Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.
    Dear ap jab ais market mai koi trade bnaty hai to aus time hi ap ko ye decide karna hota hai k ap ne jo trade leny lagy hai ais par ap ne risk reward ratio kitna use karna hai aor ais mai ap ne lot kitni use karni hai agar ap stop loss aik level par decide kar rahy hai to aus jaga par stop loss laga dy aor aus k sath ap ne jo target set karna hai wo take profit laga k aus trade ko chaor dy agar ap trade k sath take profit aor stop loss nai lagye gay to ap ko aus trade ki tension rahy gi ais liay apni trade k sath take profit aor stop loss zaror lagye aus se ap ko faida ho jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

    Forex trading business mai traders ko apnay account ki safe management ko bohat ziada ehmiat daini hoti hai. Traders ko kabhi bhi aisi trades open nahi kenri chaiye jinn kay barey mai unhoo nay analysis nahi kiye hotay. Aisa hota hai kay market achanak kisi bhi wajah say movement kerti hai tou uss waqt traders ki khawhish hoti hai kay trade open ker kay profit haasil ker lain. Stop loss aur take profit ka role usi waqt shuru hojata hai. Jinn trades mai traders nay analysis nahi kiye hotay unhi trades mai stop loss aur take profit use kerna bhi zaruri hota hai. Ab yeh her individual trader pay he depend kerta Hai kay woh apnay account balance kay mutabiq lot size select Karey tou stop loss aur take profit bhi lot size aur equity kay saath compare ker kay he slect kia Karey. Jaisay account ki safety kay liye aur bohat si cheezoo ko daikhna zaruri hota hai bilkul wesay he stop loss aur take profit bhi compulsory tool hai jo balance ko safe banata hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main stop loss or take profit both zarori han q k in ki waja sy humara account safe rehta ha or humy acha profit hasil hota ha is ley humy ziada sy ziada ache analysis kar k in k mutabiq stop loss or take profit istamal karty han
      Stop Loss
      Jab ap market main stop loss k bagar market main enter hoty han means trade k sath stop loss k bagar trade open karty han to humara account risk main hota ha is main humy ziada loss ho sakta ha or ho sakta ha account he wash ho jay is ley humy stop loss lazmi istamal karna chae ha ta k risk free trading kar saken
      Take Profit
      Forex trading main jab ap trade lagaty han to ap aik target set karty han jab wahan tak value jati ha to trade profit main close ho jati ha jab k ap bagar take profit k bagar trading karny gy to market ap k target ko touch kar k wapis aa jay ge or ap online ni huy ya dakha ni to ap ko fayda ni ho ga is ley take profit lazmi istamal karna chae ha
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

        Dear members main aapki baat se ittefaq karta Hun ki Forex trading Main Jab bhi aap kam karna start karen to usmein tools ko utilise laazmi Karen. Metatrader 4 per sabse best tools take profit and stop loss hote Hain jinko Ham apni active trades mein place karke a fayda Hasil kar sakte hain aur bare nuksan se bhi bache sakte hain. Jab bhi aap stoploss istemal karna chahe to koshish ya honi chahie ke aap ki opening price aur stop loss ke darmiyaan 20 pips ka gap Hona chahie otherwise aapki stop loss position jald hit ho jayegi isi tarike se Jab aap take profit use karte hain to vah bhi takriban 40 pips Tak honi chahie , agar is se ziada place karenge to to aapki take profit hit Nahin ho sake gi hamesha koshish karen ki profit kam bhe Mile lekin secure trading honi chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

          dekhe members Jo analyses Karke trading ki jaati hai usmein TP aur stoploss class me set Kiya jata hai kyon ki isase aapko bhi pata chalta hai ki aapane Jo anaylsis Kiya hai vah kitne percent kamyab hua hai aur market kahan tak gai hai aur aainda main kis Tarah se apna alag karna hai aur dusri taraf agar trade aapke against bhi jaati hai to aapko jyada loss bardaasht nahin karna padta aur agar aapka level achieve Kar jaati hai to profit dene ke bad khud bahut band ho jaati hai aur aapko itni atension Nahin deni parati usko band karne ke liye.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

            Stop loss and take profit use karke trading karne se apne trading capital ko safe rakha ja sakta hai acchi trading earning ke liye stop loss use karna bahut important hai are trading members new commers stop loss use karne se insecure feel karte hain lekin woh apna account was karva lete hain aapane unko guard karna hai trading market mein stop loss ke bina trading on karen stop loss use karne ke liye aapko buy position mein main support level ke below stop loss use karna hoga jab ke aapko resistance ke upper side per stop loss use karna hoga sell trade ke liye yah baat aapko batana zaruri samajhta hun trading market mein technical analysis understanding karke stop loss and you to take profit istemal kar sakte ho isliye aapko market mein main technical analysis sikhana first priority honi chahie.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main stop loss or take profit ki both ziada importance ha jis k bagar humara account both ziada risk main hota ha jis sy humy loss k ziada chance hoty han is key humy sab sy pehly in ko samjena ho ga k ye kam kase karty han or in ka maqsad Kya ha hum q istamal karty han
              Stop Loss and Take profit
              Forex trading main stop loss ka Kam ha k humy account ko bary loss sy bacha k rakhy or jtna hum stop loss set karty Han utna he humara loss ho us sy ziada na ho or hum behtar planning or strategy sy trading Kar k kamyab ho sakty han apna stop loss asa set karny k humy loss he na ho balky fayda ho maximum
              Isi tahra take profit ka Kam ha jab hum log off lone hon or humari trade open hon to humari ye trade humary set key huy target pe puncheny pe auto pe close ho jay q k jab hum take profit istamal Ni karny gy to humari trade wapis aa jay ge or hum utna fayda hasil ni kar saken gy is ley humy take profit lazmi istamal karna chae ha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                yes dear ap ny bohut he achi bat share ki hai forex market main take profit aur stop loss ka use karna boht he zrori hai kyon ky yeh ap ky account ko safe rakhty hainn ager ap forex ky sath sath koi bhi or kam kar rahy hain tu ap ko market ko bar bar watch karny kiu zrorat nahi rehti hai kyon ky jab ap es main stop loss lgaty hain tu phir ap tention free ho kar jahan marzi ja sakty hain aur ju bhi koi bhi ho wo bhi kar sakty hain aur dosra es say ap ka account bhi safe rehta hai es ky bgair karny sya boht say trader ky account bhi wash ho jaty hain es lea stop loss aur take profit ko ha professional trader use karta hai aur wo esi lea forex market main success rehti hai es ko order lgany ky bad foran he laga daina chaheay kyon ky market main kisi time bhi fast movement ho sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                  dost aj mein aap Ko bataon gaaA kay hamein is mein stop loss aur take profit ka kyu istemaAl Kartay hain aur hamein is mein an ka istemaaAl kyu karnaaaA chahiye chalye bat kartay hain stop loss aur take profit ki hum is mein stop loss aur take profit ka trading kay doraaaaAn trading mein faiday kay liye kartay hain apnay faiaday kay liye is liye an dono ko hamaray faiday kay liye banyaaA GayaaA Hai instaforex ki taraf say is liye hamein is mein trading kay doran an ka istemaaaAl Zaroor karnaaAa chahiye aur stop loss hamein is mein apnay account ko wash honay say bachanay kay liye lagayaaA jataaaA hai aur baat kartay hain take profit ki hum is mein take profit ka istemaaaAl apnay mokarara jaghaaaA par lagayaaA jataaaA hai aur hamein jitnay profit ki zaroorat hoty hum apna take profit us had par lagatay hain is liye hamein chahiye kay hum is mein soch kar trading karain aur is mein stop loss aur take profit ka soch samjh kar istemal karnaaA chahiye kyukay yeh kabhi kabhi nuksaaAn bhi day jatay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                    g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main har mamber apni trading main stop loss or take proft ko lamzi sue karen q k yah hmari kamyab trading k liye lazmi tool hain jis se hum apni trading ko bahtr se bahtr kar k faida otha skty hain es se na tu hmain zyda loss hota hai or na he hmara account wash hota hai es se hum apni trading ko bahtar se bahtr kar skty hain or kamyab bhi ho skty hain es se hmain loss hony par pareshani bhi nahi hoti hai es se hmain kamybhi bhi milti hai tu hmain en ks ath apni trading karni chahye kbhi bhi en ko ignor nahi karna chahye q k stop loss or take profit se hum apni trading main money management ko bhi qaim rakh skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai agar trading karrna cahety hain to hamy TP yane take profit ko or SL yane stop loss ko use karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy fore xaik unique business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy forex mai kamaybe ky tools ko kabe be ignore naahi karana chahe pher he hum loss sy bach saky gy forex aik bohat bara business hain hm is mai agar tuka system sy kam kary gy o hamy lss ho ga is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalk sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka ahin hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamara pura account baned ho jy ga or hamara nuqsan ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                        dear ap ko apni trading money management aur risk reward ratinke sath karni chahie aur is ke liey ap ko apni trade me stop loss aur take profit ka use karna lazmi ho jata ha jis ko use karke ap acha faida hasil kar skate hain

                        stop loss use karne ki waja se ap ka loss limited ho jata ha aur ap ko ap ki har trade me loss aik same jaisa hota ha ap ki trading discipline ke sath hoti ha agr ap ki kuch trades loss me bhi chali jati hain tu ap ko big loss nehi hota ha ke ap os ko bad me asani se recover bhi kar saktain hain

                        take profit ko use karke ap market ke reverse hone se jo profit zaya hota ha ap os ko bacha saktain jub ap ka take profit laga jo ga tu ap ki trade automatically close ho jaye gi profit me air market ki reverse hone se ap loss se bach saktain hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                          Forex trading business Mein traders ko Apne account ke sath mein judgement ko bahut jyada ahmiyat Hoti Hai traders ko kabhi bhi Aisi trades open Nahin Karni chahie Jinke bare mein unhen ne analyses Nahin kiye Hote Aise hota hai ki market Achanak Kisi bhi vajah se movement karti hai to use Waqt traders ki Khwaish Hoti Hai Ke trade open karke profit Hasil kar le stop loss aur take profit ka rule Usi Waqt shuru ho jata hai Jin gym trainers Mein traders Ne analyses Nahin kiye Hote unhen traders Mein stop loss aur take profit use karne bhi Jaruri hote hain ab yah Har trader per hi depend karta hai ki vah Apne account balance ke mutabik lot size select karen to stop loss aur take profit bhi lot size aur quality ke sath compare karke hi select Kiya kareja se account ki safety ke liye aur Bahut Si chijon ko dekhna Jaruri hota hai Bal ke vaise hi stop loss aur take profit bhi compulsory tool Hai Jo balance ko saaf banata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                            Ji Assalamu Alaikum Mere Pyare bhai ji han aaj main aapko bataunga ki Hamen ismein stop loss aur Tak profit ka Kyon istemal karna padta hai Hamen ismein Unka istemal Kyon karna chahie baat baat karte hain and stoploss aur Tak profit ki ke Ham ismein stop loss or profit ka training ke dauran trading Mein fayda yah hai ki Apne fayde ke liye isliye on Din donon Ko Hamare fayde ke liye Banaya Gaya Hai Aur instafresh ki taraf se isliye Hamen ismein trading ke dauran Unka istemal karna chahie aur stop loss Hamen ismein Apne account Ko behosh Hone se bachane ke liye Lagaya jata hai aur baat karte hain Taki profit ke Ham ismein Tak profit ka istemal Apne Mukaddar Jagah per Lagaya jata hai aur Hamen Jitna profit ki jarurat Hoti Hai Ham Apna take profit use Hath per Lagate Hain isliye Hamen chahie ki Ham ismein sochkar trading Karen aur ismein stop loss or profit ka Soch samajhkar istemal karna chahie Kyunki yah kabhi bhi nuksan Hamen De sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Take profit aor stop loss lazmi use kary apni trades k sath.

                              Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap log khairiyat se Honge doston Forex forum 1 online profitable business hai bahut se log Business mein Iske rules ko follow Nahin Karte aur loss Ka Shikar Ho Jaate hain lekin Forex main Iske rules ko follow karna bahut hi jyada Jaruri Hota Hai Kisi bhi risk ko Lene se pahle ya Kisi bhi Badi trade ko open karne se pahle Hamen take profit aur Stop loss ka use karna hota hai Taki Ham Apna fayda Hasil kar sake aur loss se bacha sake. Stop loss ka use Karke Ham Agar Apne Kisi Badi trade ko open karte hain riski trade ko open Karte Hain To Agar Hamen loss hone wala Ho To vah Khud BA Khud trade close Ho Jaati Hai Is Tarah Ham bade nuksan se Bach Jaate Hain aur ISI Tarah take profit ka use bhi fayda Deta Hai Ham Apne profit ke hisab se iska use kar sakte hain aur earning Hasil kar sakte hain.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X