key orders laga dey jaye aur es key bad market analysis karna hamy faida de saky, koshish karni chaye key orders es time tak na lagyan jab tak market ko technically be aur fundamentally analysis na kia jaye, 1 dafa market me orders place ho jaye to es key bad market ka jaiza lena hamary kesi kam ka nahi hota hay, ham apny orders me bad me kesi kisam ki modification nahi kar sakty hey es ley orders ko bad me place karny ki planing karen pehly market ko analysis kia karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

                        Dear friend Agar to market to analyse kar liya gaya hai aur uske bad koi train open Ki Hai To usko chalta rahe the jab tak vah Ek take profit yah stop loss Itna kar le Kyunki agar aap market ko Chitra analyse kar lete hain to aapko Pata hota hai ki market Usi Tarah movement Karegi Jis Taraf aapane trailer gai hai lekin agar aap trade Laga kar Uske bad market ko analyse karte hain to uska koi fayda nahin hai use trade to close kar dena chahie aur apne loss ko Bachana chahie to isliye aap risk Kabhi mat le market ko acchi Tarah Se analyse kar ke Ek accha signal Hasil Karke FIR hi trade open Karen Kyunki Forex trading Ek bahut risky business hai ismein aapki Ek Galti aapke account ko Vash kar sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jo traders orders laganay k baad analysing krtay hain wo order cut kr dain?

                          Ji Assalamualaikum Pyare bhaijaan Forex trading Mein Hamen Apne knowledge or experience ke mutabik trading Karni Hogi jisse Ham acchi earning kar Sakenge Agar Humse Koi Galti Ho Jaaye aur ham Galti trade Laga De to Fir Hamen apni trade ko foreign close kar dena chahie Taki Hamen Jyada loss Na Ho ISI Tarah ham log baithkar planning aur tarike Ka se trading Karke Kamyab ho sakte hain isliye Hamen Jyada Se Jyada bhitar planning hoti kekra se trading Karni Hogi jitni acchi aadami Karenge To Hamen Jyada profit Hasil Hoga Jiske Liye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi jitni mehnat Karenge utna hi jyada profit Hasil Hoga isliye Hamen Apne knowledge or experience ko Jyada Se Jyada karna hoga Taki Ham Kamyab ho sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                            dear forex forum main members say maira yeh sawal hay k ham main say kuch traders aisay bhi hain jo markeet main orders laganay k baad markeet ko analyse krtay hain phir unko kia order laga rehnay daina chaye apni kismat azmani chaye ya order ko cut kr daina chaye?
                            Dear jab ap Forex mai trading karty hain tu ap ko pata hona cheye kay es mai trade karny kay leye jo analysis keye jaty hain woh sub sy pehly hoty hain. esleye koshish karain kay jab be ap trade karain us sy pehly ap analysis karain us kay bad ap es mai trade kar sakty hain. pehly analysis karny sy ap ko faida yeh hota hai kay ap es ki support or resistance ko find kar laity hain or bad mai ap es mai achi trade kar kay faida otha sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X