PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?
    Dear jaisy ap ne dekha hai k insta forex hum ko copy account ka option deta hai aor ais k sath sath hum ko PAMM account wala bhi option deta hai ais mai hum ne agar faraq dekhna ho to kaisy pata chaly ga k hum jis account se apny account par trades lagawa rahy hai wo PAMM account hai ya copy account hai ais mai main faraq kai hai jis se hum ko pata chal jaye aor hum aus k hisab se apna account aus k sath attach kar ley.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

    Dono main kuch terhs ki similarity hoti hai ky PAMM system main ham apna account just investment ker ky kisi ky hand over ker dety hain ky hamary account ko ham khud manage nehi ker rehy hoty lekin copy trading main ham sirf apna account copy trading main lagaty hain tou trades hamari sirf open close isi time per hoti hain jab same trader jis ko ham ny copy trading main select kia hua hota hai ky account main trade open hoti hai jabky PAMM system main hamari trade kisi ky account main trade open hony per nehi chal rehi hoti balky jis terha bam trading main robots jar kerty hain PAMM system main bhi hai apka account kisi aur sy manage kerwaty hain jis terha ham apni investment per robot set ker lety hain jabky copy trading ky liay ham apka account sirf kisi expert trader ky sath link ker dety hain jis ko ham khud select kerty hain copy trading ky liay
    • #3 Collapse

      Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

      Dear ap ne bahut he mushkil sawal kiya hai main aj first time PAMM account aur copy trader k bary sun raha hon tu dear jaisa is k bary main ne pocha ha kisi se tu jo mujhy pata chala hai wo ye hai k agar hamary pass time ni hai trading ka aur ham sirf invest kar k apna accout kisi bhi doosry ko dy dety hain k wo trading kry aur profit ka fifty percent usko dyn gy tu wo pamm account kehlata hai aur aur is mein apko khud trades open close karny ki zaroorat ni hoti lekin agar ap khud trades lagana chahty hain aur ap k pass time hai ap khud apna account manage kar sakty hain tu usy copy trading kehty hain lekin ye jo information maine share ki hain ye koi sure ni hain is liye meri requesst hai k jo bhi is thread p post kary jo bhi rply kary tu is se achi tarha brief kar dy ta k sab ko asani se samjh aa jaye aur forum p yahi faida hota hai k ap ko kisi na kisi trader ki post p acha knowledge mil jata hai aur apko faida ho jata hai is se trading skill bhi improve hota hai aur bonus bhi acha mil jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

        Dear friend PAMM account or copy trader same chezen han donu aik kam k he name ha is main hum log investment karty han or kisi expert trader koi join karty han trading k ley hum apna account us k account sy attach karty han jo trade open ya close karta ha to auto pe wo humary account main bi open ya close hoti ha is ley humy utna he profit loss hota ha jo aik expert trader ko hota ha is tahra humara account safe hota ha q k expert trader ny apna loss to ni karwana ha or ache trading karny ga jis sy us bi loss ho ga or is ley wo both soch samj k trading karta ha jis sy humy bi acha profit hasil hota ha
        • #5 Collapse

          Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

          PAMM aur copy system mein buhat ziyada farak hai, PAMM mein ap srf pese invest karte hai ap khud se trading nhi karte, apne jis trader ke PAMM account mein pese invest kiye honge wo trading khud se trading karta hai aur ap ko srf profit aur loss mein share hota hai. Jab ke copy system mein srf ap kisi dosre trader ke trades ki copy karte hai, ap lot size bhi apne trading account ke balance ke mutabiq use kar sakte hai aur ap kisi bhi open ki hue trade ko manually close kar sakte hai.
          • #6 Collapse

            Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main hum log PAMM system or copy trading donu sy trading Kar sakty han
            PAMM system
            PAMM system main hum log kisi expert trader ko apna account da daty han investment Kar k or wo trader humary account main trading karta ha or is main jtna profit loss ho to hum us sy jtna share rakha hota ha us trader ko commission daty han is tahra wo humy trader humary ley trading karta ha or apna commission lata ha
            Copy Trading
            Copy trading main hum log apny account main investment karty Han or apna account copy trader k option main ja k ache expert trader k sath attach karty han jase wo trading karta ha or humary account main main trade open or close hoti han is tahra har trade pe kuch na kuch humy percentage Dani hoti ha commission Jo k us trader ny rakha hota ha isi tahra ap ko bi fayda hota ha or usy bi fayda hota ha
            • #7 Collapse

              Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

              is system mai hamy expeirence ke zarort hote hain hamy soch samj kar forex ma kam karna ho ga pher he hm agy bar skaky gy forex ai amm busienss ke nisbat adcha business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agara bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahml hain yai business pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agr tukak system sy kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai apny boss ap he hoty hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho gta forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam ari sakty hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

                dear paam account aur copy trading do alag alag chij hai Kyunki yah donon chijon Mein trading hi hoti hai lekin paam account mein Main Aisa Hota Hai ke sab log ek hi account mein deposite karte hain aur usko Ek professional trader use Karta Hai Jaise ke acchi equity ek hi account mein agar Shamil kar di jaaye to vah Ek Badi amount Ban jaati hai aur uski trading ki jaati hai aur Sab Ko uska percentage ke hisab se profit Milta hai aur jab ke copy trading Mein Ek senior people ki trade co same copy karna hota hai jo trade Uske account mein chal rahi Hoti Hai Vahi trade Hamare Apne account mein chal rahi Hogi to ISI Tarah Kisi senior people ko follow karna aur uski trade ko Apne account mein same vaise hi Usi time open karna yah copy trading kahlati hai Jab Ke Palm account mein ek hi account Mein Sab Logon ki investment Jama hoti hai aur ek hi Banda uski trade karta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: PAMM account aor Copy trader mai kai faraq hai?

                  hamy earning gan karny ky liye learnng gain karne ho ge hamy aik time table ban kar kam karna ho ga pher he hum pasia kma skay gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty ma isy ekse be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bara skay gy forex iak best bsuienss hain is mai hum night maia be kam kar sakty hain hum is mai dy mai be kam kar sakty hain hamy is mai kise e copy nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga hamy loss ys bachana ho ga hamy mahnet karne ho ge hamy loss sy learning gain karne ho eg pher he hum expert ban saky gy forexaik bohat batra busienss hain is mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik bohat bara bsuienss hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X