Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading aik aisa business hai jiss mai daily bohat acha business hojata hai sirf achi planning aur strategy pay depend kerna parta hai aur strictly unhain he follow kerna hota hai. Pak forex forum pay members aksar iss baat ko discuss kertay rehtay hain kay trading ka target, profit ka target aur daily ka target ya weekly target banana chaiye aur uss pay he focus rakhna chaiye.

    Sub say best strategy aik waqt mai aik trade, aik chart aur aik fix lot size kay saath trading best tareeka kaar hai. Single trading kay liye crude oil sub say best commodity hai jiss ki learning traders ko zarur kerni chaiye kiyu kay crude oil ka spread fix hai. Crude oil ki daily aur her market session mai movement hoti hai aur acha profit aik he fix lot size kay saath kamaya jaa sakta hai. Crude oil mai achi learning aur demo practice ker kay sirf crude oil mai he trading kerna forex trading business mai successful honay kay liye bohat kaafi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

    g han ap ke bat bilkul theek hay ak post ak chary ak tred py kam krna chahy or pehly hamen anlysis chaek ke ky pher tred keni cchy us ky bad hmen active rehna chghy or tred ko chek krrty rehna chhy taky loss or profit samny aa jay or ham achi tred kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

      Traders ka ye rule hona chaye key single trade place kia karen aur lot size be fix raka karen, chart pattern bar bar change nahi karny chaye 1 hi chart pattern ki learning karni chaye aur account me 1 hi chart pattern ko follow kar key market ko analysis karny ki koshish karni chaye, lot size kabi kam aur kabi zeyada ki strategy kabi be kamyab nahi hoti hay, esi ghalti kar key ham risk key factor ko kam karny key bajaye increase kar sakty hey, mery khayal me agar lot size fix raka jaye aur 1 se zeyada trades open na karny key rule par amaal kia jaye to etna zeyada loss kabi be nahi ho sakta hay key ye recover na kia ja saky.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

        Well bro mein khud bhi jab trading karta ho to jis pair mein trade samajh ati hain to usi ek pair mein trade open kar leta ho phr jab tak us ek trade ko close na kardo tab tak dosri trade open nhi karta, mere khayal se is tarha hum multi pairs mein multi trade open karne ke muqable ek pair mein ek trade laga ke achi trading kar pate hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

          Single trade stretigy best stretigy hai ky ham jab bhi koi trade open kerty hain tou hamain is main hony wala profit ham bari asani sy withdraw kerwa sakty hain jab ky aik open trade ho tou usko control kerna bhi easy hota hai ky hamain agar continue same open trade main loss ho raha hai tou ham loss ko limit tak jany ky bahd close bhi ker sakty hain jabky ham agar same trade ko continue kerty hain loss main bhi tou koi aesi stretigy bhi use ker sakty hain jis sy hamain loss ko control kerny main help milti hai jesy ky hamain agar kisi aik open trade main loss ho raha hai tou ham hedging stretigy use ker ky apni open trade main hony waly loss ko control ker lety hain then acha time dekh ker hedging cut ker ky ham same trade sy out ho sakty hain ya phir same trade main hi hamain acha profit bhi hasil ho jata hai

          Hamain agar koi win stretigy use kerny per continue profit hasil ho raha ho tou hamain same stretigy ko follow kerty huey trade continue kerni chahiay ky jis chart pattern sy ham market ki read ker rehy hain jo time frame ham ny select Kia hua hai aur jis lot sy hamain trade open ker ky profit hasil ho raha hai tou jab tak hamain same stretigy per trade kerty huey profit hasil hota rehy hamain tamam factors ko same selection ky sath trade continue kerni chahiay ky agar ham bar bar stretigies time frame lots change kerty hain tou hamain loss bhi hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

            Dear jab ap ais market mai sirf aik pair select kar lety hai to aus time ap ais market mai aus pair par achy se analysis kar sakty hai k ais mai ap ne jo trade lagani hai aus par ap ne kitna risk lena hai aor aus k sath sath ap ne jo trade lagani hai aus par ap ne kitni lot use karni hai ais tarha ap asani se kaam kar sakty hai ap aik hi lot lagaty rehty hai to aus se ap ko pata hota hai k ap ka account kitna bara hai aor ais par ap ne kitna risk lena hai tab hi ap ko ais market mai fadia hota hai jab ap ais market mai aik plan bana k aus k hisab se kaam karty hai agar ap ais market mai achy se soch samjh k kaam kary gay to ap ko ais market mai faida hota hai aor ap ko loss bhi kam hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

              Yah baat bhi aapane bilkul theek hi my dear Forex trading members agar aapko trading mein achcha result chahie to aapko confidence ke sath acchi planning karte hue market mein achcha roleplay karna hota hai aur ek chahat hai use karna hota hai multiple trading strategies use karne se aapko confusion ho sakti hai isliye main aapko yahi advice karna chahta hun ki aap Forex trading market ko important samjho aur technical chart jisko candlestick chart pattern kaha jata hai usmein kam karne ke liye apna focus Pakistan Forex form mein bhi rakho aur demo account mein bhi practical work karte raho name account mein jo traders practical work karte hain vah acchi trading strategies understand kar lete hain aur apne skills ko behtar banaa lete hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                Dear ap ki bat theak hai agar analysis achy hon tu ap apko sirf aik trade lagani chahye aur agar ap sirf aik pair k expert ban jayn sirf aik pair p trading karty rahyn tu ap ko uski movment ka full idea bhi ho jaye ga aur ap analysis bhi jaldi kar lyn gy aur lot bhi ap jab avrage rakhyn gy tu ap ko trading mein profit hoga lekin ap apny account balance ko dekh k risk lyn aur money management k sath trading karyn aur ap agar singal trade strategy use karyn tu apko faida hoga but ap k analysis achy hony chahyn ta k agar ap ne aik trade lagai hai tu ap ki trade daily profit mein jani chahye aur sham tak trade ko close bhi karna chahye aur jahan tak mera mashwara hai tu ap jo bhi strategy use karyn apko khud se apni strategy k rules bana leny chahyn aur un rules ko follow bhi karna chahye aur apko apny account k hisab se rules banany chahyn aur lot aur risk waghaira p compromise ni karna chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                  jo log trade karta hain un ka lia ya sub sy best hai ka wo log aik asa pair chose karain jis pr wo ahsani sy trade kar sakain or ak time pr ake hi pair lain or zyada pair pr trade na karain kiun ka loss ho sakta hai tuwajoo nahi rahti hai or jub hum ak pair pr trade karain gain tu ake hi chart pr focus raha ga jis sy huma kafi fida ho ga or lot size ko change na karain bar bar malta ake hi lot size use karain or koshihs karian k achoti lot size ho bari lot size na ho kin ky bari lot size problem da gi loss hona pr bara loss ho sakta hai is lia dear lot size ko chota rahna dain han is sy profit cohota ho ga laken loss bi chota ho ga or profit na hona sy bahtr hai ka chota ho is lia lot size ko fix karain jo ho jaya ake hi lot size karain or ake pair use karain or ake chart pr focus karna bohot zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                    dear mostly wo traders aik trade aik chart or aik lots size ka use karte hain jinho ne singal pair per trading karni hoti ha jaisa ke energies pair crude oil ya phir metal pair gold per aisay traders fundamental analysis ki base per trading karte hain or un ke samne un ke goals hota in or is ke liey un ke pass aik hi pair hota trading karne ke liey jo unhoo ne select kia hota ha or wo aik big time frame me market ka analysis karte hain technical analysis pe or os me 60% un ka fundamental analysis hota ha or un ka aik lots size select kia hota ha money management ki calculation se jisse un ko acha results milte hain
                    aik pair aik chart aik lots size aisy traders ke liey best plan hain jo kisi energies ya metal pair me long term trading karna chahte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                      Forex trading main ap ny bilkal tek ha kamyab hona ha to humy aik fix lots size select karna ho ga or aik chart frame select karna ho ga aik he pair ya metals select karna ho ga jis main hum log trading Kar k ache earning kar sakty han daily k hessab sy q k jab hum aik pair ya kisi metals main trading karny gy to humy us ki samj aay ge kase movement karta ha or kis news pe is ka Kya asar hota ha is tahra hum aik pair ya metal ko easily samj sakty han is ley humy ziada sy ziada profit hasil karan k ley aik trade aik time main open karni chae ha ta k hum easily kamyab ho saken or forex trading main easily successful ho sakeny is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge or aik fix lot sy aik metal ya kisi aik pair main trading Karny ta k easily seek k kamyab ho saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                        g han bhai jan ap ny boht achi baen btai hain hmain jo k bilkul sahi hain or main apki baton par seamt karta hun forex trading aik boht he shandar business hai jis par hum jitni chhaen otni mahnat kar k paisa kama skty hai laken e k liye zarri hai k hum apni trading main kamyab hony k liye mahnat karen q k jub hum tradng main rsk k sath trading karengy tu hmain otna e loss hota hai es liye apny kam ko bahtr se ahtr karen jis se ap kamyab h o skty hain.
                        F orex trading main agr hum aik time main aik he rade or aik he fix lot k sath tarading karen tu yah sub se best startgy hai jis se hum apni trading ko bahr kar skty hain or apni trading main loss ko kam se kam kar skty hain forex main jub loss hota hai tu wo hmari apni wjah se hota hai es liye apny kam ko bahtr se bahtr kud bnaen or apni trading main kamyab ho sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                          g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree karta hun forex trading main aghr hum kamyab hona chahty hain u hmain aik he time main aik he trade lgani hogi es se hmari trading main risk kam hota hai or hum apni trading main kamyab ho skty hain hmain loss tab he hota hai jub hum apni trdaing main zyda se zyda risk k sath trading karty hain os se humain loss bhi face karna parhta hai es k ilwa forex main hmain lot size ko boht dehan se set karna cahye q k jub hum lot size set kar dety hain tu osi k hisab se hmain profit loss hota hai or aghr zyda lot set kar di jay tu hmain loss bhi zyda hota hai es liye lot ko achi trha se margin par rakhty howe set karen jis se hmain loss hony k chaces bhi kam se kam ho jaen or hum apni trading main kamyab ho skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                            dear jahn tak forex main mera experience hai ham ko lot size tu fix rakh laini chaheay mager chart ko har time frame daikhna boht he zrori hota hai kyon jab bhi ap har time frame main daikhty hain tu ap ko market har tarah say clear nazer ati hai aru es tarah say ju big time frame main trend hai uss ko follow bhi kar sakty hain aur ju big time frame main hurdle hoti hain uss par bhi nazer rakh sakty hain es lea forex main market main ap ko har tarah say he analysis kar ky kam karna parta hai ap ko kabhi bhi aik chez ko dekh kar order laina chaheay kyon ky forex aik mumkinaat ka khail hai jiss main jitni high accuracy waly analysis hon gay ap ko utna he es main kam loss ho ga aur ap ki trades ki win accuracy ziada ho ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Aik Trade Aik Chart Aik Lot Size

                              Dear friend forex trading main hum log both juldbazi karty han or lalich ki waja sy both juld ameer hona chahty han or lalich ki waja sy hum bari lots lagaty han ta k humy juldi profit ho hum kamyab hon jab k lalich juldbazi or emotions sy humara loss ho jata ha humara account wash ho jata ha or humy profit ki jaga loss hota ha or na hum ameer hoty han jab k hum sabir sy kam karny or aik time aik he trade open karny or fix trade open karny apny account k mutabiq or aik he pair main trading karny to hum easily tohra tohra kar k monthly ziada profit hasil kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han or forex trading main jtna hum lalich juldbazi or emotions ko control kar k trading karty han to humy utna he fayda hota ha or agr hum control ni karny gy to apna he loss karwany gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X