Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?
    Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

    Forex trading main aik waqat main itni trades open karny jin ko ap easily control kar sakeny or ap ko koi masla na ho is ley Mary Khayal k mutabiq humy apny account k mutabiq trading karni chae ha agr humara account chota ha to humy aik sy do trade he open karni chae han jab agr humara account bara ha to phr hum 3 sy 5 trade open kar sakty han par agr ap ziada trade ko sambal Ni sakty han to phr ap ko 2 sy 3 he trade open karni chae han jin ko ap easily control kar saken forex trading main trade lots size or taadaat ka both important role ha in ko both ache tahra manage kar k he trading karni chae ha ta k hum ache tahra kamyab ho saken jab tak proper management sy trading Ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

      Forex trading kernay kay doraan her trader ki apni he strategy hoti hai jo trader ko apnay account kay mutabiq ziada suit ker rahi hoti hai. Her trader apnay experience, practice aur account balance ko daikhtay huay apni trading ko plan kertay hain. Forex traders jab instaforex bonus account say trading ki jaati hai tou account leverage instaforex ki taraf say 1:50 do janay ki wajah say Kamm balance kay saath wesay bhi ziada trades open nahi ho sakti aur lot size bhi aik makhsus limit kay saath hota hai. Iss liye traders ko chaiye kay apni trading kay Doraan safe trading kernay kay liye aik waqt mai Kamm say Kamm trades he open kia karain. Aik trader ko aik waqt commodity pay aik he trade open kerni chaiye aur ziada say ziada 2 trades aik waqt mai open kerni chaiye. Issi tarah currency trading mai 2 ya ziada say ziada 3 trades open kerni chaiye kiyu kay iss say ziada trades say equity Kamm ho jaati hai aur account mai loss ki soorat mai account ki safety khatam ho jaati hai
      • #4 Collapse

        Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

        mere Bhai hamare knowledge or experience we depend karta hai ki hamen kis pair ki kitni trade open karni chahie agar ham log kisi bade pair per trade kar rahi hain jaise ke gold yah crude oil pakka hamen apne account mein sirf ek open karna chahie aur vah bhi account ko money management karne ke sath kyunki jab ham log money management karenge to Ham Sikh payenge Ham ne kitni lot size open karni hai ki hamara account watch Na Ho aur main cheez hoti hai apne account ko bachana jab aapka account aapke pass hoga to aap trading bhi kar paoge
        • #5 Collapse

          Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

          mere Bhai jab aapko Forex trading karna hi hoga to aap yah baat bata sani Bata sakoge kya aapko apne account ki money management karni chahie aur use hisab se Hi trade open karni chahie aapko kabhi aisa nahin karna chahie kya aap foreign sahi trade open karke aur agali date bhi open karne agar aap log apne account ki money management nahin karoge to aapka nuksan hoga aur jab nuksan hoga to aap log loss mein jaaoge to aapko money management karke apne account ko bachana chahie kyunki jab aapka account rahega to aap life time nahin kar paoge Forex trading market mein se
          • #6 Collapse

            Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

            Hello salam alaikum friends ji han bhai aapane bahut achcha sawal Kiya hai mere khyal mein ek waqt mein ek Hi tradeopen karni chahie kyunki ektrit open karne se hi aap usko acche se analyse kar payenge market ko dekh kar uske bare mein acche se jaanch kar agar payenge aur jisse aapko profit ke jaan se jyada honge jiske bare mein aapko jyada confirm hoga ki yah trade up jayegi agar aap ek hi mein ek se laga re laga dete Hain to fir aap ke liye analyse karna market ko aur donon per dhyan Dena mushkil ho jata hai isliye mere khyal mein ek time mein ektrit hi best hai kyunki is per aap aasani se focus kar sakte hain aur iske bare mein dekh sakte hain kisko kahan close karna hai aur kahan isco start karna hai jo ki ek acchi chij hai agar aap jyada trade open kar lenge to aap samajh nahin payenge ki ab kya karna chahie aur aap pagal ho jaenge jiski vajah se aapko lost ho sakta hai tradelagane ka fayda hoga ki aap jyada comfortable rahenge aur aapke profit ke chances rahenge
            • #7 Collapse

              Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

              bhai jan forex trading main har mamber achi earning chahta hai es liye aghr hum apni trading main loss na ho os method ko use kar k apni trading karen tu hum apni trading main kuch bhi aysa factor use nahi krna chahye jis se hmain loss ho or hum apni trading ko nakam bna saken forex main loss hony ki sub se bari wjah aik over trading bhi hai jis main mamber aik time main aik se zyda trade open kar dety hain jis main jitni tardes open hoti hain otna he mind bhi upset hota hai es liye aik time main aik he trade ko run karna aik achy trador ki nishani hoti hai jis se wo kamyab ho skty hain es liye aghr hum kamyab hona chahty hain or chahty hain k hmain loss na ho tu fresh mind k sath aik time main aik he trade ko achi trha kar k apna profit bnaen q k zyda trades open karny par ap kisi aik ki bhi run nahi kar skty hain or na profit lay skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                Dear Forex trading members assalamualaikum aapko ek waqt mein main apni management plan ko dekhte hue trade open karna hogi agar aapke pass achcha capital hai bonus amount aapke pass maximum hai to aapko minimum lot size ke sath trades open karna chahie iske liye aapko pareshani nahin hogi lekin agar aapane lot size call use kiya hua hai to aapko ek trade hi lagani chahie short term trading strategy use kar rahe ho to hacking trading strategy ke liye aapke pass free margin hona zaruri hai scalping ke liye aap agar 10 pip target rakh rahe ho to aap ka target achieved ho sakta hai apne target ko achieve karne ke liye aapke pass technical values strong honi chahie candlestick chart pattern ko understand karke Fphr aapko short term trading for scalping start karna hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                  Dear friend aapka Achcha Sawal Hai Ek Waqt Mein Ek Hi Hamen trade open Karni chahie Kyunki ek hi trade open karne se aap market ko acche se samajh sakte hain aur ismein acche se work kar sakte hain Kyunki agar aap Jyada trade open karte hain aur aapki aur control se bahar Ho Jata Hai To fir aapko loss hota hai isiliye koshish karen ki ek Waqt Mein Ek Hi trade open Karen Taki aap isase Achcha fayda hassil kar Saken Jo Achcha trade Hota Hai vah samandari ke sath ismein was Karta Hai knowledge or experience a Karke Sparsh karta hai use loss Na Ho Kyunki mere pass knowledge or experience Hoga To Ham Uske bare mein jaan sakte hain ki Kitni trade Hamen open Karni chahie kitne
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                    Dear waisy to ap k pass agar account bara hai to aus mai zayda trades open kar skaty hai magar ap k pass agar account chota hai aor ap ye chaty hai k ap agar account par trade lagye to ap ka account safe rahy to ap account par choti trade lagye aus se ap ko ye faida hota hai k ap k account par wo trade agar loss mai jati hai to aus ko ap asani se recover kar sakty hai ya ap k pass agar free margin ho to aus time ap aik aor mazeed trade laga k aus loss ko jaldi recover kar sakty hai ais market mai ap ko ye dekhna hota hai k ap account par jo trade lagaty hai aus par ne kitna risk lena hai agar ap acha kaam karty hai to ap ais market mai kamyab ho sakty hai ais liay aik time par aik hi trade lagaye aor lot choti use kary tab ap ko faida ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                      Ji Bhajan vaise to aapke pass Agar account bada hai to usmein Jada trade open kar sakte hain Magar aapke pass account Chhota hai aur aap yah Chahte Hain ki aap Agar account Patel lagaen to aapka account saaf Rahe to aap account per Chhoti trade lagaen usse aapko yah fayda hoga ki aapke account per vo trade Agar loss Mein Jaati Hai To Uske aap ko aasani se recover kar sakte hain ya aapke pass Agar free margan ho to use time aap Ek Aur Masjid trailer Laga Ke use loss ko jaldi recover kar sakte hain is market mein aapko yah dikhana hota hai ki aap account per Jo trail Gate Hain Use per Kitna risk lena hai agar aap Achcha kam karte hain to aapko is market main Kamyab ho sakte hain isliye ek time per ek hi trade lagaen aur lot Chhoti use Karen tab aapko fayda ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                        Koi be professional aur acha trader at a time risky aur over trading karny ki koshish me zeyada trades open karny ka risk nahi leta hay, new traders ko be esi rules ko follow karna ho ga aur same time me 1 ya zeyada se zeyada 2 trades se above trades open nahi karny chaye, agar at a time kesi waja se trades ki tadaad 1 se zeyada ho jati hay to market ki big movement esy trades ko zeyada nuksan de sakty hey aur expert traders key ley be trades ko handle karna aur loss ko control karna impossible ho jata hay, hamesha professional traders ki tarha single trade hi open karna chaye ye loss me jaye ya profit de es key bad next kesi trade ko open karny ki planing karna ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                          aik se zeyda trade open karne ke liey exprience or capital ka big hona boht zeyda matter karta ha agr ap ke pass kam exprience ha or capital bhi normal ha tu ap ko at a time sirf aik trade open karni chahie kyuke kam exprience or kam capital ki waja se ap ko zeyda risk nehi lena chahie or ap ko best pairs ka intekhab karke aik trade open karni chahie take ap os ko asani se manage kar sakain or agr beach me koi decision lena pare tub bhi ap kisi fear ke asani se decision le sakte hain

                          agr ap ke pass acha exprience ha or capital bhi big ha tu 1 se 2 trades open ki ja sakti hain kyuke market me achi movement ho rehi hoti ha tub kafi strong entry point milte hain tu ap ko waha par Apne exprineec or big capital ka faida utha tay huey aik se 2 trades open karke acha profit earn kar sakte hain
                          at a time boht zeyda trades open nehi karni chahie 5 se 6 trades is tarah ap ka risk zeyda ho jaye ga or fear ki waja se trades ko handle karna bhi mushkil ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                            Assalamualaikum Pyare bhai jaan aapka? Bilkul theek hai is Waqt Mein Ek Hi Hamen trade open Karni chahie Kyunki ek hi trade open karne se aap market ko acche se samajh sakte hain aur ismein acche se work kar sakte hain Kyunki agar aap Jyada trade open karte hain aur aapki aur control se bahar Ho Jata Hai To fir aapko loss hota hai isliye koshish karen ke Ek Waqt Mein Ek Hi trade open Karen Taki aap is Se Achcha fayda Hasil kar Saken Jo acchi trade hota hai vah samajhdar hi ke sath is work Karta Hai knowledge or experience Karke a kam karta hai use loss Nahin hota hai aur vah Har kam se Aise kaun se bachta hai jisse use nuksan ho isliye Mere Bhai Hamen chahie ki Ham Ek Waqt mein hai ki trade open Karen aur Vahi trade open Karen Jiska hamare pass Achcha knowledge experience Ho iska fayda hota hai ki Hamen nuksan Nahin Hota balki Ham Kamyab Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ek waqt mein kitni trades open Karni chahie?

                              Dear forex members Pak forex forum business may traders ki bohut zayada samjh kar trading karni chahiye aur ake want may ake hi trade open kerni chahiye takay app international market Kay mutabiq trading kar sakay Pak forex forum business may agar traders Kay account may balance zayada majood ho to phir app apney account ko dekhty hoye trade open karay agar iss sorat may app Kay account may balance Kam ho to phir soch samujh kay trading kerna chahiye takay trade open kernay say app ka account wash honay ka khatra na ho Pak forex forum business may traders ki chahiye kay ake wakat may ake hi trade open kernay aur lot size chota use karay to bohut faida hasal ho sakta hay Pak forex forum pay members ko chahiye kay soch samujh kay aur fresh mind Kay sath trading kartay hoye kamyaabi hasal karney.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X