Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..
    Je Han friends Jo log forex main jaldbazi kartey Hain or apney Kam ko mehnat or imandari say nhi kartey to wo forex main kamyab nhi ho saktey q k jaldbazi main hamesha nuksan hota ha or jaldbazi main hum forex main posting or threads main bohat misstake kartey Hain jis say unko loss ka samna karna pharta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

    Yes brother aapane acchi baat Kahi ke jaldbazi se kamyabi Hasil Nahin ho sakte jaldi karne wala Hamesha yah Apna bhi nuksan karta hai aur apne friend ka bhi nuksan karta hai Hamare Jo senior member Hain unko chahie ke a new member ko guide karna chahie Kyon vah jaldi na Karen aur slow slow Achcha kam Karen Taki Achcha bonus Hasil Ho
    • #3 Collapse

      Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

      G ap nay sahi kah hya jald bazi say forex may koi bhi kamyab nahi ho sakta kamyabhi iss ko milti hya jo iss may suber say or dill laga kay kam karya warna jald bagi sy loss hi hath may aya ga
      • #4 Collapse

        Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

        Jald bazi sy ham forex mn kamyab nai ho sakty hn qk ham jaldbazi karty hn tou phar ham apni posting aur thread mn mistake kar beathty hn aur jeski vaja sy hamari thread ka posts bhi delete ho jati hn aur phar hamen bonus bhi kam milta hy ham aghar trading mn jaldbazi karn gy tou ham market ko sahi say samjh nai paen gy aur hamen trading mn loss outhana pary ga.
        • #5 Collapse

          Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

          G han ap na bilkul shi bat ki hay kh forex ma ap jaldbazi sa kbhi bh kamyab nhe ho sekty ap ko cahye kh ap jaldbazi sa kam na kerian ap ko cahye kh ap forex ma sakoon sa mam kerain or dil laga ker kam kerain agr acha kam kero ga to ap ko bonus bh acha mila ga or ap trading bh achi kero ga ku ka ap ka pass agr bonus acha ho ga to trading sa profit bh acah hasil ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

            g han hamain jald bazi say koi bi kam nai karna chahye is forum main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain i s k bary main bi trade karna ho ga ta k los skm h o sakty hain aur hamain market main b i knowldge achi ho gi tab hi hum real main b i kamyab ho sakty hain but hamain planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain ta k earn ho
            • #7 Collapse

              Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

              Assalam o alaikum dear friend welcome in forex forum aj ka best question k jld bazi mein aap kabhi kamyab ni hosktay because for example​ aap road permit jarhay Hain aap ki speed bahot tez hy aap ne crossing pe gadi ka axident hota hy to wo aap ki jald bazi hy thanks friend s
              • #8 Collapse

                Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                ji bilkul aap kabhi bhi jaldbaji karke kamyabi hasil nahin kar sakte hain SO agar aapane kamyabi hasil karni hai to uske liye aapko daily basis per acchi quality ka kam karna chahie aur din raat ek Kar ke hardworking karni chahie Taki aap ek acche aur kamyab trader Ban sake
                • #9 Collapse

                  Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                  Jald bazy say nakaaAaMI milataaaA hai yeh tu sab kio malom hai is liye mein tu yeh kaho gaaA kay hamein soch samjh kar kaaAaM karnaaA chahiye hamein kabhi bhi jald bazy nahin karny chahiye agar hum is mein jald bazy karain gay tu hamein is mein nuksAaN hi hogaaAa is liye is mein jald bazy na karain jald bazy say loss hi hotaaA hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                    Forex trading Mein jaldbazi Se Kam Nahin Karna chahie trade karne se market ko acchi Tarah watch Karle acchi trade ka vate Karen market mein trend ki favour Mein trade Karenge tab mein fayda Hoga Stop loss use Karen Chhote volume ke sath trade Karen isase Hamara profit bhi increase hoga Jyada last bhi nahin hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                      agar aap jaldbaazi karte hain to aap kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hain SO agar aapane kamyabi hasil karni hai to iske liye aapko acchi tarah se Sabra ke sath trading karni chahie Taki aap Forex mein kamyabi hasil kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                        hamy lalch ko avoid kar ky jaldbazi ko kathem kar ky is main mehnast sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain hamy is main daiky routia n klu sath kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil ar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                          agar aapane kamyabi hasil karni hai to aapko kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie balki aapko hamesha sabar ke sath kam karte rahana chahie aur acchi quality ka kam karna chahie tha ki aap ek acche aur kamyab trader Ban sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                            Ji han dostonaap Sahi kah rahe ho ki Forex ho ya koi aur kam Ham jaldbaz mein kis Surat Mein Kamyab Nahin ho sakte hamein chahie Apna Kam Sabsr se aur mehnat se Karen Jitna kam Hamara mehnat aur sabr se Hoga yakinan Ham Apne maksad Mein Kamyab honge thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaldbazi say ap kamyab nhi ho saktey ..

                              Jo log training mein jaldbaji karte Hain vah kabhi kamyab nahin ho sakte kyunki main jaldbaji ki koi jagah nahin hai khoon aur Kamal wala kam hai jisne hamen chahie ki Ham pure naam ke sath trade Karen vahi Ham kamyab honge jaldbaji Kar ke akshar nuksan hota hai kya hai vah forex trading Ho chahe Koi aur business Ho to isliye guys hamen chahie ki Ham jaldbaji kabhi Na Karen soch samajh Kar aurat hamal se kam Karen tu Hi hamen fayda hoga Pradesh mein main jaldbaji ki koi jagah nahin hai isliye khaskar trading mein hamen jaldbaji nahin karni chahie agar Ham frustrating meinprophet hasil karna chahte hain to hamen chahie ki Ham pure linen aur hamen se trade lagaen aur essilor TP lagakar trade Karen to hamen bahut achcha jyada prophet hasil hoga aur ham ek acche kamyab tractor Ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X