Lose mai feeling
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex traders often lose their confidence and damagy which are not as present in the.Fail in their trade with the market up so nicely not see how the market.And below is the result of a trader is making a loss hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear brother agar itni mehnt k bad lose ho jahy to dukh kis ko he ho ga mujy jb lose hota hai to mujy really main both dukh hota hai par lose mari he kisi mistake i waja sa hota hai main har aik galti har lose k bad sekhti b hon.
      • #18 Collapse

        brother sahe kaha apny jo apny jzbaat ko kabu main rkhega vo trading krna seekh jayga no doubt forex acha business hai but usey seekhna koi asaan kaam nh hainis k liye bht mushkilat ka saamna krna prta hai..
        • #19 Collapse

          I agree with u as there is always profit or loss in forex.Sometimes u earn a good amount of profit and sometimes u can also get a huge amount of loss,the most important thing is to not let your heart done.U should persever from that mistake and donot loose hope and try hard again by making good decisions then there would be a change in u and your strategies and soon u will make a profit.
          • #20 Collapse

            may abi to new ho is forex trading maY ABI LOSS PROFT sy nhi guzry but mehsoos kr sakty hy jb loss hota to ketna bora lgta hy yaqeenan ap trad krna chorna chaty ho gy tb but sabr ka phal metha hota hy hosla khona nhi chahiy koshesh kry dobara trad ko run kry inshaALLAHaik din na sarf good trader ban jay gy balky proft bi earn ho ga ap ko our mujy bi plzzzz pray for all and for me
            • #21 Collapse

              Re: Lose mai feeling

              bhai hmen trading me kbi bhi confidance lose nai krnaa chahiye q k ye hmen achi trading k liyee ready rkhta ha...bhai mujhe aisa lagta hai ki loss hone ke baad pehle to analyse karna chahiye ki woh kyon hua hai aur agar aapko usmein koi galti nazar aati hai toh usko avoid karke dekhien aur dubara trading karein apni pehli waali startegy ke saath hi shukria /
               
              • #22 Collapse

                Re: Lose mai feeling

                jb hum loss krty hn tu hmari feelings out of cntrol ho jati ha greed aur fear bahut bada reason hai forex me loss ka
                iske alawa kayi trares market ki rumors ke hisab se trading karte hai jabki aisa kabhi bhi nahi karna chahitye
                hamesha apne analysis ko dhyaan me rakh ke trading karni chahaiye ap es liyee zda loss ly jaty hn feelgs cntrl m nhi rhtii shukria ..
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Lose mai feeling

                  G ha bhai jan Mara khayal sa ji n logo ko bi loss hota ha vo bohat acha ni bal ka un ko bohat bura feel hota ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Lose mai feeling

                    Dear forex members ofcourse jab humein profit hota hai to humein khushi hoti hai lekin jab humein loss ho to humein dukh hota hai. Aur agar humein bahut zyada loss hota hai to humein bahut zyada dukh hota hai. Lekin humein kabhi bhi naumeed nhi hona chye kion k profit or loss dono trading mein zarori hain humein phr se koshish krein chye kion k koshish krne walon ko har nhi hoti
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Lose mai feeling

                      Dear member agar aap Pak Forex form per kam kar rahe hain aur aapane trading ki hai aur aapko Las ho gaya hai yah aapka account was Ho Gaya Hai Tu Pareshan Na Ho emotional Na Ho Sabar Kar Ke Dobara Forex post Karen aur acchi post Karke Forex Se Achcha bonus Hasil Karke trading Karen acche experience ke sath trading Karen trading Karke Sabar Karen Apne Las ko recover Karen Karke aap acchi aur perfect trading Karke Chhapra button kar sake aur training Mein Kabhi e emotional Nahin ho na apni feeling ko control Mein Rakhna hai aur acche trading karni hai Taki aap ko dubara las Na Ho

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X