jaiza:professional traders ka trading karny ka method.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:professional traders ka trading karny ka method.
    dear friends aj main ap ko forex market main jitny bhi professional traders hoty hain un ky kam karny ka method btata hn ham aksar ziada trader es galt fehmi main rehty hain ky market main koi strategy ya technique he ham ko 100 percent success daiti hai mager asa bilkul bhi nahi hai forex main ju chez kam daiti hai wo hai ap ka saber aur market ko achi tarah say pridict kar ky wait kar ky phir order laina forex main koi bhi method 20 ya 30 percent say ziada success nahi hota hai es main sab sy ziada role hamri psychology ka hota hai ju forex main ham ko 50 % success daiti hai aur 30 percent hamri money mangement hoti hai es lea forex main ap ager in chezon pay amal karna shuru kar dain gay tu ap bhi aik professional trader ban jain gay aur phir ap es main achi earning kar sakain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

    Professional traders proper trading system key base par aur rules ko follow kar key trading karty hey esi ley successful be hoty hey, mery jesy low expernice key traders es waja se loss karty hey key rules ko follow karny key bajaye break karty hey aur koi be acha trading system be esa nahi hota jes ki waja se kamyabi mil saky,

    profit action, support and resistance, moving average aur fundamental analysis (news trading) ye esy trading systems hey jes ko professional traders use karna zarori samjty hey aur yahi successful trading karny ka raaz be hay jo traders ko loss se profit me le kar ja sakty hey, traders key rules jetny important hoty hey etny hi trading system be useful ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

      Dear friend forex trading maim koi bi professional trader ho jab wo trading start karta ha to proper analysis karta ha or us k proper money management or risk management sy trading karta ha or jtni ziada ho sakta ha wo market k trend ko follow karta ha or proper stop loss or take profit istamal karta ha is k alawa wo aik ache strategy or planning k mutabiq trading karta ha jis sy usy maximum chance profit k hoty han or loss k chance both kam hoty han is ley humy ziada sy ziada behtar profit hasil karna ha to humy bi in ko follow karny humy bi ache analysis karny k bad trading karni chae ha or proper money management sy trading karni chae ha jis main stop loss or take profit istamal karna both zarori han q k in sy humara account safe hota ha or humy ziada loss ni hota ha or hum kamyab ho sakty han aram sy
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

        dear yeh aik hakeekat hay k jo professionla traders hotay hain wo pehlay ham jaisay he normal traders hotay hain unko jub experience ho jata hay tab wo markeet main achi earning kartay huvay aik din aisay expert traders ban jatay hain k jub bhi wo markeet main enter hotay hain to aisa lagta hay jiasay markeet unk signals say moove karty hay aur jaisa wo cahhtay hain waisa he hota hay q k wo aam traders ki tarha markeet main koi jlad baazi nai kartay hain jub markeet apni retracemnt poori kar chukki hotay hay sab traders lose ka rchukkay hotay hain tab professionl traders markeet main in hotay hain aur jitna marz wo earn kar skatay hain is liye k wo jan chukkay hotay hain k ab markeet kis hissaab say aur kahan say kahan tak moove kar saktay hain yahi metgo hota hay unk trades karnay aur koi khaas baat nai hoty hay unko trades karnay ki.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

          Professional Trading approach
          Dear Forex trading market members apko ma yrh btana chahata hun ky forex trading market ma jo log market ma technical analysis ky according apni trading plan ko manage krty hain wahi perfect expert professional traders hain apko trend ko follow krna chye aor market ma support aor resistance kp dekhna chye aor apni trade ma stoploss aor take profit tb he lagana chye jb apko pta chly ky marekt ma ab breakout confirm ho chuka hai trading ma jo log zeyada mehnt krty hain uni ko zeyada knowledge milta hai trading experience bhi unka increase ho jata hai agr apko trading krny ma dushvari ho to aapko demi account ma practice krni chye
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

            Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading jasa k ham sb janty han k aik difficult business hy is liay is m hamy bot soch samj kr or mehnat sy kam krna hota hy ham forex jasy risky business m tbi kamyab ho sakty han jb ham is ko sahi sy smj sken or zyada tar kamyab or professional traders forex m sirf isi wja sy successful hoty han k wo sbar sy kam lyty han koi b trade open ya close krty hoay jald bazi sy kam ni lyty professional traders hmasha proper money management k sath trading krty han ham zyada tar is wja sy loss krty han k ham achi stertgy or planning krty han mgr sbar k sath trading ni karty aik kamyab trader wahi hota hy jo in sb chezon ko sath ly kr trading karty han tbi wo achi earning kr skty han
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

              professional traders trading karne se pehle aik strong plan banate hain jo kay market ke liey effective hota ha phir os plan per 100% work karte hain un ke plan me shamil hota ha ke unhoo ne market ki strategy ko kitni important deni ha indicators per kitna depend karna ha market ki kis condition me trading karni ha aur apni psychology ko kaisy strong karna ha wo trading karne se pehle in sub per focus karte hain
              professional traders ko maloom hota ha ke koi bhi strategy blind ap ko buy sell ke signal nehi provide kar sakti ha ap ko technical analysis strategy ke sath fundamental analysis ki strategy ko bhi follow karna ho ga phir hi traders success hotain hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                Dear ap ne agar ais market mai trade karni ho to ap ko ais market mai expert trader ki tarha ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai apna aik trading plan bana lena chaye aor aus k hisab se kaam karna chaye agar ap ais market mai sahe kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai discipline k sath kaam karty hai to ap ko ais market mai tab hi faida hota hai jab ap ais market mai money management k hisab se kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai magar ais k liay ap ko mehnat karni hoti hai aor ais market mai planing karni hoti hai aus k hisab se hi kaam karna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                  bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main aik professonal tradors kbhi bhi apni trading ko risky nahi bnata hai or na he wo lalach karta hai ayse mamber he forex main kamyab hoty hain or apni trading ko bahtr bnaty hain tu bahtr yahi hai k hum apni trading ko bhi un professonal tradors ki trading ki trha karen jis main hmain achy se acha profit mily main ny zyda tar jo achy or kamyab tradors hoty hain wo dekhne hain k wo risk nahi lety hain or tthora kam kar jaty hain laken acha or miyari karty hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona hai tu hmain bhi apni trading ko miyari bnaty howe trading karni hogi jis main hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmain zyda tar loss hmary lalach karny par he hota hai tu jub tak hmain lalalch ko nahi chorengy hum tab tak professonal tradors nahi ban skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                    Ji han aapki baat bilkul theek hai ek accha trader Hamesha Soch samajhkar hi trading Karta Hai Jaise trading karne se pahle uske liye jaruri hai ki vah demo account mein acchi had practice Karen Jab vah demo kaun se achha experience Hasil kar leta hai uske bad uske liye jaruri hai ki Achcha balance backup Hona chahie Kyunki backup Mein achha balance Hoga tabhi aap market Mein stable Rah Sakte Hain To iske liye aapke pass kam se kam 500 dollar ki investment Ka Hona bahut jaruri hai aur FIR usmein 0.01 ki hi Laut open ki Jaaye aur Jyada Se Jyada 5 Lord open kar li Jaaye to behtar hai usse Jyada risk Nahin Lena chahie aur apni Har trade Mein Ek profit aur stop loss ka istemal Jarur karna chahie Kyunki market ki movement ka Nahin Pata Hota To isliye autotrade close hokar aapke loss Ko Bata sakti hai aur Achcha profit de sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                      g han bhai jan ap ny sahi kaha hai forex trading main kamyab hony k liye saber ka rakhna zarori hai or intazar k sath apni trading ko bahtr se bahtr kar krna he kamyabhi hai boht se mambers jis trha ap ny bat ki hai k jald bazi main kam kar jaty hain un ko lgta hai k wo forex main boht acha kam kar k boht acha profit lay skty hain jub k aysa karny se wo apna boht sara kam khrab kar jaty hain jis se un ko loss hota rhta hai esliye bahtr yahi hai k forex ko soch smjh kar or saber k sath kiya jay jis main hmain na tu loss ho or na he hum zyda earning k liye k liye lalach karen forex main wo mambers bhi kamyab nahi hoty hain jo lalach karty han lalalch boht buri bala hai jis se hum kisi bhi field main kamyab nahi ho skty hain forex main iman=dari or lagan k sath kam karny ki value hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                        Ji han aapki baat bilkul theek hai ek Achcha trader Hamesha Soch Samajh Kar trading karta hai Jaise trading karne se pahle uske liye Jaroori Hai Ki vah DM account mein acchi hand practice Karen Jab vah Demat account main acchi had practice Karen Jab vah Demat account Kyon Se Achcha experience Hansi kar leta hai uske bad uske liye Jaroori hai ki Achcha balance backup Hona chahie Kyunki backup Mein Achcha balance Hoga tabhi aap market Mein stable Rah Sakte Hain To isliye aapke pass kam se kam 500 Dollars ki investment Ka Hona bahut jaruri hai aur FIR usmein 001 ki hi Laut open Karen aur Jyada Se Jyada 5 load open kar le Jaaye to behtarin usse Jyada risk Nahin Lena chahie aur apni Har trade Mein Hi Ek profit or stop loss ka istemal Jarur karna chahie Kyunki market ki movement Kaha Nahin Pata Hota To isliye outraged close hokar aapke log Ko Bata sakta hai aur aap aap Achcha profit De sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                          Professional traders ki trading ka method bohat ziada serious notes pay hota hai. Professional traders ki learning aur knowledge ka mayaar aik aam trader say bohat change aur bohat up hota hai kiyu kay professional traders apna ziada focus learning aur saath saath usi ko practically demo account pay same time mai practically samajh bhi laitay hain iss Tarah professional traders jab real time trading shuru kertay hain tou unn ki pratcie aur learning mill kay kaam aati hain. Yeh baat bilkul sahi hai kay professional traders ko trades open kernay aur close kernay ki koi jaldi nahi hoti hai. Unn ka ziada time market watch mai guzarta hai aur phir jab koi aisi move milti hai jiss say unhain aik he trade mai aik acha aur confirm profit honay ka chance banta hai tou he woh trade open kertay hain. Aur yehi aik achi aur kaamyab trading strategy bhi kahi jaa sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                            forex ko hum apna professonal career be bana sakty hain hum is mai live kam kari sakty hain hum is mai posting kar ky acha bonus kamas akty hain hum iss mai parat time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kiar sakty hain hum is mai free acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex paksitan ma legal ban cuka hain hum is mai agar bager leanring ky kama kary gy to hamy loss ho ga forex aik best business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chate hain to hamy market ke movmeent ko samjna ho ga pher hmay risk lena ho ga forex aik acha business hain hum gar mai bath karr is mai kam kar sakty hain forex aik unique business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:professional traders ka trading karny ka method.

                              Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai ek accha trailer Hamesha Sath Soch samajhkar hi chatting karta hai ja sake trading karne se pahle uske liye jaruri hai ki vah demo account mein acchi had practice Karen Jab vah demo account Se Achcha experience Hasil kar leta hai uske bad uske liye jaruri hai ki Achcha balance V cop Hona chahie Kyunki V cop Mein Achcha balance Hoga tabhi aap market Mein stable Rah Sakte Hain To iske liye aapke pass kam se kam $500 ki investment Ka Hona bahut jaruri hai aur FIR usmein 2001 ki hi Laut open ki Jaaye aur Jyada Se Jyada 5 load open kar li Jaaye to behtar hai ki usse Jyada risk Nahin Lena chahie aur apni Har trade Main Ek profit aur stop loss ka istemal Jarur karna chahie Kyunki market Nahin market Ko Nahin Pata ke autotrade close hokar aapke loss ko Behtar banaa sakti hai aur accha profit de sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X