MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai
    Dear Forex Members

    Jaisa kay mera Forex experience raha hai or main nay jo seekha hai kay trading mai jab ap in hoty hain or khas bat us ki yeh hoti hai kay ap ko chart ki setting karna ati ho. ap chart mai indicator ko set karna janty ho. us mai candle or baqi frame jab set karna seekh laity hain tu ap ko achy se trading karna a jati ai or ap ko jab apni trade type kay hisab se time frame set karna a jata hai tu ap samaj lain kafi had tak trading seekh chukay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

    wow janab ap nay to ik boht hi achi bat smjhai hay keh jub bhi hum nay forex ko join krna hay to sab sy pehla kam jo hamen karna hay woh hay meta trader ka use karna aor iski basic settings karna aor inko smjhna tab hi hum next step otha skty hain to dosto aisa hi karen aor forex kay plateform ka achi trah sy use karna sekh len
    • #3 Collapse

      Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaffiq786 پيغام ديکھيے
      wow janab ap nay to ik boht hi achi bat smjhai hay keh jub bhi hum nay forex ko join krna hay to sab sy pehla kam jo hamen karna hay woh hay meta trader ka use karna aor iski basic settings karna aor inko smjhna tab hi hum next step otha skty hain to dosto aisa hi karen aor forex kay plateform ka achi trah sy use karna sekh len
      ji han ap demo pay apnay chart kay sary section ko daikhain or us kay sath use honay walay option ap tools mai check karain. like custom indicator ya phir builtin indicator, chart ki setting, time frame etc sub ap ko esi se milain gay esleye kosish karain kay ap apni trading main chart ki setting apny pair kay hisab se karain usi se ap indicator be theek se set karna seekh jain gay.
       
      • #4 Collapse

        Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

        Dear r traders chart ko read krna k lie khud sy inductor lagata Hy or phir os chart ko read out krta Hy ap os waqt tak chart ni seekh sakty jb tak ap ko inductor set krna ni ata or na ap candlestick ko read ni kr sakty to ap chart ko read ni kr saky gin es k lie ap ko pehly candle ko read krna ana chahy or inductor use krna ana chahy
        • #5 Collapse

          Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

          jab ap ko chart set karna a jaye ga tu bhout sary tools ap ko kudh achy se use karna a jain gay. ap apni trading main stop loss ko achy se manage kar sakain gay. ap chart pay indicator ki madad se trend line ko draw kar sakain gay or mt4 kay different indicators ki setting ko achi tarha se judge kar lain gay. color combination ko achy se set kar lain gay.
             
          • #6 Collapse

            Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

            metatrader 4 jab aap install karte Hain to no doubt ismein aapko different important tools ko carefully focus karna hota hai ismein different important indicators available hote hain aur uske sath agar aap apne technical analysis ko perfect banana chahte Hain to ismein aapko candlestick chart patterns bhi available hote hain not out Forex trading mein completely successful hone ke liye aapko indicator se related proper learning aur uske sath sath market mein available different important indicator score carefully study karta hota hai otherwise aapke liye Forex trading mein kamyabi hasil karna bahut hi difficult ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

              Dear Forex member MT4 Ke Chat main aapko bahut acche se point Ka Pata lagta hai Ham chat ko Chori samajh Jaate Hain Ki kis tarike se chat open Kiya ja raha hai yahan per bahut acchi hai se aap apni Forex ko join karte hain uski basic setting Karte setting Mein jakar Apne kam Karte Hain Jo Karte Hain ki aap ko deta hai
              • #8 Collapse

                Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

                ji han chart ki setting jab tak ap ko nahi aye gi tu ap ko nahi pata chaly ga ap ko kaisy trend line draw karni hai or kaisy ap ny ap ko es mai analysis set karna hai. kaisy ap support resistance niklain gy or kaisy ap us mai candle set kar sakty hain or time frame ki setting usb us mai shamil hai yeh starting cheezay hain jab tak ap aghy es ko nahi samaj skaty hian or sahi se trade nahi kar sakty hain.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

                  Forex trading account py kam krne sy phle hr new membr ko chahe k phle market ki pehchan kre sub sy phle demo account py kam kre us mein chart follow kren chart ki timing ko set kre hamesha 1 ghante ka setup kre chart py clearly show ho ga k kis chez ka trend chal rha hai sell ya buy chart sy check kr k phir trade kren takyloss na h profit ho hamesha profit ka mind banen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: MT4 Mai sub se important Chart Ki Setting Hai

                    Dear chart ki setting bhout importance rahkti hai. ap ko chart ki setting pata hogi tu ap asnai sy analysis or sub tools ka use kar sakty hian. ap trend line ko indicator ki madad sy achi tarha draw kar sakty hain or tools kay short cut jab pata hogay tu ap asani sy es ko use kar kay apni trade ko achy sy manage ka sakty hain. esleye chart ki setting kay sath us kay tools ka use be seekhain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X