Fforex mein pips kia hoti hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fforex mein pips kia hoti hein?
    Logon Ne Kai bar Dekha Hoga ke Forex ke upar Kai bar ke bare mein bataya Ja Raha hota hai to aap log kya jante Hain Ki pips hoti kya hai aur Inka forex ki market ke upar Kis Tarah effect Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

    aapane Forex trading mein 5 decimal aur 4 decimal suna Hoga . point ke bad Jo fourth hindsa hota hai us ko point bolty hyn aur jooo 5 level per hinsa hota hai usko pips bolate Hain aur vahan se jab ham counting start karte hain matlab 5 ya 10 pips.
    • #3 Collapse

      Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

      forex trading mein ap ny dekha ho ga k jo last value hoti hy usko pip kehty hn us mein changing hony ki waja sy ap ko profit ya loss hota hy. for example EUR/USD pair mein ham value lety hn. 1.6842 is mein 2 jo hy wo pip hy.
      sometime kisi ap k pas 5 decimal a rhy hoty hn us mein jo last value hoti hy usko ap pip nhi keh sakty.
      • #4 Collapse

        Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

        Dear jo kisi bhe currency kay pair main jo small change hoti hai usko pip kehty hain. Maslan jitna currency main change ho ga usko pips main dekha jaay. For example agar GBPUSD pair ke value abi 1.3000 hai aur kuck der tak 1.3010 ho jaati hai to currency main GBP ke valye main 10 pips ka izzafa hua hai. So es traha aap currency ke value main change ko pips ke soorat main dekh sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

          Forex market hamesha running main hoti hai jab open hoti hai tou kabhi upward move kerti hai tou kabhi downward tou same movement per hi traders trade kerty hain lekin movement upward hi ya downward hoti pips main hi hai ky aesa nehi hota ky market kabhi hundred per hi aur kabhi zero per market hundred sy ninety-nine aur zero sy one ki taraf move kerna shoru kerti hai tou same movement jin intervals main chalti hai un intervals ko pips kerty hain mean ky market ki unit move ko ham forex ki language main pip kehty hain
          • #6 Collapse

            Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

            jab ap trade ko open karty hain tu us trade mai do price kay darmiyan fark ko pips kaha jata hai es ko ager mukamal kiya jaey tu profit in percentage hai. es tarha or b bhout sari short language hai jo Forex mai boli jati hai sath main ap apny pips ko jab lot size se multiply karty hain tu ap current profit or lose hasil kar laity hain.
            • #7 Collapse

              Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

              baro
              kisi bhi per k And me jo changing ho ti hy wo pip ikehlati hy
              misal dy kar samjhany ki try krta ho jeny agr GBP 1:2500hy or changing k bad1:2501 hoa to iska matlab k 1 pip ki chaning hoi hy
              • #8 Collapse

                Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: anasm پيغام ديکھيے
                baro
                kisi bhi per k And me jo changing ho ti hy wo pip ikehlati hy
                misal dy kar samjhany ki try krta ho jeny agr GBP 1:2500hy or changing k bad1:2501 hoa to iska matlab k 1 pip ki chaning hoi hy
                Dear yeh ap nay jo bataya hai es mai ap yeh b daikhai kay point kay bad 4 figures be aatay hain or 5 figures be a rahy hian or dunu ki calculation mai difference be hai or dunu ko check karain gay lot laga kar frark lagy ga or yad rahkain kay 5th figures ap ki 4th figures ki value kab change ho gi us ki asani kay leye diya jata hai kay ap achy time pay faisla kar sakain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Fforex mein pips kia hoti hein?

                  Pip ko percentage in profit kaha jata hai es ka matlub yeh hota hai kay ap ki jo pair hai un pay jab koi b trade open karty hain tu ap k trade main jo difference hota hai up ya down ho kay us ko pip kaha jata hai phir es ko ap jab lot size se es ko multiply kiya jata hai tu woh ap ka phir profit or loss nikal ata hai es tarha ap pips be find kar sakty hian or us ko multiply kar kay apna profit ya loss be nikal sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X