Forex 100$ Account Management for new traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex 100$ Account Management for new traders
    Dear members, yay mauzo shuru krny sy pehly may kuch cheezain wazay krna chahta hun takay thread inn topic tak mehdood rahay.
    1. Sb sy pehlay, aik baray account ke baat ni hou rhe na hee profit, loss ke. Balkay aik 100$ account ke risk management kaisy hou sakte hy.
    2. Dosra yay cheez matter ni karte k app ka account size kitna hy in the intial stages, baat "learning the process" ke hote hy. Kyun k jub aik chota account sai
    sy manage krsakay gy tou agay zyada capital walay account aram sy manage krsakay gy.

    Benefits:
    1. Tou uss 100$ k faiday yay hy k aik tou ap zyada invest ni krty iss liyay itna loss ka khatra ni hota.
    2. App iss account kou with steady growth aur discipline k sath 1000$ may bhi convert krsakty hy.
    3. App isse account may sath sath investment krsakty hy.
    4. Kafi brokers abb high leverage dy rhy hy. Jis sy ap thori amount may zyada trades krsakty hy.

    Drawbacks:
    1. High leverage ke wajah sy app apna capital jaldi loss krsakty hy
    2. Yay time consuming hy jis may ap kou bohot sabar krna hoga.
    3. Kuch brokers kee minimum amount zyada hy.
    Laiken instaforex, aur kafi brokers aisy hy jou achay leverage aur minimum capital to trade bohot kum hy.

    Apni apni suggestions dy k kis tarah iss manage kiya jaa sakta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex 100$ Account Management for new traders

    One hundred dollars new members ky liay trade continue kerny ky liay achi amount hoti hai ky agar achi terha manage ker ky account ko run Kia jaey tou achi earning bhi hasil ho sakti hai so agar ham her open ki jany wali trade main ten percent risk lety hain with ten percent risk to reward ratio ky sath tou hamain account manage kerny main koi mushkil nehi hoti ham just trade continue ker ky ten percent risk mean ky agar loss ho tou ten dollars ka aur agar profit hasil ho tou bhi ten dollars ka agar isi terha trade continue kerty hain tou profit hony per next trade main eleven dollars ka risk aur loss hony per nine dollars ka risk lety hain tou ham apni hundred dollars account ko bahot achi terha manage ker ky trade continue rakhty huey forex market main aona account bahot achi amount tak grow ker sakty hain then hamain isi ratio sy trade continue kerny per bahot jald bahot achi income hasil hony lagti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex 100$ Account Management for new traders

      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main humy both samj k trading karni ho ge main 100 dollars both kam hoty han q k high leverage ki waja sy hum log bari trade laga sakty han jis ki waja sy humy ziada profit ya phr ziada loss ho sakta ha is ley humy small lots lagani hi ge ta k ziada risk na ho jtni hum small lots sy trading karny gy to hum utny he ziada kamyab ho saken gy is ley humy maximum knowledge hasil kar k or demo account main ache practice kar k trading karni ho ge jtni ziada practice karny gy humy utna he fayda ho ga is ley 100 dollars k account main trading karny k ley proper money management or risk management sy trading karni ho ge is k ley proper stop loss or take profit istamal karna ho ga is ley humy ziada sy trading mehnat kar k forex trading seek k trading karni ho ge
      • #4 Collapse

        Re: Forex 100$ Account Management for new traders

        G han Dear forex pay jab hum aik proper time k mutabik kam kry gay chye wo account 100 dollars ka hn ya us say bhara hn hum us pay buht soch samjh k tread lay gay tu hi hum us pay kamyab hogay ku k 100 dollars ka account atna bhra nii hota jas say hum bhra lot size lay us ki levarge atna high nii hotii jas say humy atna fida ho sky as lay hum buht kam lot size say us bonus say or us account say fida uthna chye agr hum 100 dollars k account
        Pay bhara lot size rakhy gay ya riskii kam kary gay tu us say humy buht nuksan hoga humra account bhi wish ho skta hy as lay humy us pay asa koi bhii kam nii krna chye jas say humy buht zyda nuksan hn jab hum buht kam lot size say tread lay gay kam kary gay tu yaqeenan us say humy buht fida hoga lalach say bach kr or zyda rasik humy choty account pay bilkul bhi ni leny chye wrna un say humy buht loss hota hy jab thora thora profit lay gay tu us say humy buht fida hoga humri earning bhi zyda hogie humsha acha kam kry or achi soch k mutabik kam kary tu us say humy buht fida or earning hasil hogie....
        • #5 Collapse

          Re: Forex 100$ Account Management for new traders

          G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to ais market mai hum ko 100 usd se kaam start kar lena chaye aik to ye atni bari investment nai hai agar ap ais mai loss bhi kar dety hai to ap ko ais mai masla nai hota hai dosra ap agar ais mai risk lety hai to aus par ap kafi zayda profit bana sakty hai ais mai ap ko ye faida hota hai k ap ka agar loss ho ga to 100 usd ka hi ho ga magar aus risk par ap ko agar faida ho jata hai to aus par ap asani se acha profit bana skaty hai aor kamyab ho sakty hai agar ap ais market mai trade lagaty hai aor ap k pass account chota hai to aus par hamesha achi trades hi lagye tab hi ap ko faida ho ga ap aus par zayda profit bana skaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex 100$ Account Management for new traders

            100$ new aur junior traders kay liye aik bohat munasib aur average account investment hai. Forex trading business aik aisa business hai jiss mai traders ko hamehsa apni investment, apnay back up capital, aur experience ko saath saath manage aur express kerna hota hai. Traders jab real trading account mai apni investment kay saath trading shuru kertay hain tou unhain bohat si baato ki fikar hoti hai. 100$ account balance kay saath trading kernay kay liye kuch roles Bana lainay chaiye aur phir unn pay ammal kerna chaiye.

            1. Apna lot size hamehsa minimum ya average he rakhna chaiye

            2. Aik waqt mai aik ya ziada say ziada 2 trades he open kerni chaiye

            3. Jab tak profit withdraw payment processor mai transfer na hojaey uss waqt tak new trade open nahi kerni chaiye.

            4. Experience aur knowledge kay baghair market kay trends aur analysis kernay mai bohat ehtiaat kerni chaiye

            5. Forex news aur signals ko MT4 terminal pay time frames kay saath verify zarur ker laina chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Forex 100$ Account Management for new traders

              Pakistan Forex forum mein bahut achcha detail ke sath management policy ko aapane discuss kiya hai main aapki baat se agree karunga aur aapko appreciate karunga Forex trading market mein $100 account ko management karne ke liye aapane jo step bataen hain vah perfect hai na insteps ko remember karke hamen main dam account mein prektis kar leni chahie hamen isase fayda ho sakta hai trading market mein maximum trading members Forex trading market ko casual behaviour ke sath quit kar dete hain unko samajh nahin aati ke market mein karna kya hai vah samajhte hain unke just market ko up and down jata dekhkar trade lena hoti hai lekin aisa nahin hai bahut sare avamil ko understand karna samajhna aur sikhana padta hai tab market mein kaam karna aasan ho sakta hai Forex trading market mein indicators trading tools terminal sabki apni apni importanxe hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                G Amjid Afaq Aap nay iss thread main bohat important aur informative knowledge share kiya hai jis ki waja say bohat say traders ko faida ho ga. Mere khiyaal main 100$ kay account ka kaafi risk hota hai jis ki waja say itnay small account ko manage karna mushkil hota hai lekin jo trader iss account ko manage kar leta hai us kay liye trading main learning bohat asaan ho jati hai. Iss main high level risk honay ki waja say traders bohat careful ho kar trading kartay hain, Aisay small account ko manage karnay kay liye traders ko chahiye kay bilkul small lot size use karen taa kay agar loss ho to thoray say thora ho aur account save rahay, Iss kay ilawa stop loss aur take profit ko laazmi use karen. Iss small account say trader "slow and steady wins the race" ki strategy par amal kartay hoye iss account ko barha saktay hain aur jitana trader ziada say ziada trading karay ga utna ziada us ka trading ka experience barhay ga jo kay kisi bhi trader kay liye long term main bohat faida day ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                  bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main trading karny k liye zarori hai k humain apny trading k method ko aik bar chek kar lena chahye k hum jis trha bhi trading karengy os main hmain faida kiya hoga or hmain oss k drwabacks kiya ho skty hain jis trha ap ny hmain explain kiya hai bilkul sahi kiya hai q k hum apny account ko 100 % he risk free kar k kam krna chahty hain jis main hmain loss bhi na ho or hum apni trading ko faida mand bna skty hain,
                  aik acha trador apni trading main tab he kamyab ho skta hai jub tak wo apni trading main risk ko kamkar skty hain tu he kamyab ho skty hain q k jub hmain loss hota hai tu hmain os ko cover karna bhi hota hai q k jub tak hum main trading karny or profit hasil karny k guts nahi hoty hum tab he hum kamyab ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                    Forex trading main money management both ziada important ha jab tak hum proper money management sy trading Ni karny gy to humy loss k ziada chance hoty Han is key humy sab sy pehly money management k ley ache analysis kar k proper stop loss or take profit istamal karna ho ga jab hum log stop loss or take profit istamal karty han to humara account safe ho jata ha q k stop loss ziada loss sy bachata ha or take profit sy hum ziada sy ziada profit hasil kar sakty han is ley humy apny account k mutabiq trading karni chae ha Jase 100 dollars hon to phr humy small lots sy trading karni chae ha 0.01 ki 2 ya 3 trade open karni chae han is sy ziada trade open na karny ta k humy loss na ho or proper stop loss or take profit lazmi istamal karny
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                      g han bhai jan ap y bilkul sahi kaha hai forex trading main kamyab hony k liye zarori hai k hum apni trading main monney management ka khas khyal rakh kar trading karen q k forex main management ko qai rakh kar trading karny main faida hai jub hum forex main yah sub points ko ignor kar dety hain tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain ayse he loss hony k chnaces barh jaty hain or hum nkam bhi tab he hoty hain es liye hmaisha apny kam ko bahtr karny k liye hain un sub he factors ko avoide karna chhaye jis se loss hony k chnaces zyda hoty hain or es k liye money management kam ati hai jis main ap apni trading main kamyab ho skty hain or achi earning bhi kar skty hain hmaisha apny kam ko bhatr se bahtr kar k kraen ta k apko forex main loss na ho skay or ap kmayb ho saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                        g han bhai jan ap nu bot achi bat ki hai forex trading main aik trador tab tak kamyab nahi ho skta hai jub tak wo apni trading mai money managment ka khyal nhai rakhta hai money managment k sath rading karny main hmain loss hony k chances bhi kam ho jaty hain or hum kamyab ho kar profit bhi lay skty hain es liye hmaisha apny kam ko planning kar k kam karen ta k hum apni trdaing main kamyab ho kar achi earning kar saken forex main aik acha tador tab tak nahi bna ja skta jub tak apny account ko save rakhny k liye planning nahi ki jati q k jub tak hmraa account hai tab tak he hum tradng kar skty hai or jub acount he nahi hota hai tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain or na he hmain los hona kam hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                          Dear member forex tradingnl ek Aisa business hai jisme different traders ka opinion different ho sakta hai lekin money management ek Aisa topic Hai jis per takriban traders 1point per Gather hote Hain. Agar aapke pass 100 US dollar ka trading account available to aapko uski money management is tarike se Karni hogi ki 30 to 40% of your total capital yani 30 se 40 US dollar of apni money ko online trade mein invest karenge Baki aap seve rakhenge aur jis se Jo bhi profit gain hota jaega aap apne total capital ke hisab se 30 to 40% invest Karen. Aisa karne se aapka account hamesha secured rahega. Market mein jitni bhi zyada changes a jaen lekin aapka account washout hone se bacha rahega aur agar market aapki prediction se reverce Ho jaati hai to aap long time tak wait kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                            aik 100 doller main money mangement apply karna bohut he simple hota hai hai kyon ky ager ap ky pas 100 doller ka account hai tu ap es main 0.02 ki lot say 1:500 leverage ya es say bhi ziada use kar ky apni lot size ko mange kar sakty hain bonus account mainn ye lot size 0.20 hoti hain kyon ky uss main ham ko leverage bohut he kam di jati hai ager ap real account main account main investment kr ky kam karain gay tu wahan ap ko 1:500 say 0.02 ki lot money mangement ky hisab say ho gee es lea forex main ap ko es bat ka khayal rakhna ho ga ager ap bonus account use akr rahy hain tu us main money mangement or tarah say apply ho ge aur ager ap real use kar rahy hain tu uss main or tarah say ho gee jiss say ap apny account ko mangment kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex 100$ Account Management for new traders

                              Forex trading Mein money management bahut jyada important Hai Jab tekan proper money management share trading Nahin Karenge To Hamen loss ke Jyada chance hote hain iske liye Hamen sabse pahle money management ke liye Achcha analyses Karke proper stop loss aur take profit istemal karna hoga Jab ham log stop loss aur take profit istemal karte hain to hamare account saaf ho jata hai Kyunki stoploss Jyada log se Baccha Hai Tu aur take profit se Ham Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen Apne account ke mutabik trading Karni chahie Kaise sou dollars Ho To fir Hamen Sambhal load se trading Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X