Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

    Forex esa business hay jes me trading ki jaye to traders ko 2 cheezu ko control karny se kamyabi mil jati hay (1. Greed, 2. Emotions), Trading me nuksan hi greed se hota hay aur emotional hony se ho sakta hay, maximum jetny be professional traders market me trading karty hey without greed aur emotions ki trading karty hey aur esi trading 100% kamyab es ley hoti hay key traders apni felling ko control karny ki har possible koshish karty hey, trading experience aur learning ki waja se traders ko market me profit ho ya per loss greed aur emotions par control karny me help dety hey, learning ki kami aur market information na hony ki waja se traders greed aur emotional ki trading me loss kar sakty hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

      Jee friend apki bat thk hy me agree krta hn is bat py. Aur ye kehna chahun ga k trading ko successful bnany k lye zruri hy k jo b conditions aur halat hn emotional ni hona chahye. Sbr sur tahamul sy trading kren. Avr profit ho rha hy tu b ziada exited aur over smart na bnen. Agr loss ho tu b jzbati faisly na kren. Is lye miana rawi akhtyat ki jay hr kism ki trading me. Emotional hony sy hm apny trading ko mazeed khassary me ly ja skty hn hamain emotional trading say bachna chaheay....q kah forex main emotions kisi bhi trader k leay enemy sabit hotay hain aur us k leay loss ka sabab bantay hain...q kah emotions main aa kar jab koi trader market ko analyse karta hay to us say mistake ho jati hay jo loss ka sabab banti hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Husnainah پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum dear friends har EK business mein loss or profit uska hissa hote Hain to agar hamen kabhi loss Ho jaaye to hamen se himmat nahin harni chahie aur kabhi bhi apne loss per emotional nahin hona chahiebalke apni galti se sikhana chahie aur use galti ko theek karke dobara se mehnat karni chahie aur emotions mein nahin aana chahie tabhi aap ismein safal ho sakte hain
        Forex Trading
        AOA umeed hai SB theek hongy jaise k aaap janty Hain forex py bhot se log individual companies broker's social companies and dafatar trading krty Hain.
        Click image for larger version

Name:	IMG_20201004_113657.jpg
Views:	1
Size:	197.3 کلوبائٹ
ID:	12333872Kyu k ye world global market Hain is mein aam awam bhi trading krti Hain. Ismein 90% log loss krty Hain jabke 10% profit kyuk logo k bhut zyda tadad isko smjhati nahi hai isko time nahi dety.
        Dirrect Trade Without knowledge
        direct trade krty Hain unk pass knowledge wagaira kuch bhi nahi hota without knowledge trading krty Hain or phir lose krty hain.or phir market ko chorh jaty Hain.
        Click image for larger version

Name:	IMG_20201005_063210.jpg
Views:	2
Size:	204.2 کلوبائٹ
ID:	12333873
        Trading with Planning
        Trading humesha planing se hoti Hai aghr planning se trading krengy Toh Kamyab hongy otherwise loss waly loggo mein shamar high.
        Click image for larger version

Name:	IMG_20201005_063139.jpg
Views:	3
Size:	175.0 کلوبائٹ
ID:	12333874
        Trading mein successful Hain Toh time management set Karen zyda mehnat Karen zyda twaja dain forex pay jitna zyda ho SQy Seniors se sekhain jitni effort hogi utna faida hoga.
        Click image for larger version

Name:	IMG_20201004_113707.jpg
Views:	5
Size:	195.4 کلوبائٹ
ID:	12333875
        Aik time table bnain or mehnat Karen daily ka aik target Bana k kaam.karen.
        Emotion in Forex
        Forex py kaam krty wqt emotions py kabu pana bht zururi hai hai aghr emotions py kkabhu nahi paingy toh loss hi hoga. Laluch pan sirf loss deta Hain khud ko improve Karen or earning krengy.
        Click image for larger version

Name:	IMG_20201005_063222.jpg
Views:	2
Size:	143.3 کلوبائٹ
ID:	12333876
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

          Ji bilkul trading main emotional hona dangerous hi emotional Hoke aur jaldbazi mein trade open karne mein Hamen Lok ka Samna karna padta hai members trade ke liye Ham Sab Jante Hain kitne process se guzarna padta hai aur Sabar se kam karna padta hai Agar ham emotional hokar jaldbazi mein trade open Karenge Tu Ham bahut se process Bhul jaenge Jis Tarah Ham Sab Jante Hain trade open karne se pahle money management ka hona lazmi hai money management ke bagair ham lot size ka ham best tarike se use nahin kar sakte Jab ham apni trade ko acche se a apan Nahin Karenge bahut Sare process Bhul Jaenge aur aise hi trade open kar denge To Hamen loss ka Samna to Hoga best hai emotional side mein Rakhe aur apni learning kaise use Karen mind kaise use kare planning Iske bad hi trade open Karen Forex marketing mein Agar ham bread ka use karna a Jaaye To Ham unlimited earning kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

            assalamu alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai trading mein emotional nahin hona chahie emotional hokar trading karenge to aap aapko loss ho sakta hai isiliye soch samajh Kar market ko acchi tarah analysis karke sabir ke sath trading Karen market ki movement ko samajh Kar apne experience aur knowledge ke sath agar emotional mein aakar trading karenge to overtrading hogi aur aapk aacount bhi wsah ho sakta hai isiliye apne record ko safe rakhen apne emotional ko control mein rakhen soch samajh Kar trading Karen sabir ke sath vahi members kamyabi hasil karte Hain Jo soch samajh Kar mehnat aur himmat ke sath kam karte hain suber hota hai aur Forex trading mein fresh mood mein main kam Karen emotional ho kar ya pareshan hokar trading na Karen aur zyda open na Karen apne account ke mutabik lot size rakhen ke aap ka account bhi safe Rahe aur aap achcha profit hasil ka sake Forex trading mein sabir Karne wale hi kamyabi hasil karte Hain aur accha profit hasil karte Hain isiliye soch samajh Kar kam Karen mehnat aur himmat ke sath bahut se members aise hote Hain Jo emotional ko control mein nahin karte aur forex trading karte hain jisse unko loss hota hai aur woh trading mein kamyabi hasil nahin kar sakte aise member kamyab nahin hote agar kamyab hona hai hai to apne emotional ko control Mera ke trading Karen market ki movement ko samajhkar market ke candle soch samajhkar trade open Karen aur money management ke sath apne account ke mutabik lot size rakhen
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

              ASSALAM U ALAIKUM,
              Forex mn trading karte hue hamen kabhi bhi emotions ke sath nahin karni chahie hamesha soch samajh Kar trading karni chahie agaram trading kar rahe hain to hamare pass market ke related information Kaho na acche experience or knowledge ka hona bahut hi jyada jaruri hota hai jab tak hamare pass acha experience or knowledge nahin hota market ke related information nahin hoti tab tak Ham Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte Forex mein vah log kamyab hote Hain Jo mehnat learning ke sath apna Kam karte hain apna Kam ek responsibility samajh Kar karte hain agar Ham bhi kamyabi hasil karna chahte hain to hamen sabse pahle apne analysis ko strong karna hoga without analysis ki Ham kabhi bhi acchi aur successful trading nahin kar sakte agar hamare analysis strong nahin hai to hamen demo account ka use karna hoga kyunki time ho count kesari Ham apne analysis ko strong banaa sakte hain forex market ek stock market hai jismein mehnat aur learning ki jarurat hoti hai jab tak Ham mehnat nahin karte apne in learning ko improve nahin kar lete tab tak Ham kamyabi Bihar se nahin kar sakte to hamen chahie ki Ham hamesha Forex mein soch samajh Kar kam Karen Koi bhi jaldbaji Na Karen agar Ham jaldbaji ke sath kam karenge to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakenge
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                G han hamen trading men emotional bilkul bhi nh huna chae agr ap emotional hujaenge to ap trading krne men masla darpesh huga es leay trading mem bilkul bhi emotional na hun balke araam ke sath ar zehni sakoon ke sath trading kren .
                Lalchipan.
                Trading krte wakt lalich ka muzahira na kren agr ap lalichbkrenge to ap ko kabhi bhi faeda nh hune wala es leay ap lalcihipan ko chor den .q ke greed is a curse hy .
                Overconfidence ..
                Ap overconfidence bilkul bhi na hun balke tasli ke sath apni trade ko jari rakhen aur apna kaam kren .
                Calmness.
                Bilkul calmness aur sakoon ke sath kaam kro jaldbazi bilkul na kren jab ap sakoon ke sath aram se trading krenge to ap eska faeda ziada huga
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                  Forex mein apne emotional mind ke sath aur stress mind k sath work our trading nahin karni chahie jisse forex main hum achi trading nahin kar sakte hain our forex main hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex main achi kamyabi hasil karne ke liye aur achi trading ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading sabar ke sath karne chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie forex main achi kamyabi hasil karne ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading se pahle market ko achi tarah se analyse karne chahie forex trading mein hamen market ka fundamental our technical analysis karna chahie kyonk forex main achi trading ke liye aur achi earning aur achi kamyabi hasil karne ke liye market ka fundamental and technical analysis hamare liye bahut hi zaruri hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                    ge bilkul . forex trading me kam karny klye hamen apny jazbat pay control rakhna chahye , hamne chahye keh ham forum ke rules ko follow karen aur jo bi kam karen chahy wh gtrading se related ho , market analysis se related ho ya forum pay posting karny se related ho , hamen apny jazbat pay aur apny mind py control karna chahye , agar hamen loss hota hy ya kabi bi hamari wish ke hisab se market ka trend ni chal raha hota to hamen bht ziada afsoos hota hy , aur ham kabi kbi gusa bi karny lag jaty hain , laken hamen aesa ni karna chahye , is se yeh hota hy keh ham proper planing ni kar paty aur aunny waly wakat klye ham market ka proper analysis bi ni kar paty , agar ham planing karty hain to hamary pas acha profit a sakta hy aur ham is profit se achy paisy kama sakty hain aur agar ham jazbat men a jaty hain to ham kabi kabi bi achi planing ni kar paty . hamen chahye keh apny dimakh ko active rakhen aur future ke bary me strategy bannae , jab bi kabi hamen aesa lagy keh ham apny jazbat me a arhy hain ,to haemn foran se khud pay qaboo pa lena chahye , jazbat me lye gay faisly hamesha ghalat hoty hain aur jab bi ham emotional hoty hain to hamen kabi bi achy profit ki umeed ni rakhni chahye , hamen trading ke wakat bilkul normal behaviour show karna chahye , jab bi ham normal rahen gy to hamari thinking approach bi thek tarah se kaam kary ge , aur jab bi ham apny ehsas me a kar kam karen gy to ham kabi bi acha decision ni kar saekn gy
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                      Assalamualaikum dosto umeed hai k ap kheriyat se honge
                      Ji han dosto Hamain jab open trade main continue loss ho raha ho ya hamain kisi open trade main acha profit hasil ho raha hota hai tou ham emotional ho jaty hain jab ham loss ki waja sy emotional hoty hain tou aesy time per ham samajh rehy hoty hain ky hamain forex sy profit hona bahot mushkil hai isliay jab insecure trade kerna shoru ker dety hain tou ghalt trades open kerny per hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai aur account wash bhi ho sakta hai jabky agar hamain kuch trades main continue profit hasil ho jata hai tou ham khud ko forex trading expert samajhna shoru ker dety hain ky ab ham jo bhi trade open kerain gy tou hamain profit hi hasil hoga tou ham aesy main bara profit hasil kerny ky chakkar main jab bari lot use ker ky trade kerty hain tou phir jald hi hamara account wash bhi ho jata hai
                      Emotions ko trading main control kerna zyada mushkil kam nehi hai agar ham apni her trade ko stop loss aur take profit laga ker market ko continue observe kerna chor dety hain ky jab hamara stop loss ya take profit hit ho chuka hota hai isky bahd ham market open ker ky new trade ki planning aur analysis kerna shoru ker dety hain tou phir ham kabhi bhi emotional nehi hoty trade kerty huey aur na hi ham koi mistake kerty hain emotional hony ki mistake sirf us waqat kerty hain jab ham market ko continue observe ker rehy hon aur hamain earning ka bahot acha chance nazar aa raha ho jo hota nehi hai tou ham trade open ker ky bara loss ker lety hain
                      Thankxxx...
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                        forex aik best business hai hum is mai agar emotions ko kabu mai rahk ky kam kara ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai posts kar sakty hainn hum i smai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hai hum is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam kara ho ga forex aik international or kabe be katem na hony wala acha business hain hum is ma apne marze sy tme table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe aik be galt kar dety hain to harma nuqsn hi jata hain hamy is mai ahteyst y kam kara hoga pher he hum agy bar saky gy hum is mai apny boss kud ap he hoty han hum is mai agar emotional ko kab mai rahk ky kam kara ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hai to hamara loss hai hamy is mai pane bad feelings ko kabu mai rahk ky km karna ho ga forex aik best karbar hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be lga sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik amm busiess jasa nahi hain hum is mai dunay ky bary bary mumalk sahml hai forex ak unique business hai forex aik best karibar ain
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                          Forex market mai kaam karna hai to Hum ko emotional ni hona chaye kun k Hum agar ais market mai emotional ho jaty hai to ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais market mai koi exchange lagai hai aor aus standard ap ko misfortune ho jaye to ap ko ais market mai mazeed exchange ni lagani chaye agar ap aus time emotional ho jaye gay to ap ais market mai misfortune kary gay ap ko ais market mai misfortune se bachna hai to ap ko ais market mai hamesha choti parcel use karni ho gi aor aus k sath ap ko ais market mai apni exchanges k sath stop misfortune use karna ho ga tab ap ko ais market mai faida ho ga forex trading fundamental apny emotionl ko control kar k trading karni hogi q k jub Hum apny emotionl ko control nahi karty hain un ko zyda misfortune hota hai emotionl ko control na karny se hmari trading primary misfortune hony k chnaces zyda hoty hain qk ayse he Hum se zyda galtian hoti hain or Hum apni trading principle kamayb ho skty hain tu hmain chahye k kbhi bhi apny emotionl fundamental a kar na tu galat exchange lgaen na he bari part lga kar zyda benefit ka lalach karen jub ap ayse kam karty hain tab he apko misfortune hota hai or ap apni trading primary apny account ko bhi khtry fundamental dal dety hain es liye hmaisha apni trading fundamental soch smjh kar or apny account ko spare rakh kar trading karen ap jald bazi karty hain tab he ap apni trading principle kamyab ho skty hain es liye apko chahye k aghr ap chahty hain k ap ko misfortune kam se kam ho tu apko apni trading fundamental soch smjh kar trading karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain es liye ap aghr kamyab hona chahty hain or misfortune se bachna chahty hain tu apko apni trading principle jald bazi se nakam ho skty hain or hmain misfortune bhi tab he hota hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                            hamy forex mai emotions ko kabu mai rahk ky kam kara ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum s mai din ma be kam kar sakty hain hum is mai apene marze sy time table bana kar kam kar sakty hai hum is ma posts kar sakty hai hum is mai trade be laag sakty hai hm is mai posts kar sakty hai hum ismai trade be laga sakty hain hamy is ma kamayeb deny waly tools ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is ma bager balace account bana kar be kam kar sakty hai hamy us mai soch samj kar is mai kam kara ho ga hum is mai bager balacne acount bana kar be kam kar sakty hain hum isy apna lf etme career be bana sakty hain hum s a apny boss kud ap he hoty hain hum is mai agar laalci ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai raat mai be ka mkar sakty hain hum s mai aik din mai aik lmit ky mitabik kam kar sakty ain hum is a over limit ky mutbaik kam na kar sakty hum is mai agar kam karty hoe aik be galto kar dety hain to harma nuqsan hai hamy is mai hateyt sy kam karna ho ga hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma loss hain hamy learning gain kar ky aik tme table bana ka rkam karna ho ga pher he h pasa kama saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam kart yhai to harma loss hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                              Yes exactly kabhi bhi trading mein Main emotional Nahin Hona chahie Hamen Hamen Hamesha Soch Samajh Ke trading Karni chahie aur trading karte hue market ke analysis karna bahut jyada jaruri hai agar Ham market ke nurses karte hue working Karenge To Ham bahut jaldi Kamyab ho sakte hain aur Jaise hi Ham trading start karen to kabhi bhi last day Jaise ke Friday cooperating na lagaen Kyunki Friday ke bad weekend start ho jata hai aur vah trading bahut jyada hold mein aur loss main bhi teli jaati hai isliye Mande ko jo market open ho to Mande sabse best hota hai trading ke liye market ki movement bhi bahut fast hoti hai aur bahut acchi movement hoti hai isliye aapko chahie ki Mande ko hi trading Karen aur kabhi bhi emotional na hota agar aap depressed Hain To aap kabhi bhi trading na Karen Kyon Kaisi trading aapko loss male a Jaati Hain aur Hamesha Aisi trading Mein loss hi hota hai isliye Hamen koshish Karni chahie kya kabhi bhi trading Mein loss na hone De Hamesha property Hona chahie isliye Kabhi emotional hokar trading na Karen Hamesha Socha samajh Kar Hi working karne chahie aur Soch samajhkar trading Karni chahie Ta k Ek Acha profit earn Kiya Ja sake aur ek achy trader ban skain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye

                                Emotions In trading ::

                                Assalam o Alaikum dear friends trading ek esa business hai jis main aap agar mehnat karen to very Good earning kar sakte hai lekin Agar aap trading main mehant ki bjaye emotions k sat trade karen our Short cut ka use karen wo gambling main aa jate hai our aap trading main phir just loss hasil karen ge emotions actually insan k andr mojod hote hai jab b aap ko koi surprise milta hai aap emotions use karte hai trading b ek surprise business hai jis main agar ham mehnat karen to good earning ho jati hai is liye log is main koi shortcut method talash karne k liye lalach ka use karte hai big lot k sat high leverage k sat money management k bagair he trade start kar dete hai our bara loss hota hai

                                How to control emotion's::

                                dear friends agar ham emotions par control kar len to ham ache trader ban sakte hai emotion ko control karne k liye mandarja zail tarika apnayen :

                                1 = hmesha Good learning k sat trading start karen
                                2 = kabi b bagair analysis k trade enter na karen
                                3 = money management ka use karen
                                4 = Stop loss ko use kare
                                5 = bara risk na len apne capital k 5% tak risk len
                                6 = Good strategy k sat trade karen
                                7 = demo account ka daily bases par use karen
                                Ayisha Cutey's Trading Journal
                                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X