For newbies Minimum lot se start len
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: For newbies Minimum lot se start len

    Aisy log keh jin ko frum pay join howy zyda arsa nhin howa hay un k liye yeh must hay keh woh kisi bhi pair pay trad krny say avoid kren kyun keh trad krna itna easy nhin hay is k liye membrs ko kafi zyda hard work krna hoti hay or agr woh trad krna bhi chty hain to lot size kam use kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: For newbies Minimum lot se start len

      Forex mein New trader k liye ye zaroori hai k wo apni trade mein kam se kam lot size use kar k trading karain kiok agr New trader ziada lot size use kartay han aur ziada risky trading kartay han tu is se loss hota hai tu ziada hota hai aur account bhi Wash ho sakta hai kiok New trader ko knewledge aur experience kam hota hai aur loss k chance ziada hotay han aur kam lot size ho gi tu is se profit aur loss kam hi ho ga
      • #18 Collapse

        Re: For newbies Minimum lot se start len

        New members ke pass Itna Achcha experience aur knowledge Nahin Hota Jab Bhi vah market Mein trading start karne lage to unhen chahie Ke Apna lot size minimum lagaen Jitna Jyada alert lagaenge utna loss profit Hoga Ki Koshish karne Ja Ja Ke Apna Dil Ko Sambhal Lagaya Jaaye vah bhi Jaaye to use isiliye recover kar Saken
        • #19 Collapse

          Re: For newbies Minimum lot se start len

          g hn g ap ny bilkul theek baat ki hy k hmein jo k new members hein vo trading ka itna experience nai hota to unhein dosru ko dekh k ye nia karna chahiye k un ko copy krny lg jao gy to un ka experience zayada hota hai is lye vo axha earn karty hein big lot size select krty hein but newbies ko km lot size se trade strt karni chahiye ta k loss bhi ho to zayada na ho r axha profit mill jae,..
          • #20 Collapse

            Re: For newbies Minimum lot se start len

            agar hum forex trading main new hay to humay chahiye keh pelay demo account par es ki practuice zaroor kar lain kyun keh tab he humay pata chalta hay keh kaisy hum market say profit bna sakty hay aur kaisy kamyab ho sakty hay esmain mehnat darlar hoti hay aur karty rehna chahiye
            • #21 Collapse

              Re: For newbies Minimum lot se start len

              Bilkul new trader ko chahye ke chhote pemane se trade shuru karen keunke un ko iska experince nahe hota to na tajurba kari ki bina par zeyada loss na kar bethen shuru me agar loss bhi ho to dis heart na ho kyunke mushkil ke sath aasani he aor nafa nuksan karobar ka hisa he
              • #22 Collapse

                Re: For newbies Minimum lot se start len

                agar hum kam say kam lot size use karen gay to hum m arket main saef trading kar sakty hay es business main kabhi uhmay ziada lot kay chakar main nahi parta chahiye ye humariy liye theak nahi hota sabar say chalty rehna chahiye humay
                • #23 Collapse

                  Re: For newbies Minimum lot se start len

                  kam lot size ko use karna chahiye kyun keh ziada lot ko use karny say hum market ain ziada nuqsan bhi kar sakty hay zaroori hay keh sabar say he trading ki jaye tb he market main acha earn kea ja sakta hay aur safe rh sakty hay
                  • #24 Collapse

                    Re: For newbies Minimum lot se start len

                    Koi bhi trader aik din may millionare ni ban sakta. Ap kou iss k liyay kafi mehnat krne parte hy. Aur yahi asool zindagi ka hy agar ap kou kamyab hona hy tou ap kou uss cheez k liyay mehnat bhi karne paray ge. Kismat bhi iss may aik role play krte hy par jahan ap ny mehnat kee hou tou uss ka phal zaror milta hy isse liyay zyada sy zyada mehnat karay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: For newbies Minimum lot se start len

                      Forex trading Mein jitne bhi member se hote hain unko chahie ki vah patients se kaam Le aur apne emotions per control rakhen Jiski vajah se bahut sara loss ko face karna pad sakta hai. agar Ham Forex trading Mein patience aur emotion Se Kam Nahin Lenge To Hamen loss ko hi face karna padega. market ke trend ko identify karne ke liye Hamen chahie ki Ham proper trendline ko use Karen Jiski vajah se Hamen trend ka analysis Hoga aur ham Trend ke mutabik trade Le Sakenge aur profit earned kar Sakenge..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X