Kis tarha ki book pasand hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kis tarha ki book pasand hai?

    mere jaisay halat ho main waisy hi book read karta ho aaj kal typing kam zaida karta ho is liay movies dramay daikhta ho aaj kal sultan abdul hameed drama daikh raha ho turkey jab typing ka kam band hota hai phir zaida tar forex book read karta ho agar mujhay forum se bonus acha milna start ho jay phir main forex book hi read kya karo ga is main acha faida hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kis tarha ki book pasand hai?

      Asalmoalikum dear agr book ki bat ki jae to sab sy achi book Quran Pak hy js k parny sy hmara wakt b zaya ni hota or hamin faida b punchta hy. Is k elawa agr mujy book pasand hy to mai tarekhi book ko zaida periorty dyta hn or ap sy b guzarsih hy k ap tarekhi books parhyn khasosan islamic history py
      • #18 Collapse

        Re: Kis tarha ki book pasand hai?

        Aapane bhai bahut Achcha question poochha hai ki Kis Tarah Ke book aapko pasand hai to personally Mein yah Bata Do Ki mujhe koi bhi Book mein koi interest ab Nahin Raha Main Khud master qualified Banna main master Kiya Hua Hai vah bronze medal bhi hun lekin se education ki vajah se mera bahut time ho gaya Kyunki Hamare Chhote Kajal jo hai yah by jo hai vah abhi acche acche yah to apne business since Uske Hain matlab Koi kam kar rahe hain personal baje se uska koi Hona sikhayen main education Kiya To Matlab Mera yah hai ki average Bande Jo Hote Hain Jo Na Jyada Kabil Hote Jo Na Jyada Nalayak Hote To Aise Logon ke liye education to vah karte hain lekin a Gai Jab ka bahut matlab hota hai isliye books reading Sher Kuchh Bhi Nahin Hota Bhai aap Agar book reading Karte Hain To simply Quran Majeed aur Hadees Ki Kitab Ki Yaadein Kitab ki padhai Kiya Karen Ji Ne kitabon ki padhaai Karen Kuran Majid ka Tarjuma ke sath padhaai Karen To Bata roga aapki Duniya Ke Liye bhi aur Akshara ke liye Bhi fayda Hoga Iske alava Duniya kitaben ya Kisi Angrej Ki Kitab padhna Mere Pyar Mein Fazal ki chijen is Pade na Karen isase behtar hai ki Banda Apna Rojgar Karen Apna Kam Karen aur kuchh paise kamaen hone ka Munh Mein paise Hajj Karen aur apni Jindagi bhi hand Karon to Behtar Hoga Ki aap Kisi bhi Kishan Ki Kitab padhne se behtar hai aap Quran Majeed Pade tarjume ke sath aur Hadees Ki Kitab Pade to aapke ilm e Jafar Bhi Hoga Aur Duniya Aur akhirat donon Main aapko fayda Milega aur aaj abhi Milega.
         
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Kis tarha ki book pasand hai?

          G ha ya ap ka question bohat acha ha kyu ka muja books bohat pasand ha sab sa zayada muja jo pasand ha books ko poetry ki ha is sa insan ka mind frish rahata ha

          اب آن لائن

          Working...
          X