Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....
    Salam to all dear foprum members main umeed karta hun aap sub khairiyat sy hon gy. Dear forum members main yee kehna chat hun k joo bhe bhe mery bhai forex main new hain aur kaam kar rahy hain unko chaye k sabar sy kaam Karin aur mehnat Karin forex main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

    G baai agar aap is may sabar say kaam nahee langay tho aap ko kabhi be is may faida nahee mil saktha kionka ye asa kaam hay jis may aap ko market pqr nazar rakna hoge our munasib time par he order open karna hoga agar aap is kaam may jaldh baazi karangay tho aap ko hamesha loss he hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

      G han dear ap ki baat thik hy palkstan forex min hamin treading karty hoy hamin forex min jaldabzi nahin karni balje hamin firex mun sabar ka sath treading kanei cahye iis lia hamin fieex min demo par achi prictice karni cahye jitni hum forex min prictice kaien gy otna hi hum firex min achi treading kanry amrket ko achi sy yanlize kar hum forex min achi treading kar sakty hain aue acha profot hasil kar sakty hainn
      • #4 Collapse

        Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

        dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay zroori ha k sabr k sath kam kren aur jald bazi bilkul na kren keun k jo log baghair market ka analysis kiay aur baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to unki trade ziada tr loss mn he jati ha
        • #5 Collapse

          Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

          Salam g bikul forum members main umeed karta hun aap sub khairiyat sy hon ga or dear forum members main yee kehna chat hun or jaldibazzi sa ap k noqsan v ho skta ap ko kamybi chahye to aram sa fresh mind sa kam kra to he kamybi kra
          • #6 Collapse

            Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

            Dear friends hamain trading saber k sath krni chahiye agr jaldbazi k sath trading krain gy to loss ho jy ga aur acount wash ho jy ga iss liye trading krty wakt saber sy trading krain takh ap loss sy bach sakain trading apny knowledge k sath posts ko share krain hamain forex main ziyada sy ziyada mehnat k sath kam krna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

              bilkul ap jab bhi emotional kaam karo ge ap ko loss ho ga is liye ap ko loss se bachna chhahiye aur agar ap loss karo ge to ap ko buhat hi bura lage ga si liye aese na karain emotional discipline ko follow karte hue kaam karain kyon ke agar ham emotional discipline ko follow karain ge to hi ham earning karain is ke ilawa koi aur zariiya nahi hai earning ka
              • #8 Collapse

                Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                jEE JEE Bilkul aap nay buht he achi baat ke hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                  G han ji bilkol jab b hum forex men trading kar rahay hon to hamen chahry k hum sabar k sath trading karen kion k jab hum sabar k sath kam kartay hyn to phir e hamari earning ka koch chance bntay hyn jaldbazi to hamara bahot bara doshaman hy jo hamen loss k siwa koch b ni day sakta is liye jitna ho sakay is say bachna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                    G han trading sabar se hi karni chahiye jaldbazi nahi karni chahiye agar ap jaldbazi Karen gay tou apko loss bhi hi sakta ha jo business may acha nahi hota is liye jaldbazi may koi bhi kam na karen is se ap kabhi kamyab nahi hon gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                      Jab bhe AP kisi Kam main jald bazi SA Kam lety Han tu AP ki hmesha loss hota ha q k jaldbazi main insan hmesha galat faisla karta ha is Lea forex trading main kabi v jaldbazi na kren hmesha thandy damgh SA Kam Len or ACha Kam kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                        wale kum sallam dear ap thek hun gye forex mein tradeng sber se karne cahyee humin es mein jald bazi nahi karne cahyee humin es mein saber se kam karna cahyee forex sab se best bezness hai ..
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                          Dear aap ki bath sahi hay ham ko chahiya kay pahlay ham achi tarha say market ko daykh lane quen kay agar aik dafa ham nay deal lay li to phir hamaray paas koi or rasta nahi hay agar ham ko loss ho raha ho to phir ham nay apni deal ko loss may hi kaattna hota hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                            Trading kerny k liye hazir dimag hona zrori hota hay or is k liye mind ka avtive hona bhi must hay tab hi aik achay traders ki terha trade ker k or kmyab howa ja sakta hay lazy mind membrs kabhi bhi aik achy trader nahi ban patay hain kyun keh woh apny kaam pay sahi say focus nahin ker paty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading sabar sy he karni chaye jaldbazi naa karin....

                              assalamu alaikum jal member forex business bahut achcha business hai is business mein hai main trading jaldbaji se nahin karni chahie balki soch samajhkar experience mein karni chahie agar Ham jaldbaji karenge To hamen loss hone ka khatra hoga isliye jaldbaji acche nahin hoti aaram se soch samajh Kar kaam karna chahie Taki hamen fayda Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X