Jaiza: ek time mein aaik hi trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: ek time mein aaik hi trade
    assalamu alaikum dear friend ji hamen time mein ek Hi karni chahie kyunki agar hamen lagaenge to use per aasani se focus kar payenge aur ek acche se accha profit earn kar payenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

    G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai trade lagani hai aor ais mai account sath safe rakhna hai to hum ko ais market mai aik time mai aik hi trade lagnai chye aus se hum ko ye faida hota hai k hum agar ais market mai risk zayda lety hai aor hum ko trades par loss zayda ho ga to humra account wash ho sakta hai ais liay hum ko chaye k hum atna zayda risk na ley jis se humra account wash ho jaye agar hum account par risk zayda le gay to humra account wash ho sakta hai ais liay apny account k hisab se trade karni chaye ta k hum ko atna zayda loss na ho account par aor hum asani se ais market mai trade kar saky aor acha profit bana ley ais market mai tab hi kamyab ho gy.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

      Aik waqt mai aik trade kay bohat say faiday hain. Traders ko aik trade ki wajah say bohat si tensions say chutkara mill Jata hai. Aik trade mai traders ko apnay account balance ka use kernay mai bohat asaani rehti hai. Account balance strong honay ki wajah say equity aur margins bhi hamehsa achay rehtay hain. Aik trade mai trader achay lot size rakh kay achi earning ki koshish ker saktay hain. Expert traders hamehsa over trading say mana kertay hain aur aik waqt mai aik trade ko he prefer kertay hain. Jaisay kisi conventional business mai koi businessman aik saath bohat si ashyaa mai investment kerta hai aur koi businessman aik he cheez mai investment kerta hai tou single cheez wala hamehsa sakoon mai rehta hai aur uss kay faislay bhi ziada solid hotay hain. Issi tarah forex trading mai bhi single trade ka faida ziada he hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

        Gee janab yeh bat apko maloom honi chye ky aik waqat ma apko management apny capital ky hisab sy karni ho gi apky pas jitna balance ho ap usi hisab sy apny account ma trades open kro ya bolume utna rakho agr ap full lot ki trade open krty ho to apky pas to mazeed trade ka option he nhi rehta hai apko agr kisi currency pair py doubt ho to aoko usko nhi full lot ma lena chue ap us py test trade minimum lgao aor bad ma ap usko bari trade sy trade kro agr wo aoky favour ma chli jay to usko enjoy kro forex trading ma apko sub sy pehly basic leqrning aor.management sekhni ho ge tb he ap successful ho ky achi trading kr skty ho
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

          Sab sy best trading stretigy yehi hai ky ham aik time main aik hi trade open ker ky continue kerain ky agar hamain profit hasil ho tou ham same profit ko withdraw bhi kerwa sakain jab ham aik hi time main kei trade open ker ky continue kerty hain tou phir aesa bhi hota hai ky aik trade main hi sakta hai hamain bahot acha profit bhi hasil ho jaey lekin other open trades main sy ho sakta hai hamain zyada loss bhi ho jaey tou hamain same loss loss ko pehly recover kerna hota hai isky bahd ham hony waly profit ko withdraw bhi kerwa sakty hain so hamain chahiay ky aik time main aik hi trade open ker ky continue kerain jab aik trade close ho jaey tou hamain dusri trade open kerni chahiay

          Jab hamain aik trade open kerty huey acha profit hasil ho raha ho tou hamain phir same trade ko hi continue kerna chahiay ky aik hi trade sy acha profit hasil ker ky withdraw kerwa sakain lekin jab hamain pehli open trade main loss ho raha ho tou same loss ko sath hi recover kerny ky liay ham aik aur trade open ker sakty hain ky hamara loss bhi recover ho saky aur hamain zyada trades bhi open na kerni perain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

            Yes dear main apki bat se agree karta hon ap agar achi tarha analysis kar k trade open karyn tu mera khayal hai k aik time mein aik he trade kafi hai lekin wo aik trade jo open karyn wo exact time p achi entry lyn aur entry lety waqt resistance aur support ko mad e nazar rakhyn aur jahan tak ho saky technical aur fundamental analysis kar k trade open karyn aur stop loss must lagayan aur usi aik trade p focus karyn aur lot apny capital k acordingly lagayn agar tu account balance kam hai tu choti lot lagayn ta k agar loss ho tu account wash na ho aur loss bhi recover kar sakyn aur jab account bara ho tu lot bari laga lyn us mein ap ko faida hoga aur 2no soorat mein risk 10 percent se zayada mat lyn aur kabhi bhi lalach mein aa k over trading mat karyn jab aik trade lagi hai tu jab wo nikal jaye profit mein us k bad aur trade open karyn.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

              g han bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main aik time main aik he trade ko open krna chaye q k jub hum aik tme mainz yda trade open kar dety hain tu hum he confuse ho jaty hain jis se hum achi performance nahi kar paty hain es liye hmain chahye k aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain zyda se zyda achi or miyari trade lgani chahye or aghr aik time main aik he tarde lgai jay tu wo bhi boht achi earning kar skty hain es liye hmain chahye k kbhi bhi apni rading main risk ko invove na karen jub hum risk ko invoe karty hain tab he hum naakam ho jaty hain or jitna risk hmari trading main hota hai loss bhi otna he hota hai tu apny kam ko bahtr se bahtr karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                forex trading main aik he time main aik he trade opne karni chahye q k aik se zyda trade open karny se hmain loss hony k chnaces zyda hoty hain aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain aik time main aik he trade open karni chahye aik se zyda tardes opne karny se hmara mind aik trade par nahi rahta hai humain confusion hony lag jati hai es liye aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain aik time main aik he trade open karni chahye jis se hum acha perform kar k kamyab ho skty hain es se hmain loss bhi nahi hota hai or hmain risk bhi face nahi krna parta es liye hmain chahye k soch smjh kar tarding karen jis se hmain loss na ho or hum kamyab ho skty hain es liye kbhi bhi apni trading main risk na rakhen jis se ap nakam ho jaen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                  Aisa 1 hi trade us k liyey behat hai jo scalping karta hai. Long term waloo k liyey or b kafi monkey hotey hain trade open karna ki. So jo chotey time frame main karta hai usey chahiyey k 1 hi trade karey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                    g han bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se sehamt karta hun forex trdaing main hmain aik time main aik je trade open karni chahye q k jub hum aik time main aik trade open karty hain tu hum os main acha perform kar k proft earn kar skty hain or aik he trade ko handle krna asani bhi hota hai es liye aghr hum aik se zyda trade open karty hain tu hmain os main loss hony k chnaces zyda hoty hain qk hmra mind sub trades main hota hai or sub ko alag alag angel se dekhna hota hai es liye hamain yah risky kam lgta hai or hmain ayes loss hota hota hai es liye aghr hum aik he trade ko open karen tu hum apni trade ko market k hisab k sath sath har trha se dekh skty hain or kamyab ho skty hain es liye hmain soch smjh kar apni trading karni chahye jis ki base par hum kamayab trading kar skty hain or achi earning lay skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main hum log jtni mehnat karny gy to hum kamyab ho sakeny gy forex trading main humy ziada sy ziada acha knowledge or experience hasil Karna ho ga or aik time main aik trade open karni ho ge or apny account k mutabiq bari lots kabi bi istamal na karny or behtar planning or strategy sy trading karny gy to humy ziada loss ni ho ga or hum behtar trading kar k ache earning kar saken gy is ley humy apny knowledge or experience sy forex trading main ache trading kar k ache earning karni ho ge jis sy hum successful ho saken gy jtni ziada learning karny gy practice karny gy to hum kamyab ho saken gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                        aik time me aik hi trade open karne ke kafi faiday hain jub ap ka focus aik hi trade per hota ha tu ap os trade ko open karne se pehle market me deeply analysis kar saktain kyuke ap ke pass kafi time hota ha or ap ko aik se zeyda trade open karne ki koi tention nehi hoti ha aik time per aik trade open karne ki waja se ap zeyda loss se bhi bach saktain hain

                        logically or technically bhi jub ap aik time per aik trade open karte hain tu ap ke profit earn karne ke bhi chances bhi zeyda hote hain jaisa ke jub ap eurusd pair me trade open karne ke liey analysis karte hain or ap Apne capital ka 4% tak risk letainy hain tu ap strong money management ke sath trading kar patainy hain agr ap eurusd ke sath gbpusd usdjpy usdcad usdchf audusd nzdusd me bhi aik aik trade open kar letainy hain tu ap ka capital dangours zone me a sakta ha kyuke eurusd me against dollars ha or baki majors pairs Jis me ap trades open kare gay un ke against bhi dollars ha tu mostly in sub ki pairs ki movement baaz oukat same ho jati ha tu 7 trades open hone or per trade 4% risk ke sath ap ka risk 28% tak phonch jaye ga or agr aik trades loss me gai tu usd ki waja se same movement ki waja se ap ko ap ke capital ka 28% capital loss me ja sakta ha isliey ap ko at a time aik hi trade open karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                          G ni janab asy nii hota hum forex pay aik time main srf aik tread lena ya zurari nii hy bilky as pay hum jatna bhi pair ki movement ko profit main fiday main dakh lay un ko laga skty hy
                          Ya humry khowlage or humry blance bonus pay depand krta hy hum katna tread lay kb lay un ko kasy control kary ku k jab humri tread ka pair profit main jata hy tu us ki bunyad pay hum apni tread ko profit main closs karty hy jab humy profit hasil hota hy agr koi tread loss main closs krni phrtii hy tu bhii koi msla nii humy kar leny chye ku k us say mazeed loss nuksan ka qatra hota hy
                          As lay usy wqt say phly closs kar lena hi humri samjh darii hotii hy jab hum asy krty hy tu us say humy buht fida hota hy humra experience bhrta hy humry khowlage main izfa hota hy koi bhii tread agr loss main chly jaye tu gabrna ni chye bilky us k falt say fida uthna chye us say mazeed humry khowlage main izfa hota hy jab hum
                          Aik achy business main wli soch pay kam kary gay mahant kary gay tu yaqeenan us say humy buht fida ir kamyabi hasil hogie agr aik acha kamyab tradar banna hy tu sub say phly Mary khayl main humy apni soch ko badlna chye phr hum apni hardworking ko increase kary sabr or hosly k sth jatna ho sky acha or quality wla complete kam kary jab hum asa kary gay tu yaqeenan us say humy buht fida mily ga humri soch pay humra bonus earning or acha khowlage depend krta hy wrna kuch hasil ni hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul sahi Kaha main aapki baat se agri karta Forex trading Mein Hamen ek hi time hai ek hi trade open Karni chahie Kyon Ke Jab Ham ek time Mein Ek trade open Karte Hain To Ham usmein Achcha perform Karke profit Kiran kar sakte hain aur ek hi aur ek hi trade ko handle karna Aasan bhi hota hai isiliye Agar Humse Jyada trade open Karte Hain To Hamen open Karte Hain To Hamen usmein loss hone ke chances Bhi Jyada Hote Hain Kyon Ke Kyunki Ham ek time mein Itni Jyada trade co handal nahin kar sakte isiliye Hamen ismein ek time Mein Ek Hi trade open Karni chahie aur ismein Achcha Aur meri kam karna chahie Taki Hamen kabhi bhi loss hone ke chances Na Ho Aur accha profit Hi Ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: ek time mein aaik hi trade

                              Dear friend forex trading main aik time main aik trade open karny q k jab aik sy Ziada trade open karty han or ap ka account small hony ki waja sy risk main hota ha is ley humy account ko risk sy safe rakhna ha to mean humy proper stop loss or take profit istamal kar k trading karni ho ge tab he humara account safe ho sakta ha risk sy bachany k ley humy aik time main aik trade open karni ho ge is ley humy apny knowledge or experience k mutabiq ache trading karni ho ge tab he hum easily successful ho saken gy forex trading main jtni mehnat karny gy proper money management or risk management k sath trading karni ho ge or apny account k mutabiq aik he time main aik trade open kar k apny account ko safe rakh k trading karny to ap ko ziada fayda ho aik time main aik trade open ho to ap kam sy kam loss ho sakta ha or maximum profit ho sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X