Loss hone par Kia kiya jae
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss hone par Kia kiya jae

    Loss hone per kya kiya jaaye hone per kya karna chahie loss or profit business ke do hisse Hain do pahlu hai agar hamen loss Ho to Kya Ham kam chhod denge ji nahin bilkul nahin loss hona bhi jindagi ka ek hissa hai agar jiska mein last nahin hai uska main aapki Jo profit hai vah halal nahin hai isliye loss profit business ke do Hi se Hain do pahlu hai jisse bina chalta hai agar aap ko aprahat vah to aap khush ho jaate Hain agar vah to aap udaas Ho jaate Hain aisa nahin kyunki agar hamen profit hoga to loss bhi hoga Carlos hoga to profit bhi hoga ya market hai isliye hamen chahie ki agar hamen loss Ho jaaye to Ham Na to Kam chhod Na Dil tode Dil lagakar kam Karen aur inshallah ek bar loss hua to dusri bar prapt jarur hoga isliye forex trading ko chhoda nahin chahie frustrated sikhana chahie iske liye jyada se jyada mehnat Karen aur kam karke apna achcha profit hasil Karen loss hone ki vajah se Kam nahin chhodana chahie yah bilkul bevkufi hai na samjhi hai ki hamen to loss Ho Gaya humne Kam nahin karna bilkul galat baat lyrics mein loss profit donon chijen bilkul mein nahin rakhti Hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss hone par Kia kiya jae

      Friends Mere Khyal Se To Hamen loss hone per Pareshan Nahin balki Himmat ke sath kam Lena chahie Kyunki Jab Ham Himmat se kaam Lenge To Ham Badi acchi working kar Sakenge aur bahut acche Andaz Mein Apne losses ko recover karke bahut accha profit Hasil karne Ke Kabil Ho Sakenge aapka is bare mein kya Khyal hai
       
      • #18 Collapse

        Re: Loss hone par Kia kiya jae

        agar aapko loss Ho jaaye to aapko sabar karna chahie aur kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie kyunki loss hone per jab aap tension lete ho jab aap jaldbaazi karte ho to aapko mazeed loss hona start ho jata hai aur is tarah se aap kabhi bhi apne loss ko recover nahin kar paate aur na hi aap apne account ko save rakh paate
        • #19 Collapse

          Re: Loss hone par Kia kiya jae

          Nuksan ho sakta hai Hamen koshish Yahi Karni chahie ki Ham Forex trading business Mein money management ke mutabik trading Karen Agar Hamen nuksan Ho Jaaye Hamara account was Ho Jaaye To Hamen Dobara posting Karni chahie mehnat karte rahenge to Achcha bonus Hasil kar Sakenge aur dobara trading kar Sakenge
          • #20 Collapse

            Re: Loss hone par Kia kiya jae

            Forex paper Agar Ham Logon Ko loss Ho Jata Hai To Ham logon ko bahut hi jyada hi taiyar ke sath kam karna chahie Apne lot size ko kam se kam Raat Ke Aage trading Karni chahie aur dubara se hua mistake se repeat Nahin Karni chahie
            • #21 Collapse

              Re: Loss hone par Kia kiya jae

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pares پيغام ديکھيے
              Friends Mere Khyal Se To Hamen loss hone per Pareshan Nahin balki Himmat ke sath kam Lena chahie Kyunki Jab Ham Himmat se kaam Lenge To Ham Badi acchi working kar Sakenge aur bahut acche Andaz Mein Apne losses ko recover karke bahut accha profit Hasil karne Ke Kabil Ho Sakenge aapka is bare mein kya Khyal hai



              asslam o alaikum dear forex member aapko Pata Hai Khel or se bhi business Ka hissa Hai Jis Tarah profit Agar loss Ho Jaaye To Hamen usko recover karne ki koshish Karni chahie aur vah recover bhi Hamare careful hokar trading karne se Hoga Agar Ham daily basis per Thore Thore dollar Karke recover karte rahenge to Ek na Ek Din vah complete hokar rahega...
              Visit My Profile
              • #22 Collapse

                Re: Loss hone par Kia kiya jae

                loss home k bad hum sab ko chachiye k hum relax ho kaar kaaam kare loss k bad emotional ho jata hai koi b trader k aaab merket say yahi profit lena hain apne loss ko recover karna hain jaaab k asi tara trader apne account ki wash kar deta hain loss ko recover karne k chakar mai
                • #23 Collapse

                  Re: Loss hone par Kia kiya jae

                  Dear brother g han forex business me loss hone se bachne kely acha experience or knowledge k sath kam krna chahye forex me mahnat krne chaye forex ak bahtren business ha forex me sabar k sath kam kren ge to axha prafit mele ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss hone par Kia kiya jae

                    Pam forex Pakistan m loss any p sabr ka daman lain himat na hary bakly himat k sath mazeed kaam kary.aisy log to kamyabi hasil.karty Hain ju kabi himat nah harty.loss any of tension leeny ki koi zrort nahi hoti loss any of srf sabr ki zrort hoti hai sabr karny waly log kamyab trads bmaty Hain our khud b kaamyab to jty Hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss hone par Kia kiya jae

                      loss hony par loss ko bina tension liye recover karna cheye or kabhi bhe zeada nahi sochna cheye tabhi hum kamiyab hongy or acha earn karen gy ..hamen kabhi bhe loss hony par tension nahi leni cheye jub bhe kam karen achi qaulity or fresh mind k sath he karen tabhi hum kamiyab hongy ..pak forex bhot acha business hai hum ghar bethy bhot achi earning gain karty hian or kamiyab hoty hain ..
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss hone par Kia kiya jae

                        Loss honey per humein mehnat karni chahiyea ziyada sy ziyada isi tarha hum kamyab hongey agar mehnat nahe karengey tou loss hoga isliye mehnat kar key loss ko recover karain or kamyab ho or acha profit hasil karain isi me faida ha
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss hone par Kia kiya jae

                          Loss b busines ka hisa hta ha yaha loss b ho jaty hy par loss hny ka ya mean ni h k hm kam hi chur dy hmy sabar rakna chahiy r apni mistakes ko dakna chahiy un ko demo my inprove kar k again himat mhynat sy tread start kary
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss hone par Kia kiya jae

                            Dear loss honay par do kaam han jo kay aap ko karna hay aik to aap ko apni galti ko check karna hay kay aap say galti hoi hay ya market over flow thi iss kay baad forum may kaam karo or dobara bonus jama karo.
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss hone par Kia kiya jae

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pares پيغام ديکھيے
                              Friends Mere Khyal Se To Hamen loss hone per Pareshan Nahin balki Himmat ke sath kam Lena chahie Kyunki Jab Ham Himmat se kaam Lenge To Ham Badi acchi working kar Sakenge aur bahut acche Andaz Mein Apne losses ko recover karke bahut accha profit Hasil karne Ke Kabil Ho Sakenge aapka is bare mein kya Khyal hai
                              Trading karte hue Agar loss Ho Jata Hai To Hamen Himmat Nahin Harni chahie bahut Sare traders Ko Jab trading Karke nuksan hota hai to vah bahut jyada tension Lete Hain aur FIR Jab next time vah kam Karte Hain To Unse kam theek tarike se nahin Hota aur vah apni money ko loos kar dete Hain trading Karke Agar nuksan hota hai to usse learn karo
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss hone par Kia kiya jae

                                Aslam o alikum g han my dear brother aap nay achi bat ke hai hard work hei forex trading main earning ka aik best tool hai jis ka aik trader ko faida hasil krna chahiy aur hard work krna chahaiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X