Jaiza: stop loss use na krnay ka nuksan?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: stop loss use na krnay ka nuksan?

    Stop loss aik aisa tool hay jis kay use say aik trader apnay trading account ko easily manage kar sakta hay kun k stop loss account ki management bohat important kiradar ada karta hay. Koi bhi trader all time trade open kar kay trade aor Forex trading market ki rakhwali nahi kar sakta kun k Forex market main price ki movement any time change hoti rehti hay es liay koi bhi trader any time market pay nazar nahi rakh sakta esi wajah say baz dafa aisa hi hota hay k traders market ki mukhalif movement honay par loss kar bethtay hain es liay aksar kamyab aor achay traders stop loss jaisay tool say faida uthatay hain kun k stop loss ko trade open karnay kay sath hi set kar dia jata jes say loss set kiay howay us point tak hota hay jahan tak trader loss ko bardashat kar sakta hay aor stop loss ki wajah say ziada loss nahi hota aor na hi account wash hota aor agar aisa na kia jay aor stop loss ko use na kia jay to loss itna ziada hota hay account bhi wash ho jata hay jes say loss ko recover bhi nahi kia ja sakta es liay stop loss ko zaror use karna chahiay aor kisi bhi big loss say bachna chahiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: stop loss use na krnay ka nuksan?

      forex trading main stop loss aik boht he acha trading tool hai jis k sath hum apni trading ko kamyab bna kar achi earning kar skty hain stop loss es liye use kiya jata hai k hum apni trading main loss ko aik point par lock kar dety hain jis se hmain os se zyda loss nahi ho pata hai tu hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu apni trading main stop loss ka use karen jis k bgaor hum apni trading main kamyab ho skty hain
      stop loss use na karny se jub hmain loss hota hai tu wo zyda ho jata hai jis se account wash hony k chnaces barh jaty hain es liye kbhi bhi stop loss ka ignor na karen aghr ap apny account ko save rakhna chahty hain tu
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: stop loss use na krnay ka nuksan?

        Forex mein stop loss aik ehm option hai stop loss ka buht ziada faida hota hai Forex mein jtna ziada stop loss ka faida hota hai aur kise waja se nahin hota Forex mein hum koi bhi trade open karain tu us mein stop loss ko lazmi lagana cahaiye kiok stop loss ka buht ziada faida hota hai jab hum trade open kartay han tu hum trade ko open Karne Kay leye market ka analysis kartay han aur market ka analysis kar Kay trade open kartay han tu is analysis ki bais par hum ko stop loss bhi set Karna cahaiye kiok stop loss ka faida ye hota hai k agr trade loss mein jati hai tu ap ko ziada loss nahin hota aur trade us point par close ho jati hai js point par stop loss ko set kiya hota hai aur account wash hone se bach sakta hai aur stop loss ko laga kar trading Karne se hum market mein ziada waqt Kay leye trading kar saktay han aur Forex mein loss ko recover kar Kay profit earn kar saktay han hum ko apni trade mein stop loss ko lazmi lagana cahaiye is ka faida hi hota hai nuqsan koi nahin

        اب آن لائن

        Working...
        X