Forum ko samajh lain phir kaam karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum ko samajh lain phir kaam karain
    Pak forex forum pay repeated threads ka sub say Bara reason yehi hai kay new members jab kaam shuru kertay hain tou forum kay rules nahi parhtay aur na he senior members kay threads ko parhtay hain. Her baat ko pehlay samajh lia jaey tou baad mai waqt bhi zwya nahi hota aur mehnat bhi zaya nahi hoti aur kisi kisam ka pachtawa bhi nahi hota. Forum ko achi Tarah samajh kay kaam shuru kia karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے

    yes brother sabse pahle hamen apne kam ko samajhne ki jarurat hai jab Ham apne kaam ko samajh jaate Hain to tabhi Ham apne kaam ko acchi tarike se kar lete hain aur jab tak Ham apne kam ko samajh nahin paate hain to tab tak Ham apne kam ko acchi tarike se nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham pahle apne kam ko samjho aur iske bad hi isko karne ki koshish karen tab hi hamen acche results milenge
    • #3 Collapse

      Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

      G han dear apny bilkul sahi baat ke hy agr hum foreum main samjh kar kaam Karin aur humain jab pata hoga k yahan kesy kaam kia jata hy too tab he humain is ,kain faid bhe hota hy agr hum yahan kaam nahi Karin gy aur samjhain gy nahink kesy kaam kia jata hy topo humain forum sy koi faida nahi hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

        g han dear humen chaia keh hum forex ko pahly samjhne gy os ky bad he humen chaia keh hum forex par kaam kaaren gy to hum bahoty he ahci kamyabi hasil kar saken gy forex men zeada sy zeada jab hum acha kaam karen gy forex men jab hum dill laga ky kam karen gy tab he hum forex men agy ke janb ja saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

          G han thek kaha apny k foram main pehly hume smajna chaye kaam.ko or phir is main posts or threats karni chaye taa k apkp iska acha bonus haisl ho or aap is maim essily kamyab ho saken or achi earning or profit dono kama saken or bonus kama saken.
          • #6 Collapse

            Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

            yes friend, hmain pehlay forum ki learning par tawajo daini chaiay q k agr hm is ko samajh kar kam karain gay to hmara kam achi quality ka aur mayari ho ga jis sa hmain acha faida ho sakay ga aur hm aik expert trader bn paen gay
            • #7 Collapse

              Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
              Pak forex forum pay repeated threads ka sub say Bara reason yehi hai kay new members jab kaam shuru kertay hain tou forum kay rules nahi parhtay aur na he senior members kay threads ko parhtay hain. Her baat ko pehlay samajh lia jaey tou baad mai waqt bhi zwya nahi hota aur mehnat bhi zaya nahi hoti aur kisi kisam ka pachtawa bhi nahi hota. Forum ko achi Tarah samajh kay kaam shuru kia karain
              forex ko samajh Kar Hi ismein Kam Kiya jata hai koi bhi aisa nahin hai Jo ismein mehnat ke bagair kamyab ho sake kyunki yah online business hai jismein jitni jyada mehnat aur jitna jyada work hoga utna hi jyada profit Kiya ja sakta hai online trading mein kabhi bhi nahin ki ja sakti isliye demo account per jyada experience aasan Karen....
              • #8 Collapse

                Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                forex main fourm ki boaht value hain hamy best knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy aik time table bana kar daily routian ky sath is main kam karna chahey pher hi ham succesful ho sakty hain or acha pasia hasil kar ky apna life stykle change kar sakty hain agr ham is main emotional ho kar kam kay gy to hamy loss ho sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                  Ji han apne dost darust kaha , Forex bahut zabardast form hai lekin aap is per learning karke kam Karen acchi tarah kam karen pehle sikhen uske bad aap acchi trading Karen aur aap zyada se zyada Kama sakte hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                    Agar aapko Forex trading se relative achcha knowledge hai to aap Pak forum paye achcha aur meri kam kar sakte hain aur jaldi se apna Kam kar sakte hain koshish karen Park from Ko Jane join karne se pahle kisi senior member se Forex trading se relative knowledge hsal karke pakform join Karen Taki aap achcha aur meri kam kar sake .
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                      G ap ny sahi kha hy hmn forum ko smjh kr hi kam krna chahy agr hm isy smjh kr kam nhe krn gy too loss hi uthan gy kionk jo bhi kam krna chahy pehly us ki practice krn ussy learn krn aur apny senior sy help bhi lne chahy yeh aik asa business hy jis mn thodi se bhi mistake hui loss ho jay ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                        Pak Forex forum ko acchi Tarah Se Samajh Kar working karna bahut Jaruri hota hai isliye Ham Sabko chahie ki Ham Sab Pak Forex forum per acchi Tarah Se working Karte Rahen aur Apna knowledge or experience acchi Tarah Se increase Karte rahata ke Ham Forex Mein acchi working kar sake aur Kamyab ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                          han g phly humy chaiya k hum forex pa sab sa phly smjhyn sab sa phly humy chaiya k hum experience or knowledge gain karyn jin chezon ko hum gain karngy tu hum fir forex pa achi trading karskty hn t mhnat karyn or dill lga k kam karyn or sakoon sa trading karyn or ak best trader ban jayn mehnat lazmi ha agar ap mehnat nahi kro gy tu result b nahi ana
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                            Ji han dear forum ko samajh Kar Hi Hamen forum Mein kam karna chahiye kyun ke agar pahle Ham isko samajh Kar is Mein kam kar Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai humein forum mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote hain agar Hamen forum Mein kamyabi Hasil karni hai to Hamen zyada mehnat Karni hogi kyun ke trader Hamesha zyada mehnat Karne Se Kamyab hote Hain forum ko samajhna bahut zaruri hai agar Hamen forum Mein earning karni hai to Hamen isko samajhna Hoga kamyabi ke liye forum ki understanding bahut zaruri Hoti Hai kyun ke forum Hamesha zyada mehnat Karne Se Hi forum ki samajh aati hai agar Ham iski samajh a jayegi to Hamen zyada fayda Hoga Forex trading mein zyada Se zyada hard working Karne Wale trader he forum Mein Kamyab hote hain agar Ham ismein zyada mehnat Karte Hain to Hamara bahut zyada fayda hota hai aur forum mein zyada Se zyada mehnat se Hamen kamyabi milti Hai Hamen forum ki hardworking Karni chahiye aur forum ki learning Karni chahiye kyun ke learning hamare liye bahut zaruri hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum ko samajh lain phir kaam karain

                              Forex forum ko join kerny say pahly app iss forum ko ko kise senior say achi tarha samjh lainy or pher iss ko join. Keriny ta kah kah app ka rules and regulations ka pata chal jay or app ki posts zaia na jainy or end of the month app achi earning ker sakiny

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X