gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.
    deqr friends kal sah gold kuch neechay aaya hah lekin maray khyal mah ye is ke fake movements hay is nay mazeedh oopar jana hay is liay is par dhoka nahee kana chahiay our agar is ko sell kia tho ye aap ko ziada loss dy saktha hay kionka is nay 1700 cross karna hqy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

    G dear ap n thk kaha hy k gold k bary m humy risk nhn launa chahiya aur as ki movement k bary m hum confirm kuch bhi nhn keh sakty baky ho sakta hy k as ki yeh mivement fake ho as kiya risk na ly baljy sabr se aur soch samjh kr hi trade kry bagair sochy samjhy kiya hova kam ap ko nakam kr sakta hy
    • #3 Collapse

      Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

      Mairy khial say abhi thora gold neechy ay ga us kay baad pher up jany kah chances afi had tak, app thora wait keiny or pher trade lagainy or aik bat ka dayan rakhiny anaylasis lamzi ker lainy ta kha loss na ho
      • #4 Collapse

        Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

        Yes brother main aap se agree krta hon ye apni support ko check kr rha hai gold kisi waqt bhi phr se opr ja sakta hai iski movement down hony se traders dhoka kha jaty hein is liye gold mein ziada loss hota hai gold ki movement ko samjhny k liye time lgta hai gold mein tu experts ko bhi loss ho jata hai filhal gold ki side way movement ho rhi hai apko careful rehna hoga.
        • #5 Collapse

          Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

          g hn g gold bhut risky object hai traders k lye forex mein q k is ki movement bhut fastly up and down move karti hai so be carefull while trading in it,hmein is ki movement ko smghny k lye bhut axhy analysis ki zaroorat hoti hai r axhy analysis k sath trade krein,,..
          • #6 Collapse

            Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
            deqr friends kal sah gold kuch neechay aaya hah lekin maray khyal mah ye is ke fake movements hay is nay mazeedh oopar jana hay is liay is par dhoka nahee kana chahiay our agar is ko sell kia tho ye aap ko ziada loss dy saktha hay kionka is nay 1700 cross karna hqy
            dear friend main aapki baat se fekata hun gold ke niche aane per dhokha nahin khae kyunki iska trend bulandshahr hai ya upar ki taraf Ho jaega dekh Kar trade ki jiyega koi aisi trade open na Karen jisse aapko loss Ho lekin stop loss ka istemal jarur Karen aur ab toh Di je pi ke thik hone ka chance hai jisse gold aur bhi upar Chala jaegajaise hi usdjpy bhai niche ki taraf start karega to God upar ki taraf Chala jaega aur apna bullet trend complete karega
            • #7 Collapse

              Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

              forex main gold aik acha pair hain yai fast movce kart haia hamy is ki movemant ko samaj kar is main mehnat sy trading kanri chahey pher hi ham kamayb haio sakty hain oar acha onus hasil kar sakty hasil kar sakty hain ham is main apni marzi su time table bana kar bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                Ji han bilkul gold ek bahut zyada dangerous metal hai ismein trading karne ka bilkul bhi decision mat le kyun ki ismein is Waqt trading karne se aapko bahut zyada pareshani hogi Jab Ham gold mein zyada trading karte hain aur gold mein zyada interest ke sath kam Karte Hain to is se Hamara bahut zyada loss hota hai Hamen gold Mein trading Nahin Karni chahiye Hamen currency trading Karni chahiye kyunki currency ke upar trading karne se Hamara zyada loss Nahin Hota Forex Mein currency ke upar trading karne se hi fayda hota hai Hamen gold ke upar trading Nahin Karni chahiye gold ke piche bhagna chor den gold bahut zyada dangerous Ho Gaya Hai Is par trading karne se bus loss Hoga Hamen Zyada Se zyada mehnat Karni chahiye kyunki Ham yahan per mehnat karne se Kamyab hote hain aur mehnat karne se Hamen Jo bonus Milta hai agar Ham woh gold per waste kar denge to Hamara bahut zyada loss Hoga isliye Hamen Gold ke upar trading soch samajh kar Karni chahiye kyunki gold 1 dangerous metal hai ismein bahut zyada loss hota hai aur account wash bhi bahut jaldi hota hai isliye Gold ke upar trading mat Karen kyunki gold bahut zyada account wash kar dene wala hai
                • #9 Collapse

                  Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                  Je gold ko analyze karny k lae bhot knowledge chahye hoti hai, aksar he asa hota k gold jis taraf jany ka eshara dey rha hota hai us taraf jata ni hai, es lar bhot soch samaj kar or kam sy kam lot sy gold ma trade open karni chahe becz ye bhot risky hai,
                  • #10 Collapse

                    Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                    Hn g gold k any py hm ko dokha nahi khana chahiy Gold bht risqy tread h loss asa dy gi k account wash ho jata ha r profit b acha dati h oar ya risq hta h gold hmysha expert trader ko hi lagani chahiy jis ka experience bht zada hta h
                    • #11 Collapse

                      Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                      han bhai ap ki bat theek hy hmain chahiay kh hum gold per sell ka order na lgain q kh gold bht high ja chuka hy is liay main ap ko yh bhi kehna chahon g kh hmain currency pair per trade kerni chahiay q kh yh pair slow hoty hn or hmain is sy ager profit kam milta hy to loss to nh hota
                      • #12 Collapse

                        Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                        Dear gold par to trading sirf or sirf tabahi hi hay aap iss par trading na hi karo to ziyada bahtar hay agar gold par trading karo gay to phir iss may sara masla aap ka apna hi hay agar iss may aap ko loss ho ga to yahan par koi bi indicator kaam nahi karta hay na hi analyzing ho jati hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                          G han yeh zrori nahin hay keh gold ab ki bat or bhi down aaey ga ho skta hay keh is nay phir say kafi up jana ho is liye is ko achi trha anylise krny k bad hi is pay koi bhi trade open kren kyun keh koi pata nhin hay is pair ka is say loss boht tezi say ho jata hay safe trade krni chaye
                          • #14 Collapse

                            Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                            G han dear apny bilkul sahi baat ke hy agr hum ny gold par kaam karna hy too humain is main nbahoot he soch smajh kar kaam karna hoga aur humain yee dekhan hoga k gold kesy move karta hy aur kahan jata hy is par trading k liay experience bahoot zarori hota hy forex main.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

                              gold niche hai aur is ko niche jana chahiye ab aur is ki movement buhat hui achi ho gi agar ye apna downtrend le gya is liye bus acha kaam karna hai ham sab ko agar ham acha kaam karain ge achi earning karain ge is liye jitna bhi knowledge aur experience hai ap ke pas us ko risk tio reward pe jab takl apply nahi karain ge ap ko profit nahi ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X