Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

    hm apni trading ko acha bna k hi loss ko km kr skty hn agr hmare analysis ache hnge to trades profit ma jain ge.hmain zeada sy zeada practice krni chahea aur zeada experience hasil krna chahea jis sy hm zeada kamyab hoty hn aur ache trading kr skain gy aur km loss krin gy .hmain apni technkcal aur fundamental analysis ko behtr bnana chahea isi mn kamyabi hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

      aslamu alekum agr ham mehnat krin tu zeada nuqsan sy bach skty hain yr mehnat ham krty nhi hain yu pher loos hi hona jo marzi kam kr lain ham es dunia ka bena mehnat key ham zero hain.es ko samjhny ky baad jb ham kam krin gy tu hi loos sy ham bach sakin gy
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

        Mere bhai, forex trading mein srf mehnat aur samajhdari se hi trading karne se nuksan ko kam kia ja sakta hai. Ap agar chahte hai ke ap ko ziyada nuksan ka samna nhi karna pare to ap achi tarha se forex trading ko sekhne ke bad, demo account pe practice kar ke apni trading skill ko improve kare aur jab ap demo pe trading karte hue ek achi strategy banane mein kamiyab ho jae to real trading start kare ge to ap ko nuksan kam hoga.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

          WaAlaikum Salam, Dear, Iss mein Kuch cheezon ki zaroorat hoti hai Jese k Sabar, Tajurba aur Market analysis type kuch cheezein...
          SO, Behtar yh hota hai k aap ik demo account mein maximum practice krein aur uss sy tajurba hasil karein... Real account mein bht sy log Jald baazi kaa muzahirah krty hain aur trade kr dete hain lekin yh galat hai humay sirf ussi waqt trade krna chahye jb humay 70% win ki guarantee ho.. uss waqt k liye intezaar kry aur beshk uss time tak demo account mein practice krein aur market sy ba-khabar rahay
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

            Bhai agar ap ko ziyada loss ho raha hai to is ka matlab ye hai ke ap apni trading strategy change kare us ko mazed behtr banae aur apne money management ke rule ko sakhti se follow kare aur koe bhi trade open karne se pahly achi tarha market ka jaiza le le. Is traha ap kafi had tak apne loss ko kam kar sako ge.
             
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

              Loss aur profit har business ka hisah ha, forex chun aik risky aur complicated work ha is lye ma loss se bachnay k lye proper planning aur trading strategy ki zarurat hoti ha, ap ko market ko ashi tarh se chart ko read karna padta ha, fundamentally aur technically basis pe market ko analyse karain, trend k follow karain, money management k mutabiq lot size, stop loss aur take profit ko set karain, greed se avoid karain, apnay emotions pe control rakhain, strong signals pe entry lain, agar yeh tamam chazain ap trading k doran zehn ma rakhain gay to ap loss ko kam kar saktay hain balke ashi earning kar saktay hain, hamesha rules ko follwo karain, aur trading ko seriously karain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

                jub koe bhi kaam insan karta hy to ibtda main us ko us kaam main mushkel pish ati hy koe bhi insan kesi bhi
                ko shore karny sy pehly us kam k maher ni ho jata bulkeh woh us kaam ko ahesta ahesta sikhta hy agr to woh
                us kaam main hony wali mestics ko countroul karty jaen gy to hum us kaam main juld as juld kayab ho jaen gy
                to forex main bhi kaam karty waqt hony waly loss ko com karny ka bhi yahi tariqah hy keh hum kaam karty
                waqt hony wali mestics ko countroul karin to hony wala loss bhi kum ho jae ga
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

                  Assalamu alaikum brother... Agar aap trade open karne se pahle a apna take profit aur stop loss define kar lete hain aur trade open karte waqt set kar dete Hain to is se aapko loss kam se kam ho sakta hai.. stop loss Ek behtarin tool hai hai aur har trade mein stoploss ko lazmi use karna chahie jab aap stop-loss use karenge to aapki trades bade losses se save Ho jaayengi. Vaise aap jab bhi trade open Karen to market Trends aur movment ko dekhte hue a analysis karke hi kiya Karen. Agar market bullet train par hai hai aur aap cell ki trade open kar dete Hain to definitely aapko loss hoga hi. Isliye a trade open karte waqt apna homework complete kar liya Karen.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza:hum apnay loss ki percentage ko kaisy kam kr skty hein?

                    Ji bhai ham apne percntage ko mehant ur ziyda kam karne ke bad kam kar sakty han agr mind ko thke kar ke kam kare to los c bacha kar keo ke ham jitna mehant ke shat tarade kare gy itna he los ke parcntage kam ho gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Dear jab ap apni trade ko previous month wali trade sy compare karain gy tu ap ko kudh pata chal jaye ga kay ap kon kon c mistake karty hain or un ko kaisy cover kiya ja sakta hai. Ap ko cheye ky jo be trade ap open karian. Woh proper analysis karain or us kay bad open karain. es sy ap ko faida yeh hoga kay ap sahi sy apni trade ko open kar skaty hain or ap ko apni support or resistance ki madad sy acha faifda hasil ho sakta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X