Jaiza: risky trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: risky trading
    Assalamu alaikum dear friends main Jana chahta hun ki hamen ek trade mein kitna risk Lena chahie aur kis hisab se Lena chahie kyunki jyada risk lene se loss ho sakta hai to hamen main kis tarah se usko kam kar sakte hain aur kachhi trading kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: risky trading

    Dear jab ap ais market mai kaam start karty hai to aus time ap ais market mai kaam karny k liay aik trading plan banaty hai k ais market mai ap ne kaisy kaam karna hai agar ap aus time ais market mai ye decide kar lety hai k ap ne account mai jitni investment karni hai aus par ap ne kitna zayda risk lena hai to ap ais market mai asani se servive kar skaty hai kun k ais market mai ap jitna zayda risk ley gay ap ko ais market mai atna hi zayda profit aor loss ho ga agar ap ais market mai risk zayda lety hai to aus par ap ko profit ho to wo kafi zayda hota hai magar jab ausi trade par ap ko loss hota hai to aus ki waja se ap ka account wash ho sakta hai ais liay ais market mai soch samjh k atna hi risk ley jitna ap ka account bardast kar ley.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: risky trading

      Forex market main her open ki jany wali trade hi risk hoti hai ky ham jab bhi koi trade open kerty hain tou hamain sure nehi hota ky hamain open trade main profit hasil ho ya ga loss hoga lekin jab ham baghair market analysis ky baghair achi planning ky trade open ker ky continue kerty hain tou hamain phir loss hi hota hai forex market main trade kerna bahot bara risk hai lekin ham apny experience ky mutabiq same trading main risk level ko minimize ker ky trade continue kerty hain tou hamain phir open trade main acha profit bhi hasil ho jata hai

      Forex market main risk management kerny ky bahd open ki jany wali trade main hi hamain kuch profit hasil ho sakta hai lekin baghair risk management ky ham jo bhi trade open kerty hain hamain is main loss hota hai agar ham trade open kerny sy pehly achi terha planning risk manage aur money management nehi ker sakty tou hamain phir her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit zarur use kerna chahiay warna hamain sirf loss hi hota rehy ga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: risky trading

        Dear forex trading aik online buisness hai is mein jahan profit hota hai loss bhi hota hai aur jab bhi ap trade lagaty hain tu is se pehly ap ko apny account balance k mutabiq management karni chahye aur apko pata hota hai k ap ka balance kitna hai agar balance kam ho tu ap choti lot lagayn aur apny total balance ka maximum 10 percent tak ka risk lyn agar is se zayada ka risk lyn gy tu apko agar loss hua tu revover karna mushkil ho jaye ga is liye ap ko chahye k ap achi tarha soch k lot lagayn k ap kitna loss afoard kar sakty hain aur jab trade lagayn tu stop loss bhi must lagaya karyn is se apka adha risk kam ho jata hai risk mein kafi sari cheezyn involve hoti hain is liye har tarha se manage kar k tarding karyn aur analysis k baghair trade open mat karyn agar risk kam lyn gy tu loss ka dar kam hoga aur ap slow slow choti lot k sath trading kar k profit earn karyn aur capital increase karty rahyn.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: risky trading

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy forex trading main ache earning k ley normal trading karni chae ha ziada risk ni lana chae ha jab hum ziada risk laty Han to humara account risk main hota ha or humy ziada loss hota ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jtna hum manage kar k trading karny gy to humy ziada profit ho sakta ha warna humy loss ho sakta ha is ley humy both soch samj k trading karni ho ge is ley humy ziada sy ziada profit hasil karny k ley proper stop loss or take profit istamal karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: risky trading

            dear aghr ap forex main apny risk ko kam krna chahty hain tu apko chahye k ap apni trading main small lot k sath trading karen q k jub ap small lot ks ath trading karty hain tu he ap ki trading main risk kam hota hai har mamber ko chahe k es bat ko midn main rakhen k forex main jitni lot hoti hai otna he hmain forex main risk hota hai or otna he hmain loss hony k chnaces hoty hain es liye aghr ap chahty hain k humari trading main risk kam ho tu small lt ks ath trading karen ayse hmain loss bhi kam hota hai or hmara ccount bhi wash nahi hota hai yah forex main apny account ko save rakhny k kam ati hai q k bari lot k sath hum kbhi bhi kamyab trading nahi kar skty hain ayse jub loss hota hai tu hmara account bhi wash ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: risky trading

              bhai jan aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu apko apni trading main kam se kam risk k sath trading karni hogi q k kam risk k sath he trading karny se hum profit lay skty hain esliye hmaisha aik acha trador small risk k sath trading krta hai jis main wo small lot k sath trading krta hai jis main hmain loss hony k chnaces bhi kam hoty hain sath main aghr loss ho jay tu hum os loss ko asani se recover bhi kar skty hain es liye hmain soch smjh kar trading karni chahye jis se hmain acha profit mily loss na hony oay small lot k sath stah hmain apni trading main stop loss ka bhi use krna hoga q k stop loss k sath trading karny se hum apni trading main loss ko kam kar skty hain or apny account bhi wash nahi hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: risky trading

                ap ko apna risk money management ke hisab se lena chhaiey or ap ka risk ap ki per trade me ap ke capital ka 2% se zeyda nehi hona chahie
                dear agr ap safe and secure ho ker trading karna chahtay hain tu is ke liey risk ap ka calculated hona chahiey take ap ko single trade per boht zeyda loss na honjaye ya ap apni single trade per Apne capital ka boht zeyda risk na le le is ke liey lazmi ha ke agr ap ke pass 100$ hain tu per trade ap ka risk 2$ se zeyda nehi hona chahie
                agr ap market me trading knowledge hasil karke or analysis karne ke bad trades open karte hain tu ap Apne risk ko kam ker saktain hain
                dear jub ap ko loss hone ke chances kam hotain os wakt ap ka risk bhi kafi kam ho jata ha ke ap ko loss ho ga or waha per knowledge or exprience hasil Karne ke bad analysis ke sath trading karne se ap rsik free trading karne ke sath ap capital ke loss hone ke risk ko 80% se zeyda tak kam ker saktain hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: risky trading

                  insan jo bhi kaam karta hy us kaam ko karny ka maqsad to yahi hota hy keh is kaam ko kar ky main ny is sy naffah kmana hy har aik trader ki soch to yahi hoti hy but yeh lazmi ni hota keh har kaam karny waly ko har kaam main naffah hi ho loss sy buch jae kae logg hoty hain keh us kaam main karnyky baed acha khasa nafah kma lity hain or kae log hoty hain keh nafah ki bjae loss ka samna un ko karna parhta hy to trading main bhi yahi sowrty haal hy keh is ko bhi karna aik risk hi hy keh kuch log to is sy naffah utha lity hain or kuch log is main nuqsan ka shekar ho jaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: risky trading

                    Dear forex member aap jo bhi trade open kartay ho aap risk ly lete ho , trading main koi bhi trade aisi nahi ho jis main risk naa ho, Iss liye aap ko apne account ki capacity kay mutaabik risk lena chahiye , matlab kay aap ko account kay balance kay mutaabik lot size ki trade lagani chahiye agar aap ka small account hai to aap ko lot size bhi small use karna chahiye kiun us say trading ko loss kam ho jata hai, Jitna aap ka lot size small ho ga utna hi aap ka risk ka factor kam hota jae ga aur jitna aap ki lot size bara ho ga utna hi risk ziada hota jae ga, Iss liye agar aap risk kay factor ko kam say kam karna chahtay ho to aap ko thore say thora lot size use karna chahiye, Iss kay ilawa aap ka account ka itna balance ho kay aap ki trade agar loss main jae to aap ka account sustain kar sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: risky trading

                      Ji bhaijaan frustrating 1 online business hai is Mein Jahan profit hota hai loss bhi hota hai aur jab bhi aap train Lagate Hain To is se pahle aapko Apne account balance ke mutabik management Karni chahie aur aapko Pata hota hai ki aap balance kitna hai agar balance kam ho to aap Chhoti lot lagaen aur apne total balance ke maximum 10% Tak ka risk Le Agar isase Jyada tarikh laenge to aapko Agar loss Hua to rever karna Mushkil ho jaega isliye aapko chahie ki aap acchi Tarah Soch ke lote lagaen aap Kitna loss afford kar sakte hain aur jab trade lagaen to stop loss be most lagaen Karke is se aapka Aadhar Ishq kam ho jata hai risk Mein Kafi sari chijen involved hoti hai isliye Har Tarah Se manage Karke K trading Karen aur uske bagair trade open mat Karen Agar Ishq kaam Lenge to loss Ka Dar kam Hoga aur aap slow slow Chhoti lot ke sath trading Karke profit on Karenge aur capital Inc Raksha karte rahenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: risky trading

                        Dear ham sab ko kesi be single trade me etna risk nahi lena chaye aur na hi etna risk leny ki zarorat hoti hay jes ki waja se account wash hony ka daar peda ho jaye, risky trading se na siraf account wash ho sakta hay ye cheez traders ko emotional be kar sakta hay,

                        apny experience aur knowledge ko use karty howy aur apny account balance ko nazar me rakty howy etna hi risk lena acha hay jetna key afford kia ja saky aur jes ki waja se asani se free margin khatam na ho aur na account wash ho saky, risky aur over trading karny ki market me zarorat be nahi hoti market etni fast hoti hay key low risk key base par be acha profit earn karna mushkil ya per namumken nahi hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: risky trading

                          Forex trading mai risk factor ki bohat ziada importance hai. Forex traders ko risk kay barey mai bohat learning aur knowledge rakhna parta hai. Jab account mai balance ajata hai chahay woh pak forex forum kay bonus ka ho ya phir personal investment ki gai ho tou traders aksar apni saari learning aur knowledge bhi bhool jatey hain. Trading mai risk ko define kerna aur apnay liye aik security line banana bohat zaruri hoti hai.

                          Risk factor aik aisa factor jiss ka khayal bhi her trader nay khud rakhna hota hai. Agar account balance 100$ hoto maximum risk 30$ tak laina kaafi hota hai. Kiyu kay iss Tarah account equity strong available hoti hai kiyu kay Agar kisi trade ko hedge kerna hoto uss kay liye margin aur equity ki zarurat hoti hai aur iss Tarah account ka risk bhi minimize hojata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: risky trading

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Husnainah پيغام ديکھيے
                            Assalamu alaikum dear friends main Jana chahta hun ki hamen ek trade mein kitna risk Lena chahie aur kis hisab se Lena chahie kyunki jyada risk lene se loss ho sakta hai to hamen main kis tarah se usko kam kar sakte hain aur kachhi trading kar sakte hain
                            Forex trading Academy difficult business or is Mein kamyabi Hasil karne ke liye bhi bahut jyada mehnat karni padati hai lekin Aisa nahin hai ki Ham is Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte hain Agar Ham mehnat Karke kam Karen To Hamen kamyabi Jarur milati hai aur Hamen yah bhi koshish Karni chahie ke Ham trading karte hue bahut jyada risk Na Le Jab risk bahut jyada Lete Hain To Jyada profit banane ka lalach Kiya jata hai aur profit hone ke nuksan ho jata hai isliye kabhi bhi bahut jyada risk na len isase aapki trading kharab ho sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: risky trading

                              Forex trading business Ek bahut jyada risky business Jis per Ham Apne money management ka Khas Khyal Rakhna bahut jaruri hai aur ek studying Business mein Jitna Jyada Ham risk lete hain Hamen utna Jyada profit aur loss ke chances rahte hain isiliye koshish Karenge Forex trading business Mein Lagate Hue Hamesha tab risk Le Jab hamare pass experience knowledge aur information Ho without information analysis aur experience Hamen Kabhi Bhi Zyada risk Nahin Lena chahie aur koshish Karni chahie ke kam se kam risk per apni experience ke increase kar sake aur apne profit ko increase karne ki koshish ki Jaaye Forex trading business Mein Kabhi Bhi over trade Nahin Lagani chahie aur na hi jyada risk Lena chahie koshish karen ki Apne senior traders ki guidelines ko follow Karen aur accha profit Hasil karne ki koshish karen Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X