kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori ha?
    friends mera ap say yeh swal hai ky ham ko technial analysis ky stah support aur resistance ko add karna zrori hota hai kia ager zrori hota hai tu yeh kyon hota hai es main kia asi waja hai jiss ko trader kafi acha manty hain ap ka kia idea hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

    Dear ye zarori nai hai k ap ne agar ais market mai technical par kaam karna hai to aus par ap ko resistance aor support ko add karna zarori nai hai ais market mai ap k pass bahot sari trading strategies hai jin ko use kar k ap ais market mai trade kar skaty hai aor acha profit bana sakty hai ais market mai ye zarori nai hai k ap ne ais market mai resistance aor support level lagye gay to ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai koi indicator use kar rahy hai aor aus ko dekh k agar ap ais market mai trade lagaty hai to aus par ap ko sath resistance aor support level use ni karna parta hai ais market mai ap ne agar achy se trade karni hai to ap ko ais market mai koi aik tareeka select kar ley aor aus k hisab se kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

      Dear ni aisa ni hai k ap agar technical analysis kar rahy hon tu support aur resistance ko add karna lazmi ni hai wo tu ap p depend karta hai k ap kon se indicators use kar rahy hain aur kon si strategy use kar rahy hain har trader ki apni apni strategy hoti hai aur market mein diffrent strategies use kar k profit earn kiya jata hai jo tareeqa apko market mein profit dy ap wohi use karyn kyun k kuch log sirf news trading karty hain aur kuch log scalping karty hain tu kuch traders hedging strategy use kar k market se earning karty hain lekin jis tarha se bhi trading karyn money management bahut zaroori hai agar account ko manage kar k trading lagayn gy tu apko faida hoga support aur resistance bhi bahut acha idea hai ap diffrent time frame mein dekh lyn agar support ya resistance p apko koi pattren mil raha hai tu ap entry lyn sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

        Dear forex trading experts apko is bat ka andaza bakhobi hona chye ky market ma technical and fundamental aspects ko smjh ky kaam krn ho ga ta ky market ma indicators ko decrease trading rang etc ko follow krna importance smjho trading ma apko technical analysis ky leay indicator oscillators aor market ky chart ko smjhna bhi zarori hai ta ky apko forex experience ko use krny ky leay supposed analysis prediction honi chye market ki movement ko understand karne learning krny ky leay sirf candlestick chart pattern he kafi nhi hai management ky leay stoploss and take profit bhi use krna chye ta ky market ma indicators ko increase karne demo account ma kam kren market ma independent trading techniques use kro aor skills ko use kro apni strategies ko improve kren
        • #5 Collapse

          Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

          There is Jaruri nahin hai ki aap Agar is market Mein technical per kam karna hai to use per aapko resistance aur support ko add karna zaroori nahi hai is market mein aapke pass bahut sahi trading is hai jinko use Karke aap is market Mein trade kar sakte hain aur Achcha profit banaa sakte hain is market Mein yah Jaruri nahin hai ki aapane is market mein resistance or support never lagaenge to aapko is market Mein fayda Hoga agar aap is market Mein Koi in doctor use kar rahe hain aur use ko dekh kar agar aap is market Mein trade Lagate Hain to use per aapko Sath resistance aur support level use karna padta hai is bar Ki Main aapane Agar acche se trade karni hai to aapko is market mein koi ek Tarika select kar lena chahie Uske hisab se Yahan per kam kar sakte hain
           
          • #6 Collapse

            Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

            Market main technical analysis tou hoty hi market ki support aur resistance ky sath hain ky agar market kisi aik direction main move ker rehi hai tou ham same direction main next aany wali support ya resistance ky reference sy hi tou trade open ker ky continue kerty hain ky market jab same support ya resistance per ponchti hai tou ham reverse order main trade open kerty hai ya phir same support ya resistance ky break hony per ham same direction main hi trade open kerty hain aur next support aur resistance tak trade continue rekhty hain tou market ky technical analysis tou totally depend kerty hain support aur resistance per so hamain technical analysis main support aur resistance ko kabhi bhi ignore nehi kerna chahiay ky ham market ki movement ki read ker ky market ka trend tou find ker distt hain lekin market kis direction main kahan tak move ker sakti hai isko read kerna support aur resistance ky baghair namumkin hota hai
            • #7 Collapse

              Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

              G han dear aik bat ap yad rakhain kay ap nay ager anylsis kartye hain yani kay ap nay market kay trend ka pta karna hai tu us ki base he us mai support aur us ki resistance hai tu ap kam kartye hain tu ap ko es ka pta ho ga tu ap agye kam kar pain gayr jub kay ap ko in ka bhi nhi pta hai tu ap anylisis kis tarha kar saktye hain kiyi kay market kay anysis karna atna asan kam nhi hai us mai daikha jaye tu kafi mahnet aur kagan kay sath ap ko chart daikh kay aur support aur risistance ko daikh kay he kam karna hota hai tabhi ja kay ap ko es mai kamyabi hasil ho patye hain warna tu ye mushkil kam hai es mai koi shak nhi hai
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

                brother forex main jab ap kisi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko attach kar ky daikhty hain tu tu wo or bhi ziada signal confirm ho jata hai es lea yeh ap ky technical py depend karta hai ager ap ka technical support aur resitance y bgair he acha signal daita hai tu ap ko use nahi bhi karna chahea aur ager ap sath atach kar bhi laity hain tu es say mazeed ap ko market ki ziada samjh ayy ge aur ap ko aur ziada confirm signal mily ga es lea ap ko sath attach kar laina chahea phir he ap ko achy signal mil sakty hain forex main jitny bhi expert hain wo ju bhi method use karty hain wo sath main support aur resistance level zror use karty hain koyn ky support resistance aik real method hai.
                • #9 Collapse

                  Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

                  Brother frocks Mein Jab aap Kisi bhi technical analysis ke sath support aur mistake ke attach Karke dekhte hain to vah Aur Bhi Jyada single confirm ho jata hai isliye aapke technical per depend karta hai agar aapko Agar aapka technical support aur resistance bagair hi Achcha hai single deta hai to aapko use bhi nahin karna chahie aur agar aap Sath attach Kar Bhi Lete Hain Tu Is Se Masjid aapko market ki Jyada samajh Aaegi aur aapko aur Jyada confirm single Milega isliye aapko Sath attach kar lena chahie hi aapko acche signal mil sakte hain Forex Mein jitne bhi expert hai vah jo bhi me thought use karte hain sath mein sport aur stands level Jarur use karte hain Kyunki yah sport distance Ek Real Moto Mod hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

                    1st question
                    kaya technical analysis me support or resistance ko add karna zarori hota ha?

                    g han dear ju support or resistance area zone hain in ki technical analysis me bohat zeyda important hoti hain agr ap support or resistance area zone ko Apne analysis kay darmyan use kartay hain chart par analysis kartay wakt tu ap ka analysis or zeyda strong ho sakta ha kyuke market kafi time in support or resistance ki respect karte huey movement deti ha or jub kisi bhi point par koi support or resistance a jati ha waha par market ki movement me kami a jati ha market ko waha par kafi pressure ka samna karna parta ha jub koi support ya resistance market ki movement kay beach me a jati ha agr weak hoti hain tu support ya resistance tu market thori si correction kay bad in ko break kar deti hain agr strong hu tu market in support or resistance se reverse movement dena start kar deti hain or market in ko break nehi kar pati hain
                    2nd question
                    kyu zarori ha in support or resistance ko follow karna?

                    dear agr ap in support or resistance ko follow karay gay tu ap loss se bach sakte hain jaisa kay agr ap ko entry point mila ha or os entry point kay against koi strong support ya resistance a jati ha tu market waha se reverse ho kar ap ko loss de sakti ha agr ap support or resistance ko respect detay hue os entry point ko ignore kar de gay tu ap loss se bach sakte hain isliey yeh zarori hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

                      Market ko technical base par analysis kia jaye to 3 cheezu ka khayal rakna chaye, 1. support and resistance levels, 2. price action, 3. Moving average, bahot se traders simple buy and sell signals provide karny waly indicators par depend karny ki koshish karty hey jo key bilkul be teek nahi hay, market ka technically jaiza leny key ley support and resistance level ki identification karna bahot zarori hay es se traders ko ye define karna asaan ho jata hay key market ki next movement kia ho sakti hay, support and resistance level agar maloom ho to traders key ley trades ki best entry aur exit level ka be andaza ho jata hay es se traders ki over all trading par bahot hi acha asaar pardta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

                        Forex trading main technical analysis or support or resistance level find Kar k trading Kar Mary Khayal main ye technical analysis han jtna ap technical analysis karty han to us main ap support level or resistance level milty han or ap in ko samj k trading karty han technical analysis main he support level or resistance level shamil hoty han is key humy is main confuse Ni hona chae ha k technical analysis k sath support level or resistance level shamil karna zarori ha k ni balky proper analysis karny chae han is main support level or resistance level or market ki jtni zarori chezen Han sab shamil ho jati han par humy in main mehnat Kar Kar seekeny or samjeny ki zarorat hoti ha ta k hum easily kamyab ho saken forex trading main jtni ache learning karny gy or practice karny gy to hum kamyab ho saken gy is ley humy proper analysis karny k bad trading karni ho ge tab he hum kamyab hon gy
                        • #13 Collapse

                          Re: kia koi bhi technical analysis ky sath support aur resistance ko add karna zrori

                          hello dear Forex trading main aapko ek baat batana chahta hun Forex trading market mein aapke pass Agar Jyada knowledge hoga to aap Jyada experience ke sath market Mein kam kar Sakoge trading ke liye aapke pass proper perfect guidance honi chahie newcomers ko trading market Mein Apne Sath join karvao aur unko motivate karo Unki motivation level hi Hona chahie tha ki vah Pakistan Forex forum Mein Achcha kam Karen aur aapko bhi affiliate program ke serious benefit Ho sakega trading market mein jo member aapke sath Hain Unki class mein aur unko proper Tute Karen teaching karne se Unka confidence level hi hota hai aur vah acchi trading Karenge to Achcha profit and Karenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Jab ap technical analysis karty hain tu woh support or resistance ap ko provide karta hai. Ap ko chart pay trend line draw karna or support or resistance draw karna ata ho. Us sy ap apni trades ko sahi tarha sy open or close support or resistance ki madad sy kar sakty hain. Major pairs ka es mai use karain. Us sy ap ki trade ki movement be bhout khas hoti hai or ap us sy apni trade ki lot size or small capital sy trade kar kay earning kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X