Market itni sensitive keun hai last week sy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market itni sensitive keun hai last week sy?
    Last week se a observe kea ja raha hai ki market bahut zeyada sensitive hai coronavirus spreading across the world kya ise wajah se specifically market sensitive hai ya iske alava koi aur wajoohat hain agar koi technical ya fundamental prospective aapki samajh mein aate hain to discuss karen Forex trading market mein is sensitivity se kaise fayda uthaya ja sakta hai aur zeyada se jyada profit kaise on keya ja sakta hai market down trend continue karegi ya yah conflict arises kar jaega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

    market last week sy sensetive ja rhae hain hamy is mai ahtayt sy work karna ho ga forex market ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy knolwedge hasial kar ky forex mai risk lena ho ga pher he hum munfa kama saky ggy forex aik world wide business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahml hain forex paksitan ma legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gty to hamara account baned ho jy ga forex aik bohat baara business hain hamy market ky up down ko dahk kar kam karna ho ga forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar market ko analysiz kar ly gy to hum asnae sy kamyab ho jy gy forex aik world wide busienss hain or yai pakaistan mai famous ho cuka hain
    • #3 Collapse

      Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha k last week sy market both sensitive ha both fast movement kar rehe ha or unacceptable movement Kar rehe ha or isi waja sy both sary dostun k accounts wash ho gy han or kuch dostun ko acha profit bi hasil hua ha par abi tak market ki samj Ni aa rehe ha bas movement Kar rehe ha or up down movement Kar rehe ha or both tazi sy movement karti ha is ley humy abi trading karni ho to both ahtiayat sy trading karny or proper stop loss or take profit istamal karny ta k humy ziada sy ziada profit hasil ho saken jab tak hum ache learning or strategy sy trading Ni Karny gy to hum kamyab ni ho saken gy q k is waqat market both sensitive ha or both tazi sy movement Kar rehe ha
      • #4 Collapse

        Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

        Dear ye to ap ko lag raha hai k ye market kafi zayda sensitive hai magar aisa nai hai ais market mai jo zayda moment hoti hai to wo fundamental ki waja se hoti hai ap agar ais market mai technical par trade karty hai aor aus k sath ap fundamental ko dekhty hi nai hai aus mai ap ko loss ye hota hai k jab market mai fundamental ki waja se moment hoti hai to ap ko ais market mai loss ho jata hai kun k aus time market technical ko follow nai karti hai ais market mai ap agar currency ko ye dekh lety hai k ye strong hai to aus time ap ais market mai trade kary ais k sath ap ko ais market mai ye faida hota hai k ap trend k sath trade lagaty hai aus par ap ko faida ho jata hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda profit ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

          dear forex market es lea asy ha kyon ky aj kal corona virus ki wajah say 8 country ki ju health ky bary main meeting ho rahi hai jiss ki wajah say crona virus ky nuksanat say bachny ky lea safety ki ja rahi hai jiss ki waja say china usa aur other iran aur dosry big country main business ki export aur import main boht ziada kami dekhny main ai hai aur es wajah say market main taizi nahi kyon ky ziada tar trader es lea bhi market main enter nahi ho rahy hain kyon ky es main kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai aj kal wesy bhi jitni bhi movement ho rahi ha wo fundamental news pay ho rahi hai es lea forex main technicaly kam karna boht he risk ho gea hai jiss waja say trader forex main market main enter nahi hai aur market es waja say slow hai ham ko tab tk es main ehtiat karni chahea jab tak es main ye masla hal nahi ho jata.
          • #6 Collapse

            Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

            g han bhai jan ap ny bilkull sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading main market ki last weak main jo novement hai wo boht slwo hai or kafi senstive hai or es ki khahas wajah fundamentals hoty hain q k esi ki base par he hum apni trading ko bahtr se bahtr kar skty hain es liye aghr market hmain ayse tredn ks ath show ho rahi hai k jis main risk zyda hai tu hmain boht ahtiyat k sath trading karni hogi jis se hum apni trading ko bahtr or achy traiky se kar k acha profit lay skty hain forex main jub hum market ko riksy points par follow karty hain tu hmain loss hony k chnaces zyda hoty hain es liye hmain apny kam ko market k according rahty howea karna hoga es k ilwa market par crona virus ki wjah se bhi boht asar andaz howa hai jis ki wjah se market kafi senstive hai
            • #7 Collapse

              Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

              Forex trading market iss waqt kafi weak aur pressure mai hai. World kay 69 countries mai kall tak ki report kay mutabiq Corona virus kay victims saamnay aa chukay thay. Corona virus ko pandemic ka darja WHO ki taraf say diye Janey kay baad investors ko bohat pressure ka saamna hai. Investors hamesha uss kaam mai investment kertay hain jaha unka sarmaya mehfooz rahey aur unhain pata ho kay unhain profit ho ya nahi ho magar loss nahi hoga. Iss waqt Agar daikha jaey tou China mai her Tarah ki production lines close ho chuki hain. Jiss ki wajah say importors, exporters, airlines, international companies jinn mai electronic companies aur technology companies shamil hain sub ka business suspend ho chuka hai jab aisa hoga tou forex ki requirement Kamm ho jaey gi. Issi tarah China aur Italy aur degar European countries mai Corona ki wajah say fuel requiments bohat Kamm hogai hai jiss ka asar crude oil pay Para hai. OPEC ki taraf say crude oil ki production mai kisi kisam ki kammi nahi ki gai hai laikin crude oil ki supply tou continue a arahi hai air buyer nahi hain kiyu kay consumption he nahi hai. Supply ziada aur demand na honay ki wajah say crude oil iss waqt bhi 47$ kay aas paas hai. Yeh sub cheezain mill kay market ko sensitive ker rahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                Dear friend forex trading market sensitive is ley ha k ap ko pata ho ga k puri duniya main corona virus phal raha ha is ley investor both mohtat han or market sy apna pasa nikal rehe han or business rukh gy han jis ka asar market pe parh raha ha or is virus ki waja sy both sari death cases ho gy han or mazeed ho sakty han is ley market is waqat both sensitive ha or asi movement kar rehe ha jis ki tawaqa ni hoti ha sary analysis wrong ho rehe han market ki samj ni aa rehe ha k kya kar rehe ha is ley humy trading karni ha to both ahtiyat sy trading karni ho ge ta k humy ziada loss na ho or hum behtar trading kar saken forex trading main har country k halaat ka effect parta ha is ley humy chae ha k hum log apni trading stop loss k sath karny ta k ziada loss sy bach saken
                • #9 Collapse

                  Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                  dear previous weeks se market sensitive is liey ha kyuke ke investors and traders boht fear feel kar rehay hain market me invest karne se or trading karne se or jin investors ne invest kea howa ha or jo traders jin ke trades profit me ja rehi ha aisy traders open trades ko close kar rehay hain kehi wo profit trades loss me na change ho jaye or investors ka paisa na doob jaye yeh sub kuch cronavirus ke fear ki waja se ho raha ha

                  fundamental reason yeh ha ke cronavirus ki waja se boht se country me trades nehi ho rehi ha kuch countries ne Apne borders close kiey huey hain jis se economy per bad asar hone se is tarah ho raha ha

                  is situation se faida uthane ke liey ap ko latest news per focus rakhna chahie or ap ko traders ke mind or investors ke mind per nazar rakhni chahie ke wo market ki kis direction me apna paisa invest kar sakte hain

                  dear down trend me movement stock market me ho sakti ha kyuke investors stock market se fear ki waja se jo crona virus ki waja se aya ha apna paisa nikal rehay hain jis se takriban har country ka stock percentage me down move kar raha or jaha tak currency ki bat ha tu aik currency ke against 2nd currency ha tu currency me down movement kam dekhne ko mill sakti ha kyuke is crona virus ki waja se har country effect ho rehi ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                    bhai jan forex trading main market ki sensitivty ki boht se wajohat hain q k econmy level par koi bhi news ati hain tu oska asar market par acha asar parhta hai es liye aghr hmain market achy lvel par nahi milti hai tu kbhi bhi trading na karen qk ayse he apko loss hony k chnaces hoty hain or bara loss hony par account bhi wash ho skta hai es liye senstive market ko achi trha se follow kar k trading karen es k ilwa aj kal jo crona virus hai oski bhi wajha se market par boht bara asar parha hai q k boht se molkon main esi wjah se market boht down ho gai hai es liye hmain market ko achy trend k sath follow karni chahye jis se hmain forex main acha profit milny k chnaces hoty hain or hum kamyab ho skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                      Last week se a observe kea ja raha hai ki market bahut zeyada sensitive hai coronavirus spreading across the world kya ise wajah se specifically market sensitive hai ya iske alava koi aur wajoohat hain agar koi technical ya fundamental prospective aapki samajh mein aate hain to discuss karen Forex trading market mein is sensitivity se kaise fayda uthaya ja sakta hai aur zeyada se jyada profit kaise on keya ja sakta hai market down trend continue karegi ya yah conflict arises kar jaega.
                      Bhai Is Duniya Ke bahut Sare countries Mein Krona virus aa chuka Hai Iski vajah se bahut jyada market Mein critical match Dekhne Mein a rahi hai hi Main To Yahi kahunga ki agar aap ab kam kar rahe hain to bahut hi Soch Samajh Kar aur acche tarike se kam Karen Kyunki Ab To currency pairs mein bhi Itni badi badi payment ho rahi hai jo ke Pichhle Kai month mein nahin hui thi vah Ek Din mein ho gai hai aur gold aur Baki commodities Main To fir dekh lena aap kya hal Hoga isliye jab tak yah masla solve Nahin Hota Hamen bahut hi Dhyan Kaisa trade Karni Hogi tab hi kamyabi ki
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • #12 Collapse

                        Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                        Ji han bilkul market bahut hi sensitive Hoti Hai market mein agar aap acche nahin karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki market Mein achha balance backup ho aur vaise bhi goldstein Jyada century movement kar raha hai aur usmein gold Mein trading karna bahut jyada risky hai agar aap ismein trade Karte Hain To Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain lekin ismein Jyada loss bhi ho sakta hai Kyunki gold ki movement ka kisi ko abhi best Taur per pata nahin Chala to ismein Gold kabhi aap ja raha hai aur Kabhi Don 2 isliye gold Mein training karna Jyada risky Hai To isliye behtar hai ki aap currency Mein trade Karen aur acchi earning Hasil Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                          Bhaijaan Forex trading main market ki sensitive ki Bahut Si vaju hath hi Kyon Ki economy level per koi bhi news Aati Hai to uska Asar market per Achcha Asar padta hai isliye Agar ham market acche level per Dahi milati Hai To Kabhi free trading na Karen Kyunki aise hi aapko loss hone ke chance hote hain aur Bada loss hone per account bhi watch ho sakta hai isliye sensitive market ko acchi Tarah Se falon Karke trading Karen Iske Allahabad aajkal joke korona virus hai uski bhi vajah se Barkat par bahut Asar pada hai isliye Hamen market ko acche train ke sath falon Karni chahie jisse Hamen frocks Mein acche profit bill aane ke chance hote hain aur ham Kamyab ho sakte hain iske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi aur acche tarike se kam karna hoga Soch samajhkar kam karna hoga Taki Ham Kamyab ho sake aur accha bonus Hasil kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                            Bhaijaan Forex trading main market ki ki bahut se baat hai Kyunki economica level per koi bhi news aati hai to uska Asar market per acchi Asar padta hai isliye Agar Hamen market acche level per Nahin milati Hai To Kabhi Bhi 3D Juda Kare Kyunki easy hi aapko loss hone ke chance hote hain aur ho sakta hai isliye sensitive market ko acchi Tarah Se follow karke training Karen Iske alava aajkal Jo Corona virus hai uski bhi vajah se market per bahut bura Asar pad raha hai Kyunki bahut Se Mujhko Mein ISI vajah se market bahut down ho gai hai isiliye Hamen market ko acche train Sath Palan karna chahie jisse Hamen Forex Mein Achcha profit bhi De aur acche chance hote hain aur ham Kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market itni sensitive keun hai last week sy?

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
                              Ji han Dosto yahan per bht achi bt ki ja rhai hai Dosto jsa ke hum.sb janty hein.ke pak forec a UK bht bara online business h Dosto ye platform hmari help ke liye banaya gya hai Dosto yahan per hum jitni axhi post krein gy utna hi acha prophet hoga Dosto market ke senstivity ki bht sari wjohat ho skti hen Dosto jb bi economy level pr koi news ati hai to uska market per bht asar prta hai to dosto hmein chahiye ke agar hmein market achy level per nhi milti hai to koi bi or us wqt kbi bi trading na kry Dosto is se hmara hamara bht loss hoskta hai Dosto ho skta hai ke hmara a count bi wash ho jaye isi liye Dosto jasa ke ajkl lockdown hai to is ka bi pak forex per bht asar pr.raha hai or market down ja rhi hai isi liye Dosto hmein market ko achy trend ke sath follow karna chahiye taky hum acha prophet hasil.kar skem or kamyab ho skeen .THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X