Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai
    Jab bhi koi new governament aati hai tou bahot bary bary daway kiay jaty hain moeyshat ko improve kerny ky lekin practicaly kuch bhi nehi hota so aesa hi Ho raha hai tou kia hamari moeyshat bus syasat ki nazar Ho hoti rehy gi ya iska koi other solution bhi possible hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
    Jab bhi koi new governament aati hai tou bahot bary bary daway kiay jaty hain moeyshat ko improve kerny ky lekin practicaly kuch bhi nehi hota so aesa hi Ho raha hai tou kia hamari moeyshat bus syasat ki nazar Ho hoti rehy gi ya iska koi other solution bhi possible hai
    Kisi bhi country ke siyasat ka uski economy per bahut jyada effect hota hai ISI Tarah Hamari siyasat ka bhi Hamari country ke account mein per bahut jyada impact Hota Hai Kyunki government Jo decision Leti Hai uski vajah Se Hi Hamari economy strong Gaya weak hoti hai yah Hamari country ke develop mein bahut jyada impact dalti hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

      apki bat bilkul sahi hay keh jub bhi kisi mulk main ik nai hakomat ati hay khas kar election kay mukey par to sb ka yahi dawa hota hay keh usey hi vote dekar kamyab kia jaey takeh woh mulk ko behtr bnaey iski maeshat ko mazboot karey lakin jub hakoomat bn jati hay to aisa bilkul nahi hota woh mulk phir bhi siyasi kashmaksh ka shikar hokar reh jata hay
      • #4 Collapse

        Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

        G han kafi had tak to aisa hi lagta hy Q k jb bhi koi new government ati hy to wo bara bara khawab dekhati hy kikin ohir bad mn kam kuch bhi ni krti balk mulk ko lotana ki Koshish krti rehti hy es sy maesht ko kafi had tak nuksan hota hy
        • #5 Collapse

          Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

          Kisi bhi mulk ki syasat ka us ki moeeshat per bahot asar hota he aur khas taur per hamary mulk me hamari maeeshat bahot ziada syasat ki Nazar hoti he kiun k Jo bhi hakoomat election k moqa per hakoomat me hoti he wo mulk ka Paisa Pani ki tarah baha deti he aur maeeshat ka bahot bara nuksan Kar deti he
          • #6 Collapse

            Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

            Siyasat or economy bhout kareeb ka relations rakhty hain. es leye kay jab ap daikhain gy Government jab new ati hai tu woh pehlay wali government kay sub proect ko cancel kar daiti hai or es waja se ap ki economy kafi internationally toor pay weak ho jati hai. jab current government new project launch nahi kary gi or es tarha woh mazeed weak hoti jati hai. yeh sub cheezain ap ki economy ko weak or strong banati hai. ap ko find karna hota hai economy ki condition future mai kiya hogi.
             
            • #7 Collapse

              Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

              What is economy?

              Dear Forex members agar main ap k sath economy ki defination ko share karoon tu yeah kehna bilkul bhi galat nah hoga k economy paar mulki halaat bhut zada asaar anadaz akrty hain aur kisi bhi mulki halaat jis main NATIONAL INCOME , GDP , POLITICAL STABILITY AUR MULKI IMPORT & EXPORT SHAMIL HAIN yeah chezain mil kar economy banty hain.

              Economy Par kin kin cheezon k asraat hoty hain?

              Saab sy phly haamain yeah maloom hona cahioye k economy par kin kin cheezoon k asraat hoty hain aur jin ki wajah sy economy kafi disturb ho sakti hain aur bhut zada haam achi economical condition kar sakty hain jin sy na sirf economy achi hoti hai bal k haramy mulk ki Income bhi increase hoti ha.

              1) Political stability
              2) Foreign reserves Ratio
              3) Currency appreciation or depreciation
              4) Foreign Affairs
              5) Balance of payments
              6) GDP rate
              7) Unemployment & inflation rate


              Yeah saab esy factors hain jo k kisi bhi economy ko bhut zada effect karty hain aur economy aur mulki surat e haal ko change akr asakty hain.

              Political effects on Economy.

              Jesa k hamaain maloom hain k political power bhut zada ehaaam hain us ki wajaj sy haam bhut zada nuqsan ka samana karty hain aur bhut zada political effects hamari economy par hoty hain aur agar yeah lkaha jaye k political effetc sy haam economuy ko change kar sakrty hain tu yeah kehna galat na hoga.
              Dorsi taraf haam yeah daikhty hain k polotical powers ko politicians apny mafaad k liye pasan karty hain jin sy mulk ko bhut buqsaan hota hain. Political situation bhut zada na saaz hiy ki wajah sy hamari economy bhut zada neechy gir gai hai jis ki waja sy CORUPTION, UNEMPLOYMENT , INFLATION, ILLETERACY AUR BHUT SY ECONOMICAL ISSUES janam ly rahy hain. Aur bhut zada nuqsaan ka samna ho raha hau jis ki waja sy haamari economy aur currecny depreciate ho rahi hain.
              • #8 Collapse

                Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

                G bilkul hmari mueshat siyasat ki nazr ho rahe h aur is sy politicians ko benefits ho raha ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kia hamari moeyshat syasat ki nazar Ho rehi hai

                  Kisi be mulk ki economy pay depend karta hai kay woh kitna struggle kar kay aik strong or weak currency ban jati hai. jab tak ap ki country kay politics apny mulk kay leye new porject launch nahi karian gy. bahir sy log a kay ap kay mulk mai investment nahi karain gy tu sath he export kam or import mulk mai zaida hogi tu currency us mulk ki din ba din weak hoti jati hai dollar kay muqablay main.esleye jab tak ap kay politics parties in cheezo ko sahi lay kay chaly gi tu mulk mai kushhali aye gi or currency be strong hogi.
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X