Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?
    Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

    Trading market mein main money management karne se humne apna capital safe rakhne mein help milati hai agar ham money management nahin karte stop loss and take profit use nahin karte to hamara account wash ho sakta hai jiski vajah se hamen dobara is forum per zeyada post threads and work karna padega isliye main aapko trading market mein technical and fundamental analysis ke according workout karna hoga stop loss and take profit ke liye aapko support and resistance ki understanding hona bahut hi important hai dear trading members main aapko yahi recommend karunga aap Forex trading mein money management ko zarur sikho apni skills ko improve karne ke liye Pakistan Forex form mein zeyada time spend karo
    • #3 Collapse

      Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

      Money management agar ham ker ky forex market main trade continue kerty hain tou hamara account kabhi bhi wash nehi hota jab bhi ham koi trade open kerty hain tou hamari same trade main profit ky chances zyada hoty hain lekin agar open trade main hamain loss bhi hota hai tou woh bhi itna zyada nehi hota ky hamara account wash ho saky jab ham money management ker ky trade continue kerty hain tab hamain profit bhi hota rehta hai aur loss bhi hota rehta hai tou hamari equity phir bhi maintain rehti hai aur hamara balance bhi increase hota hai tou ham profit ko withdraw bhi kerwa sakty hain jab tak ham money manage ker ky trade continue kerty hain tou hamain phir loss kam hota hai ky hamary pas her waqat free margin bahot zyada hota hai ky ham trade continue ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

        Dear friend forex trading main money management sy trading karny sy hum ache trading kar sakty han or forex trading main ache earning kar sakty han forex trading main hum jtni ache money management karty han to humy loss ni hota ha or humy agr loss ho bi jay to humy kam loss ho forex trading main humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni chae ha is ley humy behtar planning or strategy ko seekena or samjena ho ga jtni ache learning karny gy hum utny he kamyab hon gy is ley humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil karna ho ga is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge
        • #5 Collapse

          Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

          Dear money management se he trader ko success milti hai agar apko money management k bary pata ni tu apko bta don k money management apny account balance k accordingly trade open karny ko kehty hain aur manage kar k trade lagany ko kehty hin jaisa k trade lagany se pehly kafi sari chezyn check ki jati hain k account balance kitna hai aur lot kitni lagani chahye aur stop loss kahan lagana hai kitna risk lena hai aur kis point p take profitbka order place karna hai ya leavrage kitni rakhni hai aur agar loss hota hai tu kitna loss afoard kar sakty hain aur kis point p stop loss lagayn jo loss recover ho saky tu dear ye saari cheezyn money management mein aa jati hain aur jo trader money management k baghair trading karta hai wo kabhi bhi acha trader ni ban sakta kyun k kisi time tuky wali trading p faida ho jaye ga but jab loss hua tu account bhi wash ho sakta hai is liye money manegment ka khayal rakhty hoye trade lagayn aur bari lot mat lagayn aur over trading bhi mat karyn
          • #6 Collapse

            Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha money management kisi bi business k ley both zarori ha is ley humy money management sab sy pehly seekeni ho ge or forex trading Jo k sab sy ziada risky business ha is main to money management or both zarori hoti ha jab tak hum is main proper money management sy trading ni karny gy to humy ziada loss ho sakta ha forex trading main humy loss hota he tab ha jab log juldbazi karny lalich karny means rat o rat Ameer bany ki try karty han isi waja sy humy loss hota ha is ley humy ziada sy ziada behtar profit hasil karny k ley humy money management sy trading karni ho ge lalich juldbazi ya overtrading ni karni chae ha balky tohra tohra Kar k ziada bounce hasil Karna chae ha
            • #7 Collapse

              Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

              Forex trading men apnay balance k hisab se aur experience k hisab se lot size ki achi selection kar lena hi asal men money management hoti hey aur jo log trading k daoran apnay capital pe nazar rakhtay hen woh hi money management kar saktay hen aur iss se safe and secure trading hoti hey aur forex trading men money management kar lena bhi bari kamyabi hoti hey aur long term trading kar saktay hen aur agar apnay capital ko increase karen aur phir jaldi men trading nah karen aur ziyada profit ka lalach bhi nah karen aur apnay balance k hisab se chota risk len tu yehi money management ap k account ko bhi safe rakhti hey aur thora thora kar k hamen acha profit bhi deti hey iss liay agar achi learning pe knowledge pe mehnat kartay hen tu phir seniors se rabta kar k money management karna bhi seekhen jitni jaldi forex trading men money management ka experience hasil karen gey forex trading men utni jaldi aik kamyab trader ban saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                G han dear he bat tu hai kay ap ko koi bhi kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap us mai safty kay sath he kam krain mean kay ap kam kartye hain forex mai tu ap ka kam hai kay ao es mai bhi aona bonus save rakh kyay he kam kiya jarain kiyu kay ap ka bonus hai ager ap khid he es say faida nhi kaye saktye hain tu koi kiga laye ga tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain per ap ka kam hai kay ap es mai apna account safe rakha karain kiyu kay ager ap es mai aona account safe rakh kay kam krain gaye tu ap ko ee mai lose kam ho ga jub kay ap ko ager es mai lose nhi ho ga tu ap es mai faida kafi had tak laye saktye hain kiyu kay ap nay ager es mai kam krna hai tu safe account rakh kay he kiya karain kiyu kay ap ka zayda faida ho ga es mai kiya hai kay aik tu ap ka lose nhi hai jub kah dusra es mai ye hai kay ap acha kam kar kay profit bhi laitye hain tu kony managment kafi zaroori cheez hai es mai ap amal kar kay he kamyabi hasil kar saktye hain es kay beghair mushkil kam hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                  Dear agar apne ais market mai trading karni hai to ap ko ais market mai apny account k hisab se aik trading plan bana lena chaye aor aus k hisab se hi ap ko ais market mai trade lagani hoti hai agar ap ais market mai trade lagaty waqat bari lot lagye gay to aus se ap ko faida bhi zayda hota hai aor aus ki waja se ap ko loss bhi zayda hota hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai hamesha trading money management k hisab se karni chyae aus se ap ais market mai achy se kaam kar sakty hai aor aus k sath sath ap ais market mai jo trade lagaty hai aus se ap ka account bhi wash ni hota hai agar ap ghalti kary gay to apa is market mai loss kar sakty hai ais liay ap ko chyae k ap ais market mai planing kar ley aor aus k hisab se kaam kary.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                    Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?
                    Bhai sabse pahle aapko yah understand karna chahie ki money management kya chij hai actually Mein Ham Jab Duniya Ke itne Bade Business mein kam kar rahe hain To Hamen Apne account ko manage karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Forex trading business Mein money management Hai yah hoti hai ki Ham Apne lot size ko Apne capital ke hisab se hi rakhen aur Har Kisi Business mein acchi aur Buri donon situation Aati rahti hai isliye Jis situation Mein Ham kam karne lage Usi situation ke mutabik apne lot size ko set Karen Agar market ki acchi Jankari ho to bada lot size bhi laga dena Koi galat baat nahin hai lekin acchi knowledge na hone per Hamen Apne lot size ko small hi Rakhna chahie balki koshish Karni chahie ki Jab Tak Main Market ki acchi Jankari Na Ho Hamen apni trade hi open Nahin Karni chahie
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                      Bhai achi money management ke buhat sare faide hai, is ke ilawa koe bhi trader achi trading nhi kar pata. Is sab se bara faida to ye hota hai ke ap ko malom hota hai ke ap apne account balance ke lihaz se kitni lot use kare, aur ek trade pe kitna risk lena munasib hoga. to is tarha ki bareek aur ahem point ko ignore nhi kia ja sakta to lihaza money management ek achi aur profitable trading karne ke liye buhat ahmiyat rakhti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                        hello dear Forex trading members good morning kya hal hain aap sab ke main ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur injoy kar rahe honge trading members of ko market mein knowledge or experience use karte hue kam karna hoga jo members Forex trading market mein kam nahin karte unko profit nahin milta hai money management ke liye sabse best aapko technical analysis per focus karna hota hai iske alava economic situation ko bhi samajhna hota hai aur market ko understand karte hue trading market mein workeout karke phr aapko leverage decide karni hoti hai ki kitni rakhni hai stop loss aur take profit dekhna hota hai sari chijon ko review karne ke bad trade open karni chahie management system sy ap loss sy bach ky bonus safe rakh ky trading kr skty ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                          forex trading main sa say ziada faida money mangement ka he milta hai jab bhe ap forex main fail hoty hain tu ap ko ghor karna chaheay ky ap money mangement ky khilaf kam kar ky loss main jaty hain money mangement forex main back bone ki hasiat rakhti hai jiss say aik trader success banta hai forex main ager koi new trader ha tu uss ky pas ager acha experience nahi bhi hai tu wo ager forex main ager money mangement say kam kary ga tu wo forex main acha margin lay sakta hai kyon ky jab bhi ap forex mai loss risk lay kar kam karty hain tu ap ko koi preshani nahi hoti hai aur na he ap ko mind main koi emotions hoty hain jiss ki waja say ap ki trade win hoti hai aur ap ki accuracy achi banti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                            Asalamualikum doston
                            Doston trading mai money management ka boht bara kirdaar hai.. Junior traders ko money management seekhni chaheyay aur phir trading krni chaheyay . money management se agr hum trading krty hain to hum boht se nuqsan se Bach skty hain q k hum loss ko stop krty hain aur profit ko lety hain is liyay money management kr k ek plan bna kr experience se hamian trading krni chaheyay air jb tak hain market k baary mai pata na ho experience na ho tb tk hamain trade open ni krni chaheyay jis se hamian nuksan ho skta hai is liyay jb bi ap trading krain to soch smj kr Karin aur money management kr k phir trading Karin ek strategy k sath taaky apko nuqsan na ho aur profit ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main money managment karny se trader ko kia faida milta hay?

                              Bhai sabse pahle aapko yah understand karna chahie ki money management kya chij hai actually Ham Jab Duniya Ke Itni Badi Business mein kam kar rahe hain To Hamen Apna account ko manage karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Forex trading business Mein money management Hai yah hoti hai ki ham Apne lot size ko Apne capital ke hisab se hi rakhen aur Har Kisi Business mein acchi aur Buri donon session Aati rahti hai isliye Jis situation mein Ham kam karne lage Usi Fashion Ke mutabik Apne lot size ko set Karen Agar market ki acchi Jankari ho to bada lot size bhi laga dena Koi galat baat nahin hai lekin acchi knowlge na hone per Hamen Apna lot size ko small hi Rakhna chahie balke koshish Karni chahie ki Jab Tak Main market ki acchi Jankari Na Ho Hamen apni taiyar hi open Nahin Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X