assalamualaikm welcome to Pak forex forum..me AP sb ko ye btana chahta hn k dear kamyabi us wakt Tak nhi milti jab Tak ham khud kamyab hny ki koshish karain mtlb apna Kam imandari se na karain ..agr ham achy trader bn k kamyab hna chahty Hain to hamian chahea k hm forex forum per apny Kam ko Kam samjhain aur khoob mehnt karain..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим