stop loss ko kabe be ignore na kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ko kabe be ignore na kary
    hamy stop loss ko kabe be ignore nahi karna chahe hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik best bsuienss hain hum is mai raat mai bekam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hamy mayre kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

    Stop loss ko aksar traders profit ki waja se use nhi krty woh chahty hein unki trade profit mein close ho loss ko koi bhi pasand nhi krta lekin stop loss apk account ko safe rakhta hai apko trade mein ziada loss hony se bachata hai aaj kal tu market khasi fast movement kr rhi hai is movement mein stop loss ka use lazmi krein.
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

      Stop loss basically AP ki trade me safety ka Kam krta Hy kyun Kay agar koi trade wrong chali jati Hy to AP ko whaan Kam krny ky leay aik Chez ko Lazmi dakhan hota Hy Kay AP ko is me apny margin Kay hisab sy kitna loss deny par trade close kr Deni Chey me hamesha total capital Kay 2% py stop loss lgata hun his Sy account safe rehta Hy
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

        forex main stop loss ki boaht hi zada value hain hamy is ko use kar ky market main trade lagani chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain agr ham isy ignore kary gy to hamy loss ho sakta hain hamy loss ko foran sy over kar lena chahey warna hamara account be wash ho sakta hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hhota
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

          Hamyabaoanqinmhant sy agybjana hy to hamaya losso bhi hamaya is kamnmy hamaya accept krna chya jbbtak ham apni mbagt ham kry gy to ham kamyab reh sgty hy jbbtak ham kamyabi hogi ham sahi achi trha sy is my kuch hasil bhi jry gy jb loss ham accept ham kr sgy gy
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

            Yes trading ma sl or tp jsy options acct ki saftey k lae bhot zaruri hoty hai, ye ik khud kar tareeka hota hai jis ma ap market ko bata dety hai k etny profit ya etny loss k bad muje auto sy market sy out kar dena, en option sy maximum loss sy bacha ja sakta hai,
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

              Ji han dear agar Ham stop loss ko ignore karte hain to is se humara buhat zaida loss hota hai Hamen apni trading Mein kabhi bhi stop loss ko ignore nahin karna chahiye kyun ke trading Mein Ham Apna bonus is se save kar sakte hain Forex trading mein agar Ham stop loss ko ignore kar dete hain to loss zyada Hamara hota hai Hamen zyada mehnat Karni chahiye kyun ke Ham ismein mehnat karne ki wajah Se Hi Kamyab hote hain trader ko Hamesha interest ke sath hard working Karni chahiye kyun ke Jo trader interest ke sath hardworking Karta Hai uska bahut zyada fayda hota hai Forex trading Mein Hamesha stop loss ki value ko calculate karte hue Hamen Apne spreed ke hisab se hi stop loss lagana chahiye kyun ke zyada stop loss Se bhi zyada ho sakta hai trading mein jo trading ke hote hain Hamen unko kabhi bhi ignore nahin karna chahiye kyun ke in tools Ko agar Ham use karte hain to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai Forex trading Mein Hamesha zyada mehnat Karne per Hamen kamyabi milti hai agar Ham zyada interest ke sath mehnat Karte Hain to is se Ham bahut jaldi success Hasil karne mein Kamyab ho jate Hain Har trader ko Forex mein zyada mehnat Karni chahiye kyun ke mehnat ek Rasta Hai jiski wajah se kamyabi milti hai
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                Stop loss ko use kerna bohet zarori bhi hy or bohet faidamand bhi hy because iss say app khud kay account ko save ker sakty or risk ko low ker sakty hy ager app stop loss ko use nahi kerty to ho sakta hy app ko pata bhi na chaly or app ka account wash bhi ho Jay so trade lagty hovy khud ko sub say pahly save keriny or pher trade lagainy.
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                  g han hamen stop loss ko use kar ki tared lagane cahihye aur hamen stop loss ko kabhe ignore ni karna cahihye ap is se apne account ko bhi save rakh sakty han agar ap stop loss ko use ni kartye han to is se ap account wash ho sakta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                    hamy stop loss ko use kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain yai aik asa asa business jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or opakistan main be aik legalk busiess hain
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                      ham ko chy k ham apny stop Los ko trad opn krny ky bad lgana na bholin is at ham ko kmyabi Bhi mil skti hy ham is main mhnat sy Kam krain gy to ham ko bhot faida ho skta hy is ly ham ko chy k ham is main mhnat sy Kam krain gy to kmyab Bhi ho Jain gy
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                        Han g bilkul stop loss ko bilkul b ignore nahi kia jaskta bs bat itni hana k ya tool hamry liye ji banya gya ha tu humy isy ise karna chaiya or stop loss is liye hota ha k hum isy use karky apny loss ko kam karskty han to jab tool ap k liye bnya gya ha to isy use karyn har sorat
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                          Stop loss ak bhot hee achaa tool haii isko hmaiin usee krnaa chaiyaii joo log bhe buzyy htaii haii prhaii meiin yaa kiseyy bhe job mein merof htaii haiin aurr tradee ko nhee dekh sktaii haiin isliyee hmaiin isko usee krna chaiyaii ta agar loss ho rhaa jo aor hum trade na dekh rhai hon to wo loss na dy close hojai
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                            yes dear trading mein humy stop loss zaroor he use karna chahiye kun ky agar hum kese trade mein stop loss use nahi karty hain to humy phir trading mein zayada loss he gain hota hy , humy apne har trade mein stop loss use karna chahiye humy aik proper stop loss he use karna chahiye ess sy hum agar loss howa to kam loss hoga aik expert trader har trades ky sath aik proper stop loss use karta hy thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss ko kabe be ignore na kary

                              g hn g stop loss hmein bhut hd tk protect karta hai loss se so hmein is ko ignore nai karna chahiye stop loss r take profit ki hmein pehly demo account pr axhy se practise krein fir real account pr km lot size select kr k stop loss ka formula apply krny se trade axha profit deti hai r loss se bachati hai,..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X