News hamsha mt4 par late ati hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News hamsha mt4 par late ati hen
    dear friends aksr hamen mt4 me new bht late milti hen aksr to ati hi nahi hen aur events conference kuch bhi nahi mt4 ki need updates ky leay mery khayal me AP ko investing.com sy news ka idea bht jaldi aur quick hota Hy upcoming events analysis bhi best hen
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News hamsha mt4 par late ati hen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
    dear friends aksr hamen mt4 me new bht late milti hen aksr to ati hi nahi hen aur events conference kuch bhi nahi mt4 ki need updates ky leay mery khayal me AP ko investing.com sy news ka idea bht jaldi aur quick hota Hy upcoming events analysis bhi best hen
    Metatrader 4 ki application main use to let Aati Hai Lekin Agar aapane news ko dekhna hai to aap iske liye bahut sari websites Hai vahan se dekh sakte hain aur bahut sari applications bhi hai Jahan per AAP news ke bare mein dekh sakte ho aur Iske impact ka bhi pata chal Jata Hai Lekin Jo impact application yah website per show ho raha hota hai vah real bhi nahin Hota
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: News hamsha mt4 par late ati hen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
      dear friends aksr hamen mt4 me new bht late milti hen aksr to ati hi nahi hen aur events conference kuch bhi nahi mt4 ki need updates ky leay mery khayal me AP ko investing.com sy news ka idea bht jaldi aur quick hota Hy upcoming events analysis bhi best hen
      News jo sabse pahle aati hai usko dekhne ke liye aap website se aur Iske alava applications ko down load kar sakte ho vahan se aap news to bahut jaldi dekh Sakoge lekin vahan per Jo effect show ho raha hota hai vah Reh Nahin Hota news ka impact ko understand karne ke liye aapko analyses Karke kam karna padta hai
      • #4 Collapse

        Re: News hamsha mt4 par late ati hen

        ji han dear agar hum nay forex main kamyabi chahty hain to hemen forex main market ko smjhna hoga iski ik sort hay news jo keh mt 4 main kafi late milti hay jub woh trading time chala jata hay to agr ham nay sahi trah sy trading karnu hay to hamen ik real aor wqt sy pehly mil jany wali news ki site ki zarot hay
        • #5 Collapse

          Re: News hamsha mt4 par late ati hen

          bhai news tu time pay he a jati hai us ka asar ap ko trading mai kabi time pay or kabi late daikhny ko milta hai or acha trader jo hota hai us ko fark nahi parta hai kay market thori dair bad apna ews ka asar dikha day yah pehlay dikha day. woh esleye kay un ko pata hota hai kay kon c news ka trend bullish ho ga or kis ka trend bearish ho ga.esleye analysis ko sahi karain.
           
          • #6 Collapse

            Re: News hamsha mt4 par late ati hen

            assalamu alaikum happy birthday re karta hun news hamesha MP4 par kaam karti hai agar Ham MP4 par kam kaise karte hain to ho jata haiagar hamesha kam karenge Tum jarur kamyab honge aur kamyabi hasil karne ke liye hamen jyada se jyada mehnat Karne ki jarurat hoti hai jo log hamen yad karte hain vah jarur kamyabi hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: News hamsha mt4 par late ati hen

              News ka alag calendar hai es pay ap news ko follow kar sakty hain. ap ko pata hona cheye calendar kay hisab say kon c news kab release hogi or ap us kay mutabiq pehlay se he teyari kar kay rahakain es se ap ko faida yeh ho ga kay ap ko news release honay se pehlay trend ka pata hoga or ap usi time phir acha decision lay kay trade open kar sakty hian.
                 
              • #8 Collapse

                Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                G asa he hy. Hamara broker hamain bahut dair sy news deta hy jiska hamain koi khaas faida nahin hota. Aksar MT4 per news mein koi buy ya sell ka signal dia jata hy aur us mein jo rallies points diye jaty hain wo guzr chukay hoty hain. Isi trah aur bhi asi news jinka impact directly trade per parh sakta hy wo bhi late milti hain. Iska solution yhe hy k hum khud e different Forex sites sy information lete raha karen. Just MT4 ki news per rely na kea karen. But asa bhi nahin hy k bilkul e concern na Karen, time to time news parhtay raha karen..
                • #9 Collapse

                  Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sameer72 پيغام ديکھيے
                  assalamu alaikum happy birthday re karta hun news hamesha MP4 par kaam karti hai agar Ham MP4 par kam kaise karte hain to ho jata haiagar hamesha kam karenge Tum jarur kamyab honge aur kamyabi hasil karne ke liye hamen jyada se jyada mehnat Karne ki jarurat hoti hai jo log hamen yad karte hain vah jarur kamyabi hote Hain

                  jab ap ka time set nahi ho ga sahi se tu ap ko yeh issue tab ata hai es kay alawa ap external websites ko be join kar kay news ko achy se follow kar skaty hain. news kay result ko be or analysis ko be sub ap ko time to time update ho kay milain gay lekin koshsih karain un ko apny hisab se trading mai set karain kay jab ap ik time mai itni update karain tu ap ko pareshani na ho or ap us ko asani se manage kar lain.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                    Assalamu alaikum g aj ka topic mt4 pr hai ap ne sahi kaha mt4 pr news late ati hai jiski wja se loss ho jta h lakin agr daikha jaiy to boht c aisi website mojood hain jo humen news ki information deti hain r upcoming b 90% correct news di jti hai jis se faida uthaya ja skta h
                    • #11 Collapse

                      Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                      dear Forex trading market me kamyabi hasil karne ke liye definitely aapko market me expected news ko bahut carefully hokar focus karna hota hai agar aap market mein available news ko ignore karte Hain to aisi situation main aapke liye problem create ho sakte hain aap ko koshish karni chahie yah Forex trading mein jab news se related information hasil kar rahe hote Hain to ismein agar aapko metatrader 4 per let information will rahi hai to aap is purpose ke liye other important software aur platforms bhi istemal kar sakte hain jismein aapko Forex factory aur uske alava kuchh important websites abhi news ki complete information in details available ho sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                        Dear sometime aisa hota hai Keemat Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur metatrader 4 use kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh Aisi news hoti hai jo ke aapke pass uski update Kisi technical issue ki vajah se let Ho Jaati Hai Lekin Jab aap ismein proper iska use karte hain to iska aapko Jyada fayda hote hain aur aapko time pe news update mil Jaati Hai Jiska of fayda Hasil kar sakte hain agar aap metatrader 4 main different indicators of tool ka istemal acchi tarike se karen to aapko ismein jyada fayda ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                          Nhi aysi koi bh bt nhi hy news hmsha forex ky rule ky mutbk time table ky mutbk ati hy hm kbhi bh himmt nhi hrni chya hm kbhi bh kamyb hons hy is business main expert Bn hy to hm chya ky hm mhynt kra konwldg or experience ky sath ky sath qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                            Black]forex trading exhibit me kamyabi hasil karne ke liye certainly aapko feature me foreseen news ko bahut cautiously hokar focus karna hota hai agar aap publicize mein open news ko dismiss karte Hain to aisi situation basic aapke liye issue make ho sakte hain aap ko koshish karni chahie yah Forex trading mein hit news se related information hasil kar rahe hote Hain to ismein agar aapko metatrader 4 for each let information will rahi hai to aap is reason ke liye other imperative PC program aur stages bhi istemal kar sakte hain jismein aapko Forex producing plant aur uske alava kuchh basic sites abhi news ki all out information in focal points open ho sakti hai.[/B][/U][/B][/SIZE][/B]
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News hamsha mt4 par late ati hen

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Professional_Trader پيغام ديکھيے
                              dear Forex trading market me kamyabi hasil karne ke liye definitely aapko market me expected news ko bahut carefully hokar focus karna hota hai agar aap market mein available news ko ignore karte Hain to aisi situation main aapke liye problem create ho sakte hain aap ko koshish karni chahie yah Forex trading mein jab news se related information hasil kar rahe hote Hain to ismein agar aapko metatrader 4 per let information will rahi hai to aap is purpose ke liye other important software aur platforms bhi istemal kar sakte hain jismein aapko Forex factory aur uske alava kuchh important websites abhi news ki complete information in details available ho sakti hai.
                              Dear yaha ignore ki nahi late anay ki bat ho rahi hai. ignorance ki bat ki jaye tu ap har news ko ignore kar sakty hain lekin us kay leye zarori hai kay ap ki koi trade open na ho news ki base pay. 2nd bat yeh hai kay ap news pay jb tak scalping karain gy or M5 kay time frame kay bad ap trade ko band kar dain gy tu es mai ap ka faida hai ap asani sy apni trades ko manage kar lain gy. Scalping he news time kay leye best hai or ap apni pasand ki koi be news jo high impact ho us ko ap trading karny kay leye chose kar sakty hain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X