ga han asa he insta hamara acha broker hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hum is mai live kam karty hain hum is main sada urdu main kam karty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим