Margin aur free margin main farq Kia hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin aur free margin main farq Kia hota hai?
    Jab ham forex market main apni investment per trade open kerty hain tou hamain total balance equity margin aur free margin show ho raha hota hai so mera tamam members sy yeh sawal hai ky margin aur free margin main farq Kia hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

    G han dear ye aik acha aur asan sa sawal hai jis kay barye mai ap ko wazahat say batat hun ap ko pta ho ga kay jub ap kah pass koi balnce hota hai yani kay ap kay pass kuch bonus hai matlab kay account mai balnace hai aur ap ko koi trade lagtye hain us mai ap ka marg level kafi show ho rha hota hai jub kay ap nay aik trade open kiya hai aur wo trade ap ka lose mai chala jata hai tu ap ka us time marg level kam ho jata hai kiyu kay marg level jo hai na wo ap kay total balance mai say show hota hai jub jay ager ap ko es mai profit ho jata hai tu ap ka margin level zayda ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay dath apna kam karain ta kay ap ka margen level down na ho aur ap es pay aur bhi trade laga skain kigu kay ye ager khtam ho jata hai tu ap kam nhi kar saktye hain ye bat ap yad rakhain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

      Dear jab ap account mai investment karty hai to aus time ap k pass jitna balance hota hai wo ap ka margin hota hai aor agar ap k account par koi trade na lagi ho to atna hi ap ka free margin hota hai magar jab ap account par koi trade lagaty hai aor aus par ap jitni lot use karty hai wo ap ka margin use ho jata hai aor ap ka free margin aus time thora kam ho jata hai agar ap ki trade loss mai jati hai to aus k sath sath ap ka free margin kam hota jata hai magar jab ap ki trade profit mai aa jati hai to aus time ap ka free margin zayda ho jata hai agar ap account par bari lot lagaty hai to aus time ap ka zayda margin use hota hai agar ap choti lot lagaty hai to aus time ap ka margin kam use hota hai ais liay lot account k hisab se use kary ta k margin kam use ho.
      • #4 Collapse

        Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

        margin vah hota hai jo aapke account mein maujud capital amount ho aur free margin agar aap ek trade karte ho to uske bad bachne wala amount aapka free margin kahlata hai yani ke aap masjid kaun si trade open kar sakte ho aur kitni amount ke lot size ke sath open kar sakte ho usko free margin kaha jata ha aapko maloom hona chahie ki Pakistan Forex forum mein trading market mein trading karne ke liye best chijon ko discuss Kiya gaya hai aur is section ko itna die Forex trader kaha jata hai aap section mein jakar shuru mein kam karo jab aapko metatrader 4 terminal mein use hone wale elements ki samajh a jaaye tab aapko real account jis ko bonus affiliated program account sponsor kar raha hai aapka broker instaforex use mein kam karna tab aapko hogai
        • #5 Collapse

          Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

          margin
          margin ap ka wo balance hota ha jo ap trade ya position open kartay wakt use karte hain
          jo ap kay pass margin hota ha trade open karne kay liey os ka use ap ki leverages per depend karta ha agr ap apni leverages ko zeyda select karte hain tu ap ka margin kam use ho ga trade open karte wakt agr ap ki leverages kam ha tu ap ka margin zeyda use ho ga trade ya position open karte wakt
          free margin
          jub ap koi trade open nehi karte hain os wakt ap ka free margin or margin or equity same hoti ha jub ap order open karte hain tu kuch margin use ho jata trade open karne me or jo ap kay pass bach jata ha wo free margin hota ha or ap ki trade per loss or profit ka asar bhi ap kay free margin par parta ha agr ap ki equity zeyda ho rehi ha ap ka free margin bhi zeyda ho jaye ga agr equity kam ho rehi ha tu ap ka free margin bhi kam hota rehay ga
          example
          ap kay pass account me 100$ hain tu ap ne koi trade open nehi ki ha or ap ki leverage 1:50 ha tu ap ka margin 100$ ho ga free margin bhi 100$ ho ga or ap ki equity bhi 100$ ho gi
          jub ap 4 digits instaforex kay account me eurusd me 0.01 ki lots open kar di ha jis per ap ka 2.17$ ka margin use ho gaya ha or ap ki trade per spread ka commision or kuch pips against honey ki waja 2$ ka loss bhi chal raha ha tu waha par ap kay 100$ free margin me se 2.17$ margin use honay ke or 2$ loss hone kay bad ap ke pass 95.83$ ka free margin ho ga or equity 98$ ki ho gi or ap ki trade abhi bhi run kar rehi ha
          • #6 Collapse

            Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

            margen wo hota hai jo show karta hai ka app trade kar sakta hain ka nahi agr free margin ah raha hota hai tu matlab hai ka hamra pass kitna pasa hain masal ka tor pr hum trade lagata hain or hum loss ho raha hota hai margin mai ah raha hota hai ka kitna or rah gaya hai passa jin sy hum trade kar sakta hain margin or free margin ka darmiya equity bi ati hai free margin hamara bacha huwa balance hai or ya show ho raha hota hai necah or balance or free margin same hota hai is jub trade open karta hain tu margin show hona lag parta hai ka or loss mai tu margin kum hona suru ho jata hai or jub trade band ho jati hai tu phr free margin or equity or balance sub same ho jata hain is lia huma trade karna sy pahal free margin ko dahk lana chaya ta ka hum log ko pata chala ky hum log trade kar sakta hain ya nai
            • #7 Collapse

              Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

              Dear jab ap apny account mein balance deposit karwaty hain ya ja apka bonus aa jata hai tu apko metatrader 4 p balance show hota hai aur free margin bhi utna he show hota hai jitna apka balance hota hai aur free margin aik trade open karny ki capacity hoti hai aur jab ap trade open karty hain tu apka free margin kam ho jata hai kyun k kuch margin use ho jata hai aur agar ap aik aur trade open kar lety hain tu apka free margin aur kam ho jata hai
              Aur margin wo hai jiska relation ap ko leavrage k sath hota hai jaisa k agar apki leavrage kam hogi tu apka margin zayada use hoga aur ap ko profit aur loss bhi kam he hoga lekin agar ap apni leavrage barhayn gy tu apko loss aur profit bhi zayada hoga lekin dear jab bhi trade open karyn tu apny free margin ko zaroor dekha karyn aur agar free margin kam ho tu trade mat open karyn kyun k agar apki trade loss mein jati hain tu apki equity bhi kam hoti jaye gi aur apka account wash ho sakta hai is liye jab bhi trade lagayn tu apny account balance k hisab se money management kar k lagayn aur agar apka free margin kam hai tu lot size bhi choti use karyn
              • #8 Collapse

                Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                Jab ham forex market main apni investment per trade open kerty hain tou hamain total balance equity margin aur free margin show ho raha hota hai so mera tamam members sy yeh sawal hai ky margin aur free margin main farq Kia hota hai?
                Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha margin or free margin both important han q k margin sy he pata chalta ha hum ktni trade open kar sakty han jab humary account ka balance 100 dollars ho to humary pass margin or free margin same hota ha Jase he hum koi trade open karty han to humara margin Kam ho jata ha or free margin main humy btata ha k ap ka margin 80 reh gea ha phr trade lagany gy to ye or Kam hota h jay ga means jab free margin khatam hota ha to us k bad hum or trade Ni laga sakty Han is ley humy chae ha k hum apny margin or free margin ko samjny ho ga ta k hum behtar trading kar sakty or proper planning or strategy sy trading Kar k kamyab ho saken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                  bhai jan forex trading main margin amount wo hoti hai jo k apk account main trade lagany se pahly show ho rahi hoti hai or jub apki trade lag jati hai tu wo margin level change hota rhta hai jub k aghr profit ho rha hota hai tu wo barhany lag jata hai or jub loss hota hai tu wohi margin minus main dikhny lag jata hai tu wo hmara margin hota hai es k bad aghr hum free margin ki bat karen tu wo jub hmari trade loss main ja rahi hoti hai tu stah main nechy hmain free margin show ho rha hota hai jis ka mtalab yah hota hai k aghr apki trade es time par close ho jati hai yah ap khud kar dety hain tu apki trading main free margin atna rah jaya ga jis se ap apni trading kar skty hain tu jitna free margon show hota hai es bat ka khyal rakhen k hum next os margin se apni trading kar skty hain k nahi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                    bhai jan forex trading main margin level wo hota hai jo k apk account main majood balnce ho osko hum margin kahty hain es k ilwa margin hmara hmary account main set ki gai lverage k hisab se bhi show hota hai jis se broker ki traf se hmain kuj points main margin milta hai jis main hum apny kam bonus account k sath bari currency ko buy sell kar skty hain es k bad jub hum apni trading karty hain tu hmary page par aik free margin bhi show hota hai jis main hmary account main majood balnace or open ki gai trade main jo points minus ho rahy hoty hain wo hmary free margin main show ho rahy hoty hain oska mtalab yah hota hai k hmari trading k doran jo hmain loss or profit ho rha hai osko hisab main la kar jo amount show hoti hai wo hmary pass free margin hota hai jub trade close ho jati hai tab hmra free margin bhi chnage hona band ho jata hai wo hmara free margin hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                      Dear friend Forex trading Mein margin level vah hota hai jo aapke account mein majbur balance Hota Hai usko Ham Arjun Kahate Hain Iske alava marjane Hamare account mein set ki gai leverage ke hisab se b show hota hai jisse Jise broker ki taraf se Hamen Kuchh points mein margin Milta Hai jisse Ham Apne come bonus count ke sath Badi currency ko boy sell sakte hain Iske bad Jab Ham apni trading Karte Hain Hamare page per Ek free margin bhi show hota hai jismein Hamare account mein maujud balance aur open kijiye trade mein jo points minutes ho rahe hote hain vah Hamare free margin Mein show ho raha hai Hote Hain Ham next is margin se apni trading kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                        Dear friend forex trading main jab hum log deposit karwaty han to humara account main margin or free margin show hota ha jis main free margin humy btata ha k hum ktni trade laga sakty han jase jase trade open karty han free margin kam hota jata ha jan margin ka matlab ha k equity ktni ha means jab trade chal rehe hoti ha to humara balance same he rehta ha jab tak hum trade close ni karty han or margin means equity humari kam ya ziada hota rehti ha is sy humy samj aati ha k margin humara current balance hota ha jab free margin humy trade lagani ki capability btata ha or balance trade lagany or close karny tak same hota ha jab trade close honi ha to phr balance kam ziada hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                          Forex trading business mai traders ko apnay account kay barey mai bohat acha knowledge hona chaiye kiyu kay jab tak trader ko apnay account ka acha knowledge nahi hoga usay account balance ko achay aur safe tareekay say use kerna bhi nahi aey ga. Traders ko account balance, equity, margins aur free margins ka pata hona iss liye bhi zaruri hai kay unhain jab kisi trade mai lot size select kerna hota hai tou apnay margin aur free margin ki consumption ka pata chall Jata hai. Equity kisi bhi trade ko open ker kay jitna spread aur loss ya profit ajata hai uss ki calculations ko equity say Kamm ker lain tou baaki account balance equity mai show ho raha hota hai. Issi tarah margin aur free margin bhi account ki leverage aur pair kay spreads kay sath saath lot size pay calculate ho raha hota hai. Experts traders issi liye kehtay hain kay traders ko koi bhi trade open kertay huay spread ka pata hona chaiye aur lot size kay saath apni equity aur margin kay use ka pata hona zaruri hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                            Bhajan Forex trading Mein margon level 4 hota hai jo ki aapke account mein maujud balance Ho usko Ham Marg in Kahate Hain Iske alava margon Hamara Hamare account mein set Kiya Gaya levarge hisab se bhi Shor Hote Jata Hai jisse broker ki taraf se Hamen Kuchh points main margan Vishu hota hai jismein Hamare account mein maujud balance aur open ki Gai trade mein jo points means ho rahe hote hain vah Hamare free margon mein show ho rahe Hote Hain uska matlab yah hota hai ki Hamari trading co dauran Jo Hamen loss aur profit ho raha hai usko hisab Mein Lekar Jo amount show hoti hai vah hamare pass free Marg Hota Hai Jab trade close Ho Jaati Hai tab Hamara free Marg in bhi change Hona band ho jata hai vah Hamara free Marg Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Margin aur free margin main farq Kia hota hai?

                              forex mai hamy margin rahk ky kam karna ho ga lakin is ky loye hamara account be safe hona chaeh or hamara experience be acha hona chaehy hamy learning gan kar ky kaam karna ho ag pherhe hum agy bar saky gy forex aik onlien business hain hum is mai bager pasiao ky account ban ar be kam kar sakty hain hum is ma paert time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakt hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss h ojy ga hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik legal business hai nhum is mai agar kamyab hona chate hain to hamy take profit ko or stop loss ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kma skay gy forex aik acha busienss hain yai all world mai bohat taze sy mashor ho raha hain forex aik acha business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X